Hum ne li hai... Shapath

FF: Love Gets Its Heart (UPDATED)!!!

Posted: 11 years ago
                              
                                         [THIS IS A MEMBERS ONLY POST]
   The Author of this post have chosen to restrict the content of this Post to members only.




A story with old team of Acp Karanver, Abhigyan, Gautam, Shauarya, Vikas, Aditya and Mayank

Scene 1

In police station at 10 PM Abhigyan, Gautam, shaurya, Acp karanveer and Aditya were present.
Aditya, shaurya and Gautam were discussing something, Acp karanveer was reading A file. Abhigyan was talking over phone.

Abhigyan- Maa aap wapas india nahi aaoge?

Mom- Tumhare papa india nahi aana chahte. Tum australia nahi aa sakte?

Abhigyan- Nahi main apni job nahi chod sakta, agar dad yahan nahi aa sakte toh amn bhyi wahan anhi aa sakta. Waise wo hain akise?

Mom- Tum beta baap bhi na deeth ho, theek hain tumhare papa.

Suddenly a girl enters screaming "help me, please help me!"

Gautam, Shaurya, Aditya and Mayank haeds towards her

Acp "kya hua Ma'am"

Abhigyan turns to see what is happening and gets astonished and cuts the phone and comes slowly near all officers and the girl.
Abhigyan aws constantly looking at the girl. Girl aslo looks at her with soft eyes as she kow him. She replies to Acp

Girl (weeping) "Sir meri behan kidnap ho gayi hai"

Gautam- what? Kaise? Kahan se? Aur aapka naam kya hai?

Girl again looks at Abhigayn and Abhigayn bent his head down.

Girl replies "Mera naam Palak hai, main aur meri behan Rutfallo club mein gaye the, wahan achanak se usne mujhe kaha ki uska koi dost usse milne bahar aaya hai wo usse mil kar aa rahi haithodi der mein par wo 1 hour tak wapas nahi aayi"

Shaurya- Aapne pucha nahi kon dos? Aur aap uske sath kyun nahi gayi?"

Palak (looks at Abhigayn for friction of second and replies fast in weeping tone)- Sir wo usne mujhe kahan wo 5 minutes mein aa rahi hai usne mujhe andar rukne ke liye kaha, mujhe kya pata tha wo wapas hi nahi aayegi"

Acp- Ap itni surity se kaise keh sakti hain ki uska kidnap hua hai? Kya pata wo apne dost ke sath chali gayi ho aapko nahi btaya ho?

Palak (weepng)- Sir wo mujhe bina btaye kahin nahi jaati, wo mujhe bta ke ja sakti thi, main uske sare doston ko jaanto hu, aur uska phone bhi band aa raha hai. Maine bahar ja ke dekha tha wo bahar nahi thi.

Shaurya- Kya naam hai aapki behan ka? Aur uski photo bhi dijiye.

Palak- "Meeri behan ka naam Keerti hai" . Aditya takes the photo from her.

Gautam- "Uske saare doston ke naam and address dijiye, unse baat karni hai humein"

Acp- "Theek hain Palak ji hum kal sunah hi aapke ghar pohonch jayenge, kidnapping huyi hai toh firoti ke liye call bhi aayegi hum aapka phone trace karenge, abhi aap ghar ja sakti hain"

Palak looks at Abhigayn and then at Acp and says "Ok sir"
She turns back to go, Acp stops her by calling her name

Acp- "Palak ji"

Abhigyan looks at Acp, palak turns again and looks at Acp, Abhigyan then looks at Palak.

Acp continues "Abhigyan tum bhi abhi ghar jane wale the na?"

Abhigyan nods and says "Yes sir"

Acp- "Toh ek kaam karo palak ko inke ghar chod do, raat bohot ho gayi hai and inki nehan kidap ho gayi hai ye bhi safe nahi hai"

Abhigyan- "Sir main sir, please sir, aap shaurya ya Aditay ko bhej dijiye, sir main nahi ja paunga"

Acp- "What happened Abhigyan? , tum kyun nahi chod sakte? Tum nhi toh ghar ja rahe ho? Aur waise bhi shaurya aur Aditya aaj station mein hi rukenge inki night duty hai"

Palak (looks at Abhigyan and says)-Rehne dijiye sir, main chali jaungi"

Abhigyan looks at palak

Acp- Arre aisi akise chali jayengi Abhigayn chod dega, jao Abhigyan"

Abhigyan heads towards and leave the station and palak follows Abhigyan.

Scene 2


Abhigyan sits in his car.

Palak- "Mere liye car ka door nahi khologe? Tumhe manners nahi hain pehle mujhe baithana chahiye aur fir khud baithna chahiye"

Abhigyan- (looking at car's steering) Shut up! Main kuch bol nahi raha hu iska matlab he ahi ki tum kuch bhi bologi...baithna hai baitho nahi ih ja sakti ho...mujhe koi shaunk nahi hai tumhe sath le ke jane ka woh toh Acp sir keh rahe hain toh...

Plak- (Opens car's door and sit)"Toh kya bta dete unko sachai"

Abhigyan starts the car.

Abhigyan(in agnger) "Koi sachai nahi hai, apna muh bandh rakho"

Plak-" Tum darte ho sachi bolne se?"

Abhigyan- "Utro abhi utro, main tumhari batameezi aur bardasht nahi kar sakta"

Palak- "Acp sir ko kya bologe"?

