2012 Wrap Up: Unforgettable Dialogues

In remembrance of them, BollyCurry brings to you a few evergreen dialogues uttered by these unforgettable legends who are still remembered and cherished today; our small way of saying thank you.

Bolly Curry Staff Thumbnail

Bolly Curry Staff

View Profile

Hum rahe na rahe kal, yaad aayenge yeh pal.

2012 saw the passing on of many much-loved personalities in the Bollywood industry. In remembrance of them, BollyCurry brings to you a few evergreen dialogues uttered by these unforgettable legends who are still remembered and cherished today; our small way of saying thank you.

A K Hangal

Who can forget the iconic fatherly figure and the perfect mentor he played in some of the biggest movies of the yesteryears such as SholayAandhi and Bawarchi. Here's presenting some of AK Hangal's most famous dialogues from his broad and varied career in Bollywood.

  1. Itna sanata kyun hai bhai? - Sholay
  2. Kanoon ki talwar se kanoon ka hi khoon kiya hai tumne - Meri Jung
  3. Kaun iss museebat ka bojh nahin utha sakta hai bhai? Jaante ho duniya main sabse bada bojh kya hota hai? Baap ke kandhe par bete ka janaza. - Sholay


Dara Singh

Our favorite wrestler turned actor, Dara Singh played those roles that everyone just couldn't help but love, from Sher Singh in Mera Naam Joker to the endearing and all-knowing grandfather in Jab We Met.

  1. Mumbai main tum nangi ghoomti hogi - Jab We Met
  2. Lajjoji aap pe yeh pink bahut acha lagta hai - Kal Ho Naa Ho
    To which SRK replied, "Pinkji, blueji, khana tyar hai
  3. Mard ko dard nahi hota hai - Mard


Jaspal Bhatti

The comedy king, Jaspal Bhatti will forever be remembered for his hilarious and satirical roles. Bhatti has forever made us laugh and that is why BollyCurry brings to you some of his funniest and wittiest moments - to make you laugh once again.

  1. Maine toh soch liya hai ke main ghar ki rakhwali kar loonga, lekin malik kabhi nahi banaoga. Nope. Never. - Yeh Hai Jalwa
  2. Sir aap yahan pe hain yeh aap ko pata tha. Mujhe toh nahi naa. - Jaanam Samjha Karo
  3. Yeh America hai, kisi unidentified ajnabi ko aapne ghar main thik baat hai? - Aa Ab Laut Chalen


Yash Chopra

The ever iconic romantic movie director, Yash Chopra will always be remembered for popularizing romantic songs in green fields, moving trains or in the lush scenic places of Europe. Unlike our lists above, here we also bring to you some of the most iconic songs from the YRF banner that we have all loved and cherished.

  1. Yeh bacchoon ke khelne ki cheez nahi hai, haath kat jaaye toh khoon nikal aata hai - Waqt
  2. Chinoy Seth, jinke aapne ghar sheeshe ke hoon woh doosron par pathar nahi phenka karte - Waqt
  3. Aaj mere paas buildings hain, property hai, bank balance hai, bungla hai, ghari hai, kya hai tumhare paas?
    Mere paas Maa hai. - Deewar
  4. Main pheke hue paise ko nahi uthatha. - Deewar
  5. Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai - Kabhi Kabhi
  6. Main aur meri tanhaai, aksar yeh baatein karte hain - Silsila
  7. Ki...ki...ki...Kiran, I love you - Darr
  8. Koi baat nahi, Senorita! Bade bade deshon main, aisi choti choti baatein hoti rehti hain. - Dilwale Dulhania Le Jayenge
  9. Rahul, naam toh suna hoga - Dil Toh Pagal Hai
  10. Sarhad par ek aisa shaks hai jo aapke liye apni jaan bhi de sakta hai - Veer Zaara
  11. Teri aankhon ki namkeen mastiyaan, 
    teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan, 
    teri zulfon ki lehrati angdaiyaan, 
    nahi bhoolunga main, 
    jab tak hai jaan, jab tak hai jaan - Jab Tak Hai Jaan


Rajesh Khanna

And last but not least, the first superstar of Bollywood, our very own Kaka. Rajesh Khanna was the first and true romantic hero who was named a superstar of Bollywood.. Every dialogue of his is unforgettable, but still we attempt to compile a list of his most famous.

  1. Babumoshai, zindagi aur maut uparwale ke haath hai. Usse na aap badal sakte hain na main. Hum sab toh rangmanch ki kathputhliyan hain jinki dor uparwale ki ungliyon main bandhi hain. Kab, kaun, kaise uthega yeh koi nahi bata sakta hai. - Anand
  2. Kisi badki khushi ke intezaar mein...hum yeh chote chote khushiyoon ke mauke kho dete hain. - Bawarchi
  3. Maine marne se pehle marna nahin chahta. - Safar
  4. Zindagi badi hone chahiye, lambi nahi babumoshai. - Anand
  5. Maine tumse kitni baar kaha hai Pushpa, mujshe yeh aansoon dekhe nahi jaate hain. I hate tears. - Amar Prem
  6. Maine tera namak khaya hai isliye teri nazron mein namak haram zaroor hoon lekin jisne yeh namak banaya hai uski nazaron mein namak haram nahi hoon, Vicky. - Namak Haraam
  7. It is so simple to be happy, but so difficult to be simple. - Bawarchi
  8. Insaan ko dil de, jism de, dimaag de, lekin yeh kambakht peet mat de. Jab peet deta hai, toh usse bhook mat de. - Roti
  9. Ek chhota sa zakhm bahut gehra daag ban sakta hai. Aur ek chhoti si mulaqat jeevan bhar ka saath ban sakti hai. - Aradhana
  10. Seth, jisse tum khareedne chale ho, uske chehre par likha hai, not for sale. - Avtaar


Chalte chalte mere yeh geet yaad rakhna. Kabhi alvida naa kehna.

BollyCurry cherishes the songs of the souls who have departed. The treasures of cinematic pleasures they have left behind for us will always touch our hearts and thus remind us of the amazing legends they once were, and will always continue to be. 

Author: Shreya S.
Editors: Fatima W. & Jenifer Y.
Graphics: Virina R.

Your reaction

Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
Fail
Jaspal Bhatti Thumbnail

Jaspal Bhatti

Yash Raj Chopra Thumbnail

Yash Raj Chopra

Rajesh Khanna Thumbnail

Rajesh Khanna

A K Hangal Thumbnail

A K Hangal

Comments (2)

Latest Stories