- Mythological Songs/Dialogues Gallery - - Page 5

Posted: 13 years ago

The youtube video is broken up into two parts

http://www.youtube.com/watch?v=Iii63aflIMs&feature=related

(watch from 5:16 till the end)

http://www.youtube.com/watch?v=nLQl14D9KBY&feature=related

(watch from beginning till 2:27)

Hue Laj Se Gal Gulaal

Dekho Dekho Oh Sakhi Dekho Re Dekho

Hue Laj Se Gal Gulaal Hue Laj Se Gal Gulaal

Radhika Rani Ke Gori Gori Radhika Rani Ke

Base Nainen Mein Nandlal Ho Base Nainen Mein Nandlal

Radhika Rani Ke Chori Chori Radhika Rani Ke

Ab Sakhiyo Ka Sang Bhaye Nahi

Yeh Toh Bansi Ke Dhun Mein Deewani Hue

Yeh Toh Bansi Ke Dhun Mein Deewani Hue

Manmohan Se Naina Jab Se Lade,

Yeh Toh Jag Se Hi Anjani Hue

Yeh Toh Jag Se Hi Anjani Hue

Hue Tan, Man, Pran Nihal Oh Hue Tan Man Pran Nihal

Radhika Rani Ke, Gori Gori Radhika Rani Ke

Barsane Ke Galiya Bhaye Nahi

Sapane Mein Bhi Gokul Ke Or Dhaye

Sapane Mein Bhi Gokul Ke Or Dhaye

Brishban Lali Din Raat Sada

Nandbaba Yashoda Ke Gun Gaye

Nandbaba Yashoda Ke Gun Gaye

Bete Pal Pal Jaise Saal Ho Bete Pal Pal Jaise Saal

Radhika Rani Ke Gori Gori Radhika Rani Ke

Gori Gori Radhika Rani Ke

Hue Laj Se Gal Gulaal Hue Laj Se Gal Gulaal

Radhika Rani Ke Gori Gori Radhika Rani Ke

Posted: 13 years ago

http://www.youtube.com/watch?v=z7zpL6CJfbU&feature=related

(watch from 2:45-5:33)