Abhigayn- Tum uski chinta mat karo, i said get down"

Abhigyan gets down and take Palak out of his car, in the maentime a Red colour car comes with high speed and firs on them Abhigyan and palak bent down near car, Abhigyan shots on the acr but car ran away, Abhigyan could not read the car no.

Palak- "Inhone humpe fire kyun kiya? Kon honge ye log?"

Abhigyan- "shayad ye wo hi log hain jinhon tumhari behan keerti ko kidnapkiya hai"

Palak- "Kya?"

Abhigyan calls Acp sir.

Acp sir "Haan Abhigyan, kya? Tum ek kaam karo Palak ko apnme ghar le jao aaj ke liye"

Gauatm was looking at Acp sir

Abhigyan "Sir amin akise? Sir aur bhi toh officers hain na? hum kisi aur officer ko bhej dete hain kisi aur ploice station se"

Palak sjputs from behind

Palak- "Mujhe kisi aur ke sath nahi jana"

Acp hears it on phone

Acp "Abhigyan kuch problem hai kya? Dekho jab tum ho wahan main kisi aur ko kyun bheju? Aur shayad Palak bhi sirf tumhare sath jaana chahti hai toh tum use le jao"

Gautam- Kya hua sir?

Acp- "Wo Kisi ne Abhigyan aur palak pe hamla kiya"

Gautam- "Sir iska matlab koi Palak ka peecha kar raha hai"

Acp- "Ye soch ke hi toh maine Abhigyan ko Palak ko apne ghar le ke jane ke liye kaha par Abhigyan tensed lag raha tha, pata nahi kya ho gaya hai use. Aur wo palak bhi peeche aise keh rahi thi mujhe kisi aur ke sath nahi jana jaise wo Abhigyan ko janti ho"

Gautam- "Par sir Abhigyan ne station mein tph pehchana nahi use"

Acp(Confused)- Pata nahi par kuch toh hai.

Gautam- "Sir humein us club mein ja ke pata karna chaihiye jahan se keerti ka kidnap huya hai"

Acp- Kal sabse pehle syubah yehi kaam karna"

Abhigyan keeps silent and sits in car and Palak also sits in.

Scene 3
At Abhigyan's house

Abhigyan opens the lock and enter with Palak

Abhigyan "Shayad ghar mein light nahi hai"

Plak- "Hain ghar mein light nahi hai? Oh no! Mujhe light ke bina rehne ki aadat nahi hai"

Abhigyan -"Excuse me, ye mera ghar hai hotel nahi hai, samjhi?

Palak- "Tum kitne rude ho gaye ho na?"

Abhigyan remains silent and moves towards a room.

Palak- "Khan ja rahe ho, raat ko koi kya karne jaata hai? Sone ja raha hu, tumhe kuch chaiye toh apne aap le lena"

Palak "Mujhe andhere mein neend nahi aati, tum bhool gaye?"

Abhigyan (in anger)- Mujhe tumse related koi baat yaad nahi hai, aur main light kahan se paida karu, aa jayegi thodi der mein"

Palak- "Mere sath baith jao na , mujhe akele andhere mein dar lagta hai"

Abhigyan feels irritaed but sits down.

Palak begins conversation.

Palak- "4 mahine pehle"

Abhigyan interrupts her and says "Fir 4 mahine, i mahine se tumse mer jaan chooti huyi thi, isiliye tumse dosti bhi nahi rakhi 1 mahine se kyunki ye 2-3 mahine ka raag sun sun ke pak gaya hu main, tumhe kitni baar keh chuka hu mujhe bhool jao, lekin tum ho ki mera peecha hi nahi chodti"

Palak - 'Min tumhara peecha kyun chodu? Pyaar karti hu main tumse! Tum bhi toh peeche nahi hate the na suhasni se, haan bolo? Jab wo mili thi tumhe tab sab kuch jaanne ke baad bhi tum uske sath jude rehna chahte the, use tuum itne saalon mein nahi bhool paye aur mujhe, mujhe tum tumko 4 mahino mein bhool jane ke liye keh rahe ho, kyun ? Mera pyaar pyaar nahi hai? Tum akro toh wo pyaar hai?

Abhigyan- "Shut up! Apni bakwas band karo, suhasni ke baare mein baat mat karo"

Palak- "Achcha theek hai, humare baare mein baat kar lete hain"

Abhigyan -"Mujhe humare baare mein koi baat nahi karni hai, mera jawaab tumhe Naa hai aur wo tumhe pata hai. Min tumse itni rudely bol raha hu uske baad bhi tumhe asar nahi ho raha. Meri duty aisi hai jismein in baaton ke liye time nahi hota. Mere pass time nahi hai."

Palak- "Kya koi cop shaadi ya pyaar nahi kar sakta? Isliye kyunki uske pass time nahi hota. Acp sir ne toh shaadi ki hogi na? Aur Gauatm ne bhi toh pyaar kiya tha...Oh amin toh bohot dur chali gyai, pyaar toh tum bhikar chuke ho suhasi se aur shikha se, tab bhi tum cop hi the, right? Toh ab kya ho gaya? Ab toh na suhasni hai aur na shikha, toh tumhe kya problem hai? Abhi tak suhasni ko bhula nahi paye?

Abhigyan-" Mera pyaar par se bharosa uth gaya hai isliye main tumse rudely bol raha hu aur tumhare haath jodta hu mera peecha chod do"

Scene 4

Next day at Rutfallo club

Gautam, Vikas and mayank reaches At Rutfallo club

They stop in the front of the gate of hotel and stops to watchman.
Gautam shows the photograph of keerti and asks "Is ladki ko kal raat yahan dekha tha 8-9 bje ke aas pass?

