hey guys waise toh yeh update ameera karne wali thi.but she is busy so yeh update main sirf post kar rahi hoon.
Part 2
In Sanjeevani
(Armaan sanjeevani mein ek doctor hai)
Armaan chal raha hota hai tab hi kuch bachche baghte huwe aa rahe hote hai
Armaan: dihaan se
bachche
bohot shararat kar rahe hote hai to Armaan ka haath zor se jaa kar ek
vase se laghta hai to uske haath par choth aa jati hai
kid: sorry uncle๐
Armaan: it's ok๐
Ridhima aati hai aur Armaan ko aise dekhti hai
Ridhima: tumhe kitni choth aaye hai๐
Armaan: abhi hi thik ho jaye ga๐
Ridhima: main doctor houn na to main better janti houn๐
Ridhima
Armaan ko ek room mein le jati hai aur phir uski patti karti hai,
Armaan ko dard hota hai to woh dheere se awaaz nikaal tha hai
Ridhima: bahir to hero ban rahe the aur yahan kaise dard se chikhein mar rahe ho๐
Armaan: pehle to tumhe kabhi is hospital mein nahi dekha๐
Ridhima: tum to aise baat kar rahe ho jaise tum yahan har roz ate ho๐
Armaan: ek doctor hospital mein nahi aye ga to kiya office jaye ga๐?
Ridhima: isska matlab tum yahan Sanjeevani mein doctor ho๐ฒ
Armaan: haan Basket๐
Ridhima: ohh! maine aaj hi Sajeevani join kiya hai๐
Armaan: welcome to Sanjeevani๐
they
smile... after sometimes... Armaan Ridhima ko sara hospital dikha raha
hota hai... Ridhima mudh rahi hoti hai ke uska balance nahi rehta aur
woh ghirne laghi hoti hai... woh dar kar apni ankhein baandh karti hai
lekin Armaan usse pakkar leta hai... Ridhima ahista se apni ankhein
kolti hai... phir Armaan usse sida karta hai
Ridhima: thanks ๐
Armaan: Room mein to Heroine ban rahi thi aur yahan ghirne ke darse aankhein baandh kar li๐
Ridhima
apni baadi baadi ankhon se Armaan ko dekhne laghti hai aur phir kuch hi
dher mein zor se hasne laghti hai, Armaan use aise haste huwe dekh kar
ek pal ke liye kho jata hai... aur phir Armaan bhi hasne laghta hai
Ridhima: tumne meri baat mujh par hi chipka di๐
Armaan: main to sirf tumhe yeh battana chah raha tha ke sirf tumhi nahi main bhi lines chipka sakhta houn๐
Ridhima: mujhe aaj tak zindagi mein jo bhi ladke mille hai tum un sabse alag ho๐
Armaan: mujhe bhi aaj tak zindagi mein jo bhi ladki milli hai tum un sabse bohot alag ho ๐
after sometimes.... Armaan Ridhima ko sabse millwa tha hai aur usse sab samjhaa bhi deta hai
Armaan think "itne waqat baad kisse se mill ka bohot apna sa lagh raha hai, kyon na aaj main basket ke saath diner karoun?"๐
Armaan: waise Ridhima tum aaj Diner kiss ke saath kar rahi ho?๐
Ridhima: akele๐
Armaan: kiya aaj ka Diner tum mere saath karo gi?๐
Ridhima: sure!!! tum mujhe apne ghar par le kar jao ge Diner ke liye๐
Armaan: mere ghar par?๐
Ridhima: haan, aise main tumhari mom se bhi mill loun gi๐
Armaan(sad): meri mom ho ke bhi na hone ke barabar hai๐
Ridhima:
tum aise kyon keh rahe ho? tumhe patta bhi hai mom ka na hona kiya hota
hai?.... meri mom nahi hai to main iss kami ko feel kar sakhti houn๐
Armaan: ok basket sorry... main tumhe diner ke liye apne hi ghar le kar jaoun ga๐
Ridhima:
finally... tumhari mom ne tumhe kuch to sikaya hi hai... aaj main tumhe
kuch sikha thi houn ke ladkyon ko kabhi na nahi karte ๐
Armaan: ok basket๐
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Armaan terrace par hota hai aur uska ke haath mein uska mobile hota hai
Armaan
think "mom ko phone karoun ya na karoun?... agar basket ko apne ghar
diner par le kar jana hai to phir mom se khaana bhi to banna na hi hoga"๐
Armaan phir apni mom ko phone karta hai
Armaan: aaj shaam ko mere saath ek friend aa rahi hai diner ke liye๐
Ananya: acha betha ๐
Armaan: don't call me your betha๐ก
Ananya: betha na kehne se rishta badal to nahi jaye ga na kher main shaam ko tere aur teri uss dost ke liye khaana bana doun gi๐
Armaan phone baadh kar deta hai aur piche mudh kar dekhta hai to Ridhima usse ghusse se dekh rahi hoti hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
I Hope u all like it
leave your comments
and please hit the like button
~Amira~ ~Sammy~
comment:
p_commentcount