Jai Shri Krishna, Jai Gopala

Tan Mein Base Kanhaiya

Man Mein Base Kanhaiya

Radha Ki Baaki Chitvan aur Nainen Base Kanhaiya

Hari Govinda Hari Gopala

Hari Govinda Hari Gopala

Radha Ke Jeevan Mein

Hirday mein, Dhadkan Mein

Basata Hai Murali Wala

Jai Shri Krishna, Jai Gopala,

Jai Mor Mukut, Bansi Wala

Main Mein Krishn Ki Murat Sohe

Har Pal Radha Ka Man Mohe

Krishn Mein Hai Har Pal Radha,

Krishn Lagan Mein Har Pal Khoye

Radha Ka Man Matwala

Jai Shri Krishna, Jai Gopala,

Jai Mor Mukut Bansi Wala

Tan Mein Base Kanhaiya

Man Mein Base Kanhaiya

Radha Ki Baaki Chitvan aur Nainen Base Kanhaiya

Hari Govinda Hari Gopala

Hari Govinda Hari Gopala

Radha Ke Jeevan Mein

Hirday mein, Dhadkan Mein

Basata Hai Murali Wala

Jai Shri Krishna, Jai Gopala,

Jai Mor Mukut, Bansi Wala

Jai Shri Krishna, Jai Gopala,

Jai Mor Mukut, Bansi Wala

Posted: 13 years ago

http://www.youtube.com/watch?v=oL22Od-y-zY&feature=related

Watch from 1:45-5:35

He Murali Dhar Kunj Vihari

He Murali Dhar Kunj Bihari-2

Rang Tihare Rachu,

Tum Chedo Bansi Ki Dhun Mein,

Sudh Besura Ke Naachu-2

He Murali Dhar Kunj Bihari-2

Yeh Yamuna Tat,

Yeh Bansi Vat,

Yeh Panghat Vraja Dhaam Suhana,

Shyaam Nayan Upvan Mein Doli,

Mera Man Madhu Kar Deewana-2

Yug Yug Se Yug Yug Tak Tumko-2

Janam Janam Mein Pachu,

Tum Chedo Bansi Ki Dhun Mein,

Sudh Besura Ke Naachu-2

Sanjh Savere Ankh Pehernit

Naam Tehara Main Ucharu

Khol Nayan Tumhe Samane Payu

Mondu Toh Man Kar Mein Niharu-2

Madhur Manohar Roop Tumhara-2

Apne Hriday Mein Sachu

Tum Chedo Bansi Ki Dhun Mein,

Sudh Besura Ke Naachu-2

Aaa aahaha

Aaa aahaha

Ooo ohoho

Aaa aahaha

Posted: 13 years ago

http://www.youtube.com/watch?v=lr9Qqjw8XlQ&feature=related

Watch from 2:56-5:54

Jai Shri Krishna Tulsi Song

Mangal Kaarini Chinta Haarini Dukh Nivaarini Tulsi Maa

Suful Dayini Patit Paavani Jaag Udhaarini Tulsi Maa

Mangal Kaarini Chinta Haarini Dukh Nivaarini Tulsi Maa

Suful Dayini Patit Paavani Jaag Udhaarini Tulsi Maa

Tulsinat Janmasi Sada Tom Keshav Priya Chin Keshav Syarathi Baradhabhav Shobhme

Sakal Sukho Ke Saar Tumhara Jap, Tap, Vrat Aradhan Hai

Tan, Man Vachan, Karm Se Pritipan Tumhara Hi Avahan Hai

Sakal Kamana Puran Kar Do Bhakt Karini Tulsi Maa

Suful Dayini Patit Paavani Jaag Udhaarini Tulsi Maa

Mangal Kaarini Chinta Haarini Dukh Nivaarini Tulsi Maa

Suful Dayini Patit Paavani Jaag Udhaarini Tulsi Maa

Tulsinat Janmasi Sada Tom Keshav Priya Chin Keshav Syarathi Baradhabhav Shobhme

Snaan Karao, Tilak Lagao, Nirmal Man Se Gyat Karo

Dhoop, Deep, Arati Saja Kar Vandan aur Gungan Karo

Sukh, Saubaghya Vardhini Vrindavan Biharini Tulsi Maa

Suful Dayini Patit Paavani Jaag Udhaarini Tulsi Maa

Mangal Kaarini Chinta Haarini Dukh Nivaarini Tulsi Maa

Suful Dayini Patit Paavani Jaag Udhaarini Tulsi Maa

Tulsinat Janmasi Sada Tom Keshav Priya Chin Keshav Syarathi Baradhabhav Shobhme

Tulsinat Janmasi Sada Tom Keshav Priya Chin Keshav Syarathi Baradhabhav Shobhme

Edited by AishuJSKfan - 13 years ago
Posted: 13 years ago

This was used as a background music for the scenes of Radha and Krishna.