Watchman- "Yes sir, ye ladki yahan kis ko dhoondh rahi thi"

Gauatm- "Kuch pata hai kis ko dhoondh rahi thi?"

Watchman-" Nahi sir par pareshan lag rahi thi"

Gauatm- "Oh"

Vikas -"Sir zaroor apne us dost ko dhoondh rahi hogi jo isse milne aaya tha"

Gautam- "Tum parking ka record rakhte ho na"

Watchman "Yes sir"

Gautam -"Dikhao"

Watchman shows the record.

Gautam- "Vikas kal Raat 8-9 bje tak jitne bhi enteries hain unke address aur phone number note kar lo"

Vikas- "Yes sir"

Gautam- Tumne us ladki ko yahan se jaate hue toh dekha hoga na? kahan gayi thi wo yahan se?

Watchman- Wo us taraf gayi thi (pointing towards left side)

Gautam , Vikas and Mayank heads towards there.

Gautam- yahan jtni bhi dukaane hain sabse puucho sahayd kisine isko dekha ho.

Vikas and Mayank "Sir"

None recognize her.

Gautam- Keerti ke phone records ki details nikalwao

Vikas and Mayank "Sir"

Scene 5

Police station

Acp, Gautam, Vikas and Aditya are present

Gautam- "Sir Keerti ke phone records ke mutabiq Keerti ko kisi bhi friend ne 8-9 bje ke aas pass phoe nahi kiya"

Acp- "Toh use kaise pata chala ki uska koi friend usse milne aa raha hai?"

Gautam- "Sir ek landline ka number hai, kisi PCO ka number hai 8:45 aaya thi call"

Acp "Kisi dost ne toh PCO se phone nahi kiya hoga?"

Gautam- "Haan sir kidnapper ne hi ki hoga call"

Vikas -"Toh use pata nahi chala wo kisi friend ka call nahi tha?"

Guatam- "Maybe wo kisi reason ke kaaran majboor hogi bahar aane ke liye, watchman ne kaha tha wo pareshan lag rahi thi"

Acp- "Iss PCO ka pata lagao"

Scene 6

A Palak"s house

Abhigyan, Shaurya and Mayank are present

Shaurya- "Kidnappers ka phone aa jana chaihiye ab"

All were waiting for call.

After 20 minutes phone rings...Officers get alert but Palak is scared and trembling.

Abhigyan - "Phone utaho aur speaker on kar dena"

Palak picks up the call with trembling hands.

The person over phone -"Accha nahi kiya police ko inform kar ke, jee toh kiya ladki usi waqt uda du, par main itna kathor bhi nahi hu, agar apni behan ki jaan payari hai toh 5 crore le ke Cinicmall site par aa jana kal shaam theek 5 bje, par dhyaan rahe akele, nahi toh apni nehan ki laash dekhogi, meri tumpe puri nazar hai, koi chalaki amt karna"

Palak was afraid and was in tears and stammered He-Hello"

Palak breaks down and holds Abhigyan's hands and says "Ab kya hoga? Main 5 crore kahan se lau?"

Abhigyan- "Chinta mat karo, Hum Keerti ko kuch nahi hone denge, paison ka bandobast ho jayega"

Abhigyan- "Ab sambhal ke chalna hoga, unki humare pe nazar hai"

Shaurya "Mere khyaal se 2 logon ko chalna vhahiye sirf, 1 500 meter dur aur 1 50-100 meter ke beech"

Abhigyan- "Haan kuch aisa hi plan karna hoga, 1 ke liye jana khatre se khali nahi hoga"

Palak- "Tum chaloge na Abhigyan?"

Abhigyan "Ab haan main aur shaurya chalenge"

Palak- "Tum mere sath rahoge na"

Shaurya feels weird and Abhigyan feels embarrasing.

Abhogyan -"Kal dekhenge" and takes his hand back

Abhigyan "Mayank call ko trace karo kahan se aayi hai"

Abhigyan is about to leave with Shaurya

Shaurya -"Palak ko apne sath nahi leke jaoge? Yahan pe khatra ho sakta hai na?"

Abhigyan -"Aaj khatra hai kya? Mujhe toh nahi lagta" (In confusing tone)

Shaurya- "nahi wo kal bhi ye tumhare sath rahi thi toh mujhe laga aaj bhi agar tumhare sath rahe toh better hoga"

Palak- "Haan Abhigyan mujhe tumhare sath rehna hai, mujhe adrr lag raha yahan"

Shaurya gives a sarcastic smile.

All leave.

Scene 7

Gautam, Vikas and Aditya reach at PCO location

An old man is sitting there

Gautam comes forward and asks "Kla raat 8-9 bje ke beech mein yahan se kisne phone kiya tha kuch yaad hai, maloom hai?

Old man "Yahan se toh bohot log phone karte hain sahab, ab aap kis ke baare mein pooch rahe ho pata nahi"

Gautam- "Yaad karne ki koshish karo, yahan se kal 8-9 bje ke beech 1 hi call kiya gaya hai, yaad aa jana chahiye"

Old man recalls in 2 secons and speaks "Yes sir 1 aadmi aaya tah, bade ajeeb kapde pehne the aur phone kiya, 1 line bolo aur phone rakh diya"

Gautam (Hurriedly) "Uska chehra yaad hai? Sjketch banwa sakte ho?"

Old man- "Koshish karunga sir"

Gautam- "Good le ke chalo inhe"

Scene 8

At Police Station


Sketch gets ready, shaurya shows it to Acp.

