Bhulana chahkar bhi bhula na sake,
Unki yaadon ko chupa na sake.....
Karni thi kuch batein unse,
Par hum bewafa unse nazar mila na sake.
Wo kehte hain ki agar naseeb hoga mera, to hum unhe zaroor paayenge,
Hum poochte hain unse, agar hum badnaseeb hue to unke bina kaise jee paayenge....
Dil dard k sagar me dub gaya, Magar in ankho se roya na gaya, Itna pyar tha
is dil me unke liye, Ki uske bagair kabar me bhi soya na gaya....😳