Hey I hope you will it.
Star of something new😊
Reva came to hall ,every one was setting their aur sab ladkiya mehendi laga rah thi.
Rani ma Reva se kheti hai tum bhi mehendi laga lo ,tabhi daima khethi hai Ranima aap bhul gyi ki aaj Reva ko Puja le liye purane shiv ji ke mandir jana hai aur whaha par dhaga bandhna hai. Whaha tabhi yash aajata hai aur kheta hai vo mandhi bohot dur hai aur , us mandir ki 105 seariya hai n he said Reva ke pero mein kal rat se pain hai esliye Reva whaha nhi jaye gi.Reva replys mein jaugi n she leave for mandir.
When Reva reach the mandir vo dekhti hai ki wha yash pehele se khada ha.jesi hi Reva seriya chadne whali hoti hai yash waha aajata hai aur kheheta hai dekho Reva tum khar chali jao mein sab ko samjhaluga.Reva reply tume meri fikar karne ki koi jarurat nhi hai mein mandir jaugi.Yash kheheta hai ok aggar tum madir jana hai to mein bhi tumahare saat chalu ga Reva reply jessi tum wish.
reva mandir ki kuch seriya chadti hai tabhi uske pero mein darg suru ho jata hai yash use apni godh mein utha leta hai.😲 😲Reva kheheti yeh kya kar rahe ho, yash reply aggar tum jedi ho to mein bhi kam nhi .reva kheti hai yash 105 sridiya chadni hai tumhara per dukh raha hoga yash reply tumhe tho dard nhi kar raha ,tho mujhe bhi dard hi karha hai.tumehe dard ho yeh mein dekh nhi sakta.mein jantha hu ki tum mujhse hate karti ho par mein tum se kabhi hate nhi kar sakta kyuki mein tum se bohot phyaar karta hu,tumahare bina ek pal nhi rah sakta hu.tum mere liye etni important ho ki mein bata bhi nhi sakta , phir kheta hai ; log apne phyaar ko bata ne ki liye boho kuch khete hai par mein bata nhi ,bas tumehe mehesus karvana chahta hu kyuki phyaar ko bataya nhi jata ,bas mehesus karvaya jata hai.vo ek meethi dhun ki tarha hoti hai jo dil mein bas jati hai.ek phyaar bhara dil hi us dhun ko sunn sakta hai.kya tum mere dill ki dhun nhi sunn sakti ho Reva,
Reva bas use dhekhti rahe jati hai uske face par ek phyaari se smile😊 aajati hai, phir yash use apne godh se utar deta hai, phir Reva kheheti hai kya hua tumne mujhe utar kyu diya ,yash replys mein tho chahta hu ki tumehe khabi nhi utaru par kya karu hum mandir mein aagaye hai. Dono ek dusre ki aakho mein dekhte rehete hai, suddenly pandit ji aajate hai aur khete hai aap aagye .challiye puja ke liye, tabhi yash ka phoon aajata hai aur keheta hai aap lag chaliye mein thode samey bad auga .jab Reva dhaga tree par bandh rhi hi vo bar bar yash ke bare mein soch rhehi thi ,phir puja bhi puri ho jati hai par bhi yash nhi ata hai aur use yash ki yaad aane lagti hai vo uske liye fikar karne lagti hai. vo waha yash ka der tak wait karti hai ,sam ho jati phir yash vaha aata hai .Reva yash ko jor se hug🤗🤗 karti hai aur angrily😡😡 yash ko kheti hai khaha chale gaye the mein kitna paresan ho gayi thi .yash khetta hai kyu , Reva keheti hai mein tumahare dil ki us dhun ko mehesus kar sakti hu mein nhi janti ki tumse hate karu ya phyaar bas I only know ki mein tumahare bina nhi rahe sakti.aur phir Reva khete hai ki tumahare jana mere liya jindgi ka jana hai mujhe ab mehesus hua hai. yash kheheta hai kya hum ek new suruat nhi kar sakte Reva replys ha,ek nye ehesas ek saat, ek nayi surat hai. Background music haan tu hai {jannat}
comment:
p_commentcount