http://www.youtube.com/watch?v=JOSwJAGbmcw&feature=related

Watch from 5:16-6:18

Oh Mere Man Mohana

Oh Mere Man Mohana

Oh Mere Man Meet

Kis Se Jodungi Piya

Tum Se Tod Ke Preet

Lagi Hai Tumheri Lagan

Chuti Jag Ki Reet

Apana Tan Man Har Ke

Lena Hai Tumhe Jeet

Aa Jaa Kare

Baadara

Dharati Kare Pukaar

Tarasi Gayi Ankhiya Meri

Tera Panth Nihaar

Iss Virehan Ke Rog Ka

Ek Yehi Upchar

Barsa De Ek Baar Tu

Shital Prem Puhar

Posted: 13 years ago

http://www.youtube.com/watch?v=C0pGv6M028s&feature=related

Kanha Ban Gaye Radhika

Kanha Ban Gaye Radhika

Aur Radha Bani Kanhayi

Paavan Premne Apane Hatho

Yeh Jodi Madhur Milayi

Rahdhe Shyaam Hare Radhe Shyaam Hare Jay Jay Shri Radhe Shyaam Hare

Rahdhe Shyaam Hare Radhe Shyaam Hare Jay Jay Shri Radhe Shyaam Hare

Mor Mukut Pitambar Odhe

Chodi Chunar Kori

Saavariya Ke Rang Rangi Hai

Barsane Ki Gori

Barsane Ki Gori

Murali Dhar Ke Adhar Dhari

Soye Murali Adhar Lagayi

Kanha Ban Gaye Radhika

Aur Radha Bani Kanhayi

Rahdhe Shyaam Hare Radhe Shyaam Hare Jay Jay Shri Radhe Shyaam Hare

Rahdhe Shyaam Hare Radhe Shyaam Hare Jay Jay Shri Radhe Shyaam Hare

Pehen Ghagara Natwar Nagar

Bane Radhika Rani

Nain Jhukaye Laaj Mein Doopi

Surat Lage Suhaani

Surat Lage Suhaani

Ooo

Vanshi Dhare Run Jhun Run Jhun

Payaliya Hai Chankari

Kanha Ban Gaye Radhika

Aur Radha Bani Kanhayi

Rahde Shyaam Hare Radhe Shyaam Hare Jay Jay Shri Radhe Shyaam Hare

http://www.youtube.com/watch?v=LhZ6JAi9fXI&feature=related

Jai Jai Jai Giriraj Kishori

Jai Jai Jai Giriraj Kishori

Jai Jai Jai Giriraj Kishori

Jai Mahesh Mukh Chandra Chakori

Jai Jai Jai Giriraj Kishori

Jai Mahesh Mukh Chandra Chakori

Tan, Man, Vachan Se Tumko Dhau

Tum Bin Kiski Sharan Mein Jau

Mamta Mayi Mata Kalyani

Kaun Bhala Tumsa Vardani

Har Sankat Har Leti Ho Tum

Man Vanchit Var Deti Ho Tum

Har Sankat Har Leti Ho Tum

Man Vanchit Var Deti Ho Tum

Kartu Kripa Ki Chau Ghaneri

Mat Lo Dherye Pariksha Meri

Ram Bina Sia Shiv Bin Gauri

Radha Krishn Ke Bina Adhuri

Mein Brij Ki Bala Dukhiyari

Mein Brij Ki Bala Dukhiyari

Mere Sarvas Krishn Murari

Nain Nir Ke Pushp Chadhau

Vyakul Man Ka Deep Jalau

Aas Liye Bas Tumhe Niharu

Bolo Kis Vidh Tumhe Pukaru

Jai Jai Jai Giriraj Kishori

Jai Mahesh Mukh Chandra Chakori

Jai Jai Jai Giriraj Kishori

Jai Mahesh Mukh Chandra Chakori

Posted: 13 years ago

This was the JSK aarti that they used everytime. Here's a link to a video but it doesn't include all of it. Watch from 1:59-2:39

http://www.youtube.com/watch?v=kM1EIhzq7Iw&feature=related

He Sur Nayak

He Sur Nayak He Asurari

Ane Pade Mein Sharan Tihari

He Sur Nayak He Asurari

Ane Pade Mein Sharan Tihari

Vinati Ki Mori Dekh Rakhiyo

Vinati Ki Mori Dekh Rakhiyo

Mangal Karan ha Mangal Haari

He Sur Nayak He Asurari

Ane Pade Mein Sharan Tihari

He Avinasi, Ghat Ghat Vasi

Bhav Bhaye Harane Vale Tum

Deen Dayal Param Hit Kaari

Khushiya Bharane Vale Tum

Kripa Karo Godvich Hit Kaari

Kripa Karo Godvich Hit Kaari

Mangal Karan ha Mangal Haari

He Sur Nayak He Asurari

Ane Pade Mein Sharan Tihari

He Bhagavanta, Adi Ananta

Tum Parameshwara Antarayami

Sab Bhaati Anand Karo Tum

Dukh Santap Haro Sab Swaami

Taaro Mujhe Bhi, Duniya Taari

Taaro Mujhe Bhi, Duniya Taari

Mangal Karan ha Mangal Haari

Posted: 13 years ago

http://www.youtube.com/watch?v=1Zi3I3Ep0TY&feature=related

http://www.youtube.com/watch?v=fCS3PLFkEZs&feature=related

Broken into two parts.