Acp- "Ye hai...ise apne record mein check kiya?"

Shaurya- "Jee sir iska humare pass koi record nahi hai"

Acp -"Aur us phone call ke baare mein kya pata chala jo Palak ke ghar aaya tha? Pata chala wo phone kisne kiya tha?

Shaurya -"Jee sir, wo call aakhiwadi building hai bandra ke pass wahan se aaya tah"

Acp -"Mere khyaal se wahan par subah ja ke 1 baar dkhna chahiye, agar haalat theek hue toh humla bol denge"

Shaurya -"Ok Sir"

Scene 9( On special wish of Abhiya_kapi)

At Abhigyan's house

Palak- "Mujhe bohot tension ho rahi hai Abhi"

Abhigyan keeps his hands naer her shoulders and console her and says "Chinta mat karo, main hoon na?"

Palak- "Kal ki baat ka kuch asar ho gaya hai, Haan?"

Abhigyan- "Haan mujhe itni rudely baat nahi karni chahiye thi par..."

Palak keeps her finger on his lips and says "Sshh its ok muje tumhara gussa bohot achha lagta hai"

Palak continues "Tumhe pata hai 1 mahina mene tumhare bina kaise kaata hai...tum mujhse baa hi nahi karte the, tumne apne aap ko mujhse itna dur kyun kar diya tha"

Abhigyan thinking in his mind "Ye mujhe kya ho raha hai? Kal tak mujhe ispe itna gussa aa raha tha ki iski shaqal dekhni bhi manzur nahi thi aur ab gussa nahi aa raha"

Abhigyan "Uff Palak main tumhe chodne se pehle bohot baar bta chuka hoon i hate love, i don't wanna love anyone, it always hurt, and tum mere peeche padi thi us waqt...I...I was no able to forget shikha till taht Suhasni came back, i wanted to be with her. I waited for her so many years"

Palak- "Now what?"

Abhigyan "Kuch nahi"

Abhigyan feels he can neither accepts or reject her love, so turns back. Palak holds his hand and stops him and saya

Palak- "I want answer today, i won't let u go now without givng me ur answer"

Abhigyan "Its no now"

Palak comes closer to him, she is stilol holding his hand and says

Palsk- "Koi baat nahi, meri behan ke wapas milne tak tumhara jawaab bhi badal jayega" and kiss his forehead, Abhigyan starts  breathing fast, his heartbeat was raising.

Abhigyan "Y...ye.."

Palak -"Zyada sharmane ki zarurat nahi hai, main 3 mahine pehle se hi jab se tumko mre office mein dekha tah tumpe fida ho gayi thji , aur tumhari dosti ke time pe bhi tih main aise hi tumhe aise hi touch karti thi, so sharmao mat, ab th waise bhi 1-2 dinki baat hai fir toh tum sirf mere hi ho"
And touch his whole face and unbuttoned up first two buttons of his shirt and kissed his neck cords and chest.
Abhigyan's phone rings. It is Acp.

Abhigyan "-Hello...Ok Sir"
Abhigyan continues "Acp sir subah 8 bje aakhiwadi jahan se kidnappers ka call aaya hai pohonchne ke liye keh rahe hain"

Palak- "Mian bhi chalungi"

Abhigyan -"Nahi wahan khatra ho sakta hai"

Palak- "Nahiii mujhe chalna hai tumhare sath"

Abhigyan (in irritation)- "Accha jo marzi karo"

Scene 10

Next Morning at Aakhiwadi building


Shaurya is sitting in car at 150 distance in his jeep and connected to Abhigyan via phone.
Abhigyan goes there to see how many people are there.
Abhigyan asks sharurya to come there as there were 4 people.
Shaurya and palak come there.
Abhigayn and Shaurya start firing and takes 1 people under their control.

Abhigyan -"kahan hai Keerti?"

Person "Usko leke ja chuke hain yahan se"

Abhigyan -"Kahan?"

Man-"Pata nahi...humein kuch nahi pata"

In the mean time, a person with gun in his hand comes forward, Palak sees the person, Abhigyan is in front of that person. Abhigayn is looking at the person whom they have grabbed.  The person is about to fire, Palak sreams "Abhi" and runs to save him. Palak comes between get shot on feet. Abhigayn screams Palak's name. Palak falls down and feels pain and cries.

Abhgyan puts Palak's haed on his lap and says "Kuch nahi hoga"

The person who fires run, Shaurya run to catch him, shaurya catches him and ask him
Shaurya "Humpe goli kyun chalayi?, Keerti kahan hai?"

Person "Mene toh darr ke maare goli chalayi thi ki aap log humein pakad loge, humein us ladki ke baare mein nahi pata"

Shaurya comes to Abhigayn and says "

Shaurya- 'Palak ko hospital le jaate hain"

Abhigyan -"Haan"

Palak- Cries.

Abhigayn -"Kuch nahi hoga goli pair pe lagi hai, kya zarurat thi beech mein aane ki?, lag gayi na goli?, ab dard ho raha hoga"

Palak- "Haan par jitna tum ko dard mein dekh ke hota usse kam"

Shaurya smiles and Abhigyan looks little confused.

Scene 11(On Abhiya_kapi's wish)


A Abhigyan's house

Abhigyan comes with Palak at home. Abhigyan is carrying Palak in his arms as she is unable to walk properly due to shot.

Abhigyan opens the door, Palak is looking at Abhigyan with desirous looks and says "

Palak- "Goli khaane ka kuch toh faida hua, kam se kam main tumhari baahon mein toh hu, anhi toh tumne mujhse kabhi itne pyaar se mujhe haath bhi nahi lagaya and starts telling the story of their second meetng. Scene goes in flashback for a moment.

