Originally posted by --sunshine--
Kyun bey ab kya hua aaj toh tere Kriyansh ne aage move kiya😛
haan lekin woh cheap ladka fir aa gaya..den neha vishakha rey ke against usse warn kar rahe hai
mann karta hai ki jake kriya ke kaan me whisper karu ki rey ne kuch nahi kiya!😆 go grab 😆