Posted:
Shaadhi ek milan hai, do pariwaaron ka.
Pyaar ek milan hai, do dilon ka.
Pyaar ka bimbh aur prathibimbh hai do insaan.
Par bahut farak hai un dono mein.
Saadhi ke baad jo hotha hai pyar
Woh jodhthen hain do jeevan ko.
Aisa pyar hum sab ki zindhagi mein
Sada amar rahen aur kushiyan den.
Bade acche laggte hain yeh dekhkar
Ek nayi kahani aur ek nayi jodi.
Ummed hai is safar suhana rahen
Aur hum sabko aanandh milen.
comment:
p_commentcount