Abhigyan(With welled up eyes) -"Main apna pyaar 2 kho chuka hoon, mra dost mere se naraaz hai usko lagta hai meri wajah se uska pyaar usse dur chala gaya, par mene jaan booch kar nahi kiya, mene dono ko bachane ki koshish ki sirf"

Palak puts his hand on his hand but Abhigayn soon feels uncomfortable and takes his hand away.
Palak tells him that she has fallen in love with him in first sight. Abhigyan did not like this and stands up and leaves the place.

Abhigyam -"Ab...haan...tum...tumhe pair mein goli lagi hai na? Isliye

Abhigyan takes Pla to her bedroom and makes her lay on bed. Abhigyan is up and Palak is down. Both are staring at each other without blink. Abhigyan suddenly feels attracted and seems falling for Palak and kiss his feet, ankle and leg.

Palak- "Kuch muh se bhi bolo, mujhse pyaar karte ho?"

Abhigyan (Smiles) -"Pyaar? Nahi nahi main tumse pyaar nahi karta, wo tum kal mera answer sunne ke baad bhi mujhe pyaar kar rahi thi toh waise hi maine bhi kar liya, socha Tumne mujhe kiss kya maine tumhe kar diya, after all hum friends the and tum mujhse pyaar karti ho"

Palak- "Huh tyoh tum nahi confess karoge? Ok...main bhi dekhti hu kab tak nahi karte."

Scene 12

At Police station


Abhigyan reaches police station. Acp, Gautam ad Shaurya are talking about Keert's case and planning what to do now.

Acp sees Abhigyan and says

Acp -"Arre Abhigayn tum yahan? Palak kahan hai?"

Abhigyan -"Palak ghar par hai sir, mere ghar par hai safe rahegi"

Acp -"Achcha aaj shaam 5 baje cinicmall jaana hai paise le kar"

Gautam-" kon jayega sir Palak ke sath?"

Acp -"Abhigyan toh jayegi hi...Tum sath mein chale jana"

Abhigyan feels shy and looks down.

Gautam- "Sir"
Abhigyan's phone rings...It was Palak

Acp and Gautam look at Abhigyan...Abhigyan also looks at them

Abhigyan (In shyness) -"Sir Palak ka phone hai"

Acp and Gautam smile...

Acp -"Kar lo baat karlo , zaruri kaam hoga"

Acp again smiles.

Abhigyan over phone -"Hello, haan palak, Main abhi toh ghar se aaya hu kya ho gaya/"

No replies come, he listens sound of falling utensils and some forced fight.

Abhigyan -"Hello kya hua Palak? Tum theek toh ho?"

No reply comes.

Acpa nd Gautam ar looking at Abhigyan.

Abhigyan(Worriedly)-" sir Palak ka phone tha, usne koi baat nahi ki, peeche se bartnon ki girne ki aur kuch kheecha aani ki awaazein aa rahi thi"

Acp-"omg! Palak khatre mein hai shayd, tumhe aise use akele chod ke nahi aana chahiye tha, ajo abhi ghar ja ke dekhke aao, Gautam tum bhi jao"

Both rush to Abhigyan's house.

Scene 13

At Abhigyan's house


Abhigyan and Gautam reach , door was open, Both take their guns out and enter in. There was hustle bustle in the house. Everything was disowned. Palak was vanished.

Gautam-"Palak koi le gaya yahan se"

Abhigyan-"Shayad isliye kyuki unhe pata tha hum unko pakdne wale hain"

Gautam-"Palak ak phone search karte hain"

Abhigyan calls Palak. Connection gets failed. After searching in the home

Gautam-"Ye raha Palak ka phone, Phone tod diya gaya hai"

Abhigayn-"Shayad kidnappers aur Palak ki ladayi huyi hogi usmein toot gaya hoga."

Gauatm-"Ab Palak ke paas Phone nahi hai use trace karna easy nahi hoga"
Abhigyan feels sad and his eyes are welled up but did not show.

Scene 14

At police station


Acp, Shaurya and Gautam are present
Acp -"Ab samjh nahi aa raha ki Keeri aur Palak ko akise bachayein...1 hi kaam akr sakte hain ki kisi tarah cinicmall jana padega aur sabko apne kaabu mein karna padega kyunki ab Keerti ke sath Palak ki jaan khatre mein hai"

Shaurya-"Sir par kya pata un logon ne ab apna plan change kar liya ho aur location bhi"

Gautam-"Haan par humein wahan pe ja ke dekhna chahiye 1 baar, kuch nah kuch toh milega wahan se, Iske ilawa humare paas aur koi lead nahi hai aur koi rasta nahi hai kidnappersw aur Keerti aur Palak tak pohonchne ka"

Acp-"5 Baje jaana , paise le kar, dekhte hain kya hota hai, by the way Abhigyan kahan hai?"

Gautam-"Sir usko 1 phone aaya tha, usne wo phone attend kiya aur mujhe kaha ki wo baad mein station aayega"

Acp-"Aise waqt pe kahan chala gaya? Phone karo use aur kaho 5 baje cnicmall pohnch jaye aur ready rahe"

Gautam-"Sir"

Gautam calls Abhigyan. Abhigyan does not answer the call.

Gautam-"Sir Abhigayn call receive nahi kar raha"

Acp(Confused)-"Khan gaya Abhigyan"

Scene 15

At unknown place
AT 2 PM

Abhigyan reaches. There aws darkness. Abhigyan calls a prson and says

Abhigyan-"Main aa gaya"

Someone jumps over him and attack on him, That person is literaaly on his shoulders and trying to press his neck. Abhigyan holds the person's hand tightly and push the person with his right leg. The person falls down , Abhigyan pull him to his side and gives 3 brousiers on his face and stomach continously each. In the maen time , another person from right side comes speedily with gun in his hand. Abhigayn sees that person and hold his hand and snatches the gun and kick person's stomach with his leg. In the meantime, a person fires on Abhigyan from left side but bullet passed Abhigyan, Abhigayn rushes to taht side and there was darkness all around, Abhigyan takes out his gun and was roaming in clockwise shape in all 4 sides. Someone comes in front and Abhigayn kicks that person on his legs and makes him fall on earth and pull him to his own side and ask

Abhigyan-"Palak kahan hai?"

Person does not reply.

Another person comes forward and try to kick Abhigyan but Abhigay holds his hand and kicks him on his leg and gives brouises on his stomach.
Abhigayn starts calling Plaak's name, he was searching for her deseperately. He called Palak's name 4 times but no reply came. Abhigyan reaches to another dark room, someone was weeping and humming. Abhigyan calls Palak anme again. Abhigyan press the button on a socket, light is on, Abhigayn sees Palak and Keerti. Keerti is injured and lying unconscious. Palak was weeping wby keeping her hands on her knees and face was covered with hands on knee.. Abhigyan comes forward hurriedly and calls Palak name, and tuches her arm and make her stand. A relief smile came on Palak's untidy and fearfull face. Both hug each other. Abhigyan confess his feelings for her by saying

Abhigyan-"I Love You Palak...ye mene tumhare kidnap hone ke baad mehsus kiya ki i have fallen for you in these 3 days"

Palak smiles and says"Mene kaha tha na 1 din tum ye confess karoge"

Abhigyan "Par main is haalat mein cofess karunga ye mujhe pata nahi tha" and then kiss her on his forehead and cheeks. Abhigyan touches her face again

Palak feels shy and make little distance from Abhigyan."

Palak-"Wo log bhaag gaye Abh, wo og airport ja rahe hain aur wahan se 4 bje ki flight se Singapore ki flight le ke India chod ke ja rahe hain"

Abhigyan takes out his cellphone out from his pocket and dials a number.

AbhigyAn-"Hello, Main Inspector Abhigyan bol raha hu crime branch se, phootwari buliding juhu mein rothway road pe 1 ambulance chahiye fast emergency hai jaldi"

Abhigyan dials other number and says

Abhigyan-"Hello Gautam, Palak aur Keerti mil gaye hain, Palak theek hai, Keerti behosh hai, haan mene ambulance ko phone kar diya hai, Kidnappers Airport ja rahe hain 4 baje ki Singapore ki flight pakadne, tum aur Shaurya jaldi wahan pohonch jao , main Keerti ko leke hospital ja raha hu , haan Palak un logon ka sketch banwa degi main tumhe Unka sketch M.M.S kar dunga"

Scene 16

At Police Station


2 persons are sitting on confession chair. Acp, Gautam, Shaurya, Abhgayn, Aditya, Mayank, Vikas are present.

Acp To Abhigyan -"Keerti kaisi hai?"

Abhigyan-"Sir wo khatre se bahar hai, use hish aa gaya tha, ab wo Palak ke sath ghar par hai"

Acp -"Kiske Ghar par hai? Apne ya tumhare?"

Abhigyan (Clearing his throat) Ahem...Sir mere Ghar pe"

Acp, Gauatm and Shaurya laugh.

Acp to 2 Persons -"Toh haan tum log apne aap bolna shuru karoge ya mere officers ki kuch seva aur help k zarurat hai?"

1 person "Mera naam shiva hai, main  police officer reh chuka hain , 2 saal pehle mujhe desh ke secrets bahar bhejne ke liye paise mile the, mene police ki naukri chod di kyunki mujhe pe shaq ho raha tha government ko. Lekin prove nahi ho saka kuch, ye Gaurav hai usi poilice station ka sub inspector, ye bhi is dhandhe mein lag gaya hai,aur police ko isspe bhi shaq hai aur mera isse contact tha, lekin Ye Palak abhi abhi police ki training complete kar ke hati hai aur usi police staton mein usko is racket ka pata lagane ki duty mili thi kyunki ye new thi, aur isne humare baare mein pata laga liya tha aur ye upar ki authorities ko batane wali thi ye information, aur jail ke saza se bachne ke liye aur isey darane aur blackmail karne ke liye humne iski behan ko kidnap kiya. Humein 5 crore nahi ye chahiye thi, humara plan tha, ye police officer hai, kisi aur officer ko apne sath leke nahi aayegi par isne aap logon ko inform kar diya toh humein ise kidnap karna pada. Abhigyan ne humein contact kiya aur humne isey marne ki koshish ki par..."

Gautam-"Par Abhigyan ne tumhare sathiyon ki chatni bana di, kyun?"

Acp-"Abhigyan tumhe kaise pata chala ki ye log Phootowari mein hain, aur Palak 1 police officer hai, ue baat tumhe pta thai, tumne bataya nahi?"

Abhigyan -"Sir Palak se main jab mila tha wo training le rahi thi, lekin mujhe ye nahi pata tha ki uski training puri ho gayi hai aur ab uski posting kahan ho rahi hai. Jab Palak ka kidnap hua toh mujhse raha nahi gaya mujhe laga ab kuch bhi ho sakta hai, mene in logon ko phone ki us number pe jis number se inhone Palak k ghar phone kiya tah us din feeroti ke liye, apr wo phoe band tha, mene us number ke record mein se jon se number pe sabse zyada phone kiye the us pe phone kiya, jo is Gaurav ka tha, mene isey kaha mujhe Palak aur Keerti sahi salamat chahiye uske vadle mein ye jo kahenge main wo hi karunga , isne mujhe bataya ki ye log informatio bahar bhejte hain, ise mujhe iski jagah mujhe Information bahar bhejne ke liye kaha kyunki iske department ko ispe shaq tha, inko pakadne ke liye mene phon pe haan kar di aur inko milne k liye wahan pohonch gaya"

Gautam-"Aur sir aur suno Airport pe itna ginhona kaam kar ke bhesh badal ke India chod ke ja rahe the taki koi pehchane na, par humne...pehchan hi liya...aur sir hum cinicmall bhi agye he par ye log wahan se subah hi nikal gaye the"

Shaurya-"Tum log police wale ho ke aisa jaam kaise kar sakte ho, Sharam nahi aati desh ki information ko bahar leak karte hue aur police officer aur uski behan ko kidnap karte hue?"

Acp-"Sharam aati toh aisa kaam nahi karte,lekin har kisi ko apne karmon ka phal milta hai, inhone humare desh ke kaanoon ke rakhwale hote hue uske sath khilwaad kiya hai ab yehi kaanoon inko sakkht se sakht saza dega"

Acp -"Well done boys , bohot achha kaam kiya, aur Palak ne bhi bohot achcha kaam kiya"

Abhigyan smiles, Gautam, Shaurya laugh too along with him.

Scene 17

At Abhigyan's house


Abhgyan comes inside, Keerti comes forward and greets him by saying

Keerti-"Thanks Abhigyan jee humein bachane ke liye"

Abhigyan-"Arre ismein thanks ki kya baat hai, ye toh humara farz hai" and smiles.

Palak comes suddenly and says "Tumhara 1 aur farz bhi hai..."

Abhigyan looks embarrased thinking taht she started talking aboput their relation in front of her sister and she would think that he fell for her in 3 days.

Keeri-"Itna pareshan hone ki zarurat nahi hai Abhigyan jee, ab aap mere jeeja ji ho"

Abhigyan waws left in shockand totally confused and astonished.

Abhigyan(Stammers in shock)-"J..Je..Jeej...Jeeja ji!!?" and looks at Palak.

Keerti-"Hairan hone ki zarurat nahi hai, palak ne mujhe aapke bare mein 3 mahine pehle hi bata diya tha par ab main uske liye bohot khush hu, usko aap jaisa sathi mila hai"

Abhigyan feels tongue tied and can't speak anything.

Scene 18

Abhigyan and Palak are in Abhigyan's car and they are gone for long drive. They are happy, smiling and enjoying each other's ccompany. They stop in front of a jewellery shop, they step in , they are welcomed by shopkeepers, Abhigyan selects a ring for Palak, Plak selects a ring for Abhigyan.There is beautiful smile on faces of both lovers. The day ends, sky has become dark, they reach to a restaurant to have dinner. Abhigyan makes Palak sit on a chair.

Palak- "Tum 3 mahine pehle itne caring aur achche nahi ho sakte the , mujhe itna intezaar kyun karwaya?"

Abhigyan (Laughing)-"Bas pehle tumse pyaar nahi hua"

Palak-"Haan tum jiddi toh bade ho, pyaar hua nahi, pyaar tumne hone nahi diya, waise ab kya tumhe Shikha aur Suhasni ki yaad nah aayegi?"

Abhigyan-"Nahi ab meri dost hain"

Palak looks happy. Both smile.

Palak-"Chalo kuch order karte hain"

Abhigyan-"Main karta hu hmm haan soch liya" and calls the waiter.

Abhigyan-"1 Shahi paneer aur 1 Rajma chawal"

Palak-"Tumhe yaad hai mujhe shahi paneer pasand hai?"

Abhigyan-"Police walon ki yaadasht achchi hoti hai" Laughs

Both feed food each other. There is slow romantic background of Te Amo song. They are having candle night dinner. Both make wear rings to each other. and give beautiful smile.Abhigyan ask Palak for dance.

Both dance on Song "hum tumhare hain tumhare sanam"

Abhigyan kiss Palak on her cheeks.

And speaks 2 shayaris for Palak
Jis waqt Rab ne tujhe banaya hoga,
Ek pyar sa uske dil mein bhi chaya hoga,
Pehle to usne soche hoga tujhe apne pass rakh lu,
Par phir use mera khyaal aaya hoga'!

Ishq Aisa Karo Ki Dharkan Mein Bas Jaye,
Saans Bhi Lo To Khushboo Usi Ki Aye,
Pyaar Ka Nasha Aankhon Pe Cha Jaye,
Baat Kuch Bhi Na Ho Par Naam Usi Ka Aye'

Palak blushes and says "Wow tum itni achchi shayari kar lete ho...how romantic and pushes his scheeks" and both smile.

Scene 19

At Abhigyan's house


Keerti to Abhigyan "Kla tum dono ki shaadi hai, mene saare arrangements kar liye hain"

Abhigyan-"What? Shaadi? Mene shaadi ke baare mein kuch nahi socha hai"

Palak-"Thanks Keerti, i am very happy"

Abhigyan-"Par mujhe abhi shaadi nahi karni"

Keeri"Palak ab...ye?"