Maha Raas

Pal Chin Din Gin Gin Kar Ali Anguriyo Ke Bor Ghisaye

Jamunatat Panghat Bansivat Jo Paye So Mohe Chidhaye

Na Jaane Kab Avegi Purnam Bairi Chanda Aur Jalaye

Muralidhar Ghanshyaam Bina Ko Vyakul Man Ko Dheer Bandhaye

Vyakul Man Ko Dheer Bandhaye

Purnam Le Kar Aageyi

Purn Chandra Aphar

Vanshi Chedi Krishn Ne

Bahi Prem Ki Dhar,

Utha Hriday Mein Jwar

Bansi Dhun Sun Har Gopi Ne Tan, Man Ke Sudh Bhudh Vesurari

Chodke Sare Kam Adhuranthi Laaj Ke Bandhan Todke Dhavi

Kesho Ka Dhyan Na Vastro Ka Bhan Base Man Pran Mein Krishn Kanhayi

Bhojan, Ninden Gau Sab Chute Kan Mein Tan Jo Aye Samayi

Kan Mein Tan Jo Aye Samayi

Prem Asim Le Man Mein Radha Krishn Mein Aaj Samane Chali Hai

Nehnadi Nij Nir Ko Nirmal Sindhu Mein Aaj Milane Chali Hai

Panth Ho Tang Yaro Ke Bhujang Woh Shyaam Ka Sang Nibhane Chali Hai

Karke Nij Wab Wasva Samarpan Aaaj Swayam Ko Hi Paane Chali Hai

Aaj Swayam Ko Hi Paane Chali Hai

Priye Ka Mila Sanket Jab Purnam Ki Shubh Raat

Yamunatat Pe Radhika Ayi Sakhiyo Saat

Amar Milan Ki Raat

Unke Man Ki Eer Ko Dene Nij Ulhaas

Manmohan Karne Chale Sakhiyo Sang Maha Raas

Sakhiyo Sang Maha Raas

Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna

Dhim Tana Dhi Dhi Na Tanana Dhim Tana

Dhim Tana Dhi Dhi Na Tanana Dhim Tana

Chede Suro Ki Tarang

Thirke Hai Ang Ang

Jhoom Gopiyo Ke Sang Hai Shyaam Dhim Tana

Dhim Tana Dhi Dhi Na Tanana Dhim Tana

Sa Re Ma Re Pa Ma Ni Pa Ma Pa

Sa Re Ta Ni Pa Ma Re Ma Re Sa Ni Sa

Sa Re Ma Pa Re Ma Pa Ni Ma Pa Ni Re Sa

Janam Janam Ke Pyaas Adhuri Garaba Laga Ke Kar De Poori

Yug Yug Ki Yeh Virah Vedana Aaj Mita De Meet Ke Doori

Tu De Bahiya Ke Haar Aake Garaba Mein Daal Dekhe Prem Prahar Karo Purn Kamana

Dhim Tana Dhi Dhi Na Tanana Dhim Tana

Dhim Tana Dhi Dhi Na Tanana Dhim Tana

Prematur Sab Gopiyo Ki Vyakulta Ko Dekh

Purn Prem Avatar Ne Dhare Roop Anek

Dhare Roop Anek

Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna, Krishna Krishna

Kanha Dede Tu Pavan Pyaar Toh Mein Tar Jau Re

Ho, Kanha Dede Tu Pavan Pyaar Toh Mein Tar Jau Re

Gori Ghunghat Jo De Tu Utar

Ho, Gori Gunghat Jo De Tu Utar

Oh Gori Gunghat Jo De Tu Utar, Toh Roop Ras Pau Re

Oh Kanha Dede Tu Pavan Pyaar Toh Mein Tar Jau Re

Oh Kanha Naino Mein Mohe Utaar Sakal Sukh Pau Re

Mere Jeevan Ko De Tu Savaar Toh Mein Tar Jau Re

Yeh Aatma Paramatma Ke Mel Ka Ullas Hai

Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai

Teeno Loko Ka Nath Jo Yaha Nij Bhakto Ka Daas Hai

Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai

Shristi Ke Kan Kan Mein Basi Radhe Krishn Ki Suvaas Hai

Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai

Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai

Kanha Dede Tu Pavan Pyaar Toh Mein Tar Jau Re

Oh Kanha Dede Tu Pavan Pyaar Toh Mein Tar Jau Re

Rod Modh Do Batiya Banayi Radhika Ke Man Ko Churayi

Mein Sancha, Meri Baatein Sanchi, Tumhare Man Aur Preet Hai Kanchi

Tumhare Man Aur Preet Hai Kanchi

Prem Ki Dhara Mein Bahena Hai

Sukh Dukh Sohe Sab Sehena Hai

Swarg Ke Sukh Khoop Bhav Na Mangu

Paalu Tujhe Toh Mukti Na Mangu

Ha, Mukti Na Mangu

Kanha Dede Tu Pavan Pyaar Toh Mein Tar Jau Re

Kanha Dede Tu Pavan Pyaar Toh Mein Tar Jau Re

Par Rahu Mein Toh Har Ansh Apni Purnata Ke Paas Hai

Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai

Har Boond Mein Manav Jagi Yaha Saagaro Ki Pyaas Hai

Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai

Agyatne Ke Jayjan Ka Charo Aur Abhaas Hai

Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai

Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai

Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai, Maha Raas Hai

Jai Radhe Krishna Jai Radhe Krishna, Jai Radhe Krishna Jai Radhe Krishna,

Jai Radhe Krishna Jai Radhe Krishna, Jai Radhe Krishna Jai Radhe Krishna,
Posted: 13 years ago

http://www.youtube.com/watch?v=7e3Zk3QU4Zw&feature=related

Watch 4:00 onwards

Radha Na Boli

Radha Boli Na Tohse Batiya

Re Radha Na Boli

Radha Boli Na Tohse Batiya

Re Radha Na Boli

Nahi Ghungat Tanik Sarakaye

Nahi Ghungat Tanik Sarakaye

Nahi Ghungat Tanik Sarakaye

Nahi Ghungat Tanik Sarakaye

Re Radha Na Boli

Radha Boli Na Tohse Batiya

Re Radha Na Boli

Radha Ke Naino Ka Jhukna, Lajana

Kaise Niharoge Batalao Kanha

Radha Ke Naino Ka Jhukna, Lajana

Kaise Niharoge Batalao Kanha

Kahe Manva Adhir Hua Jaye

Kahe Manva Adhir Hua Jaye

Kahe Manva Adhir Hua Jaye

Kahe Manva Adhir Hua Jaye

Bhool Gaye Panghat Pe Oh Natnagar

Phodi Thi Kaisi Radha Ki Ghagar

Bhool Gaye Panghat Pe Oh Natnagar

Phodi Thi Kaisi Radha Ki Ghagar

Ab Behethe Raho Pachataye

Ab Behethe Raho Pachataye

Ab Behethe Raho Pachataye

Ab Behethe Raho Pachataye

Re Radha Na Boli

Radha Boli Na Tohse Batiya

Re Radha Na Boli

Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
Mythological Masti - Members Introduction Thread

pencil muffins2waffles   stackexchange 242   eye 74078

muffins2waffles 242 74078 1 months ago Quantum-Dot
\|/ Mythological Masti Creation Gallery #9 \|/

pencil RamKiSeeta   stackexchange 457   eye 74498

RamKiSeeta 457 74498 1 months ago Quantum-Dot

Topic Info

26 Participants 206 Replies 150792Views

Topic started by RamKiSeeta

Last replied by niya.yadav.9

loader
loader
up-open TOP