Ta ra ra're ra ra.. na na..
Ta ra ra're ra ra.. na na..
Kucch is tarah, dil ko mila hai sukoon,
Kucch is tarah, khush hai yeh dil kya kahoon,
Aasan hai ab yeh safar, jo bani tu meri humsafar
Kucch is tarah, dil ko mila hai sukoon,
Kucch is tarah, khush hai yeh dil kya kahoon,
Ta ra ra're ra ra.. na na..
Ta ra ra're ra ra.. na na..
Koi vaham naa hai sanam,
Tu meri saason ke nazdeek hai,
Ab naa sehen, karna hai gum,
Jo ishq hai tera sab thik hai,
Kucch is tarah, kucch is tarah,
Tu saath hai jaise koi dua,
Naazuk hai bada yeh pal yeh sama,
Aaja meri chaho mein tu kho zara,
Kucch is tarah, dil ko mila hai sukoon,
Kucch is tarah, khush hai yeh dil kya kahoon,
Aasan hai ab yeh safar, jo bani tu meri humsafar- 2 times
Kucch is tarah, dil ko mila hai sukoon,
Kucch is tarah, khush hai yeh dil kya kahoon,
Ta ra ra're ra ra.. na na..
Ta ra ra're ra ra.. na na..
Jahan mein, jahan tu,
Aur jahan, bass tere mere jazbaat hai,
Hogi jahan subah teri,
Palko ki, kirano mein,
Lori jahan chand ki,
Sune teri baahoin mein..
Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..
Saasein kho gayi hai kiski aahon mein,
Mein kho gayi hu jaane kiski baahon mein,
Manzilon se raahein doodhti chali,
Kho gayi hai manzil kahin rahon mein..
Kahin to, kahin to,
Hai nasha..
Teri meri har mulaqaat mein,
Hoton se, hoton ko,
Chumti, o rehte hai hum har baat pe,
Kehti hai fiza jahan,
Teri zamin aasmaan..
Jahan hai tu, meri hassi,
Meri khushi, meri jaan'
Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..