Palak-"Main isey mana lungi" and holds his hand and takes him away.

At Temple, Whole shapath team is present. Everyone is smiling and greeting Palak, Keerti and Abhigayn. tPriest is chanting rhymes After finishing it, Abhigyan and Palak stand for Feras, they take 7 Feras and take vows for their relation and are ready to start their relation. Priest gives couple blessings. All team members wish them happy Married life with flower bouquets and other gifts.

Acp, Gautam, Shaurya, Aditya, Mayank and Vikas are present. When everybody is about to leave, they are left astonished to fid Abhigyan's shoes missing.

Gautam and Shaurya ask Aditya and Myank to serach for Abhigyan's shoes but in vain.

Acp- "Abhigayn paise de hido apni saali (Sister in law) ko, agar joote lene hain toh. Hum log Khooni dhoondh lete hain par Saali ke chupaye hue joote nahi dhoondh paye"

Everyone laughs except Abhigyan who looks bewildered.

Keeri -"mujhe 10000 Rs dedo aur joote le lo"

Everyone's first reaction is shock.

Abhigyan and Gauatm utter same words at same time "10000!!?"

Abhigyan -"Ye kya hai?"

Everyone laughs.

Gautam (Smiling) -"Ye shaadi ka tofa le rahi ho ya kidnapping ki firoti ki rasam ?"

Abhigyan to Gautam -"Yaar ye kya hai, kuch maddad kar"

Everyone smiles. Gautam laughs and says "Achcha achcha, ek kaam karo , ye daam km karo kuch"

Keerti "Achcha chalo 8000. isse kam nahi"

Abhigyan (Sad) -"8000!!?"

Gautam -"Nahi 8000 bohot zyada hain, 5000 se zyada nahi"

Gautam whispers in Abhigyan's ear "5000 de ke maamla kahatm kar, isse kam baat anhi ban sakti"

Abhigyan gives 5000 rs to Keerti. Keerti goes to a house naer temple and vrings shoes in 20 seconds.

Shaurya -"Achcha toh shoes wahan the, tabhi humein mile nahi"

Everyone leaves with smile.

Scene 20
At Abhigyan's house (On special wish of Abhiya_kapi wish)


Keerti welcomes Bride and Groom with completing all customs.

Keeri "Tum logon ko ring wali custom puri karni hai tabhi main tumhe room mein jaane dungi" and pass winked smile.

Keerti to Abhigyan -"Main aapko Abhigyan jee bula sakti hu? Wo 3 mahinon se Abhigyan jee bulane ki aadat ho gayi hai" Laughs

Abhigyan -"Haan mere naam se hi bualiye, mujhe jeeja ji sunna weird lag raha hai"

Trio laughs.

Keerti"Chalo Palak Abhigyan ji ko hara do aur life long raaj karo"

but finally Abhigyan finds the ring in plate.

Keerti -"Chalo koi baat nahi, Abhigayn jee bohot sweet hain Palak ko raaj karwayenge" Smiles and continues "Chalo ab aap dono apne room mein ja sakte ho"

Abhigyan and Palak go to their room. Palak looks at her in mirror and room and sits on bed. Abhigyan closes the door.

Palak -"Mere baal theek lag rahe hain?"

Abhigyan -"Haan haan"

Palak -"Kya ho gaya? Jis din main kidnap huyi thi us din badi tareef kar rahe the ki main beautiful lag rahi hu ab kya hua?, you are very unromantic."

Abhigyan "Achchi lag rahi ho, ye bhi koi kehne ki baat hai, tum beautiful ho"

Then Abhigyan comes closer to her and kiss on her cheeks. Abhigyan makes palak lie on bed. Abhigyan kiss her on her cheeks , neck , lips, shoulder, neck sides and lower part of neck, Stomach, hands and then on legs and feets and both fall asleep on beautiful night to start their beautiful tomorrow.

PS :Sorry for so many typing spelling mistakes. I have corrected as much i could find. This FF is complete.
Edited by Mansi. - 11 years ago

Created

Last reply

Replies

51

Views

6046

Users

10

Likes

34

Frequent Posters

sherdilali thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
nice yar but ab zyada wait mat karana...
.MissAmerica. thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Wow..Abhigyan-centric story..
Nice plot..will it turn romantic??๐Ÿ˜›
Posted: 11 years ago
Originally posted by: -Naiina-

Wow..Abhigyan-centric story..
Nice plot..will it turn romantic??๐Ÿ˜›

Yeah...earlier i had planned a simple story but one of my closest friend wishes it turn to be romantic so i will have to add it๐Ÿ˜ณ
Edited by Mansi. - 11 years ago
Posted: 11 years ago
Originally posted by: sherdilali

nice yar but ab zyada wait mat karana...

I will try my best to finish it soon, i had to add some elements which i ahd not planned so it may take little more time...but i will complete it asap. Thanks for liking๐Ÿ˜ƒ
Posted: 11 years ago
Thanks
Minionite thumbnail
Posted: 11 years ago
It's lovely Mansi. An Abhigyan-centric love story. ๐Ÿ‘
Bidisha. thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 11 years ago
very nice FF Mansi...thank you sooo much for this FF...๐Ÿ‘๐Ÿผ
Posted: 11 years ago
Originally posted by: MOON_L8NC

Very nice story Mansi...๐Ÿ‘

Thanks๐Ÿ˜Š
Posted: 11 years ago
Originally posted by: Arjoon.

very nice FF Mansi...thank you sooo much for this FF...๐Ÿ‘๐Ÿผ

Thanks and Welcome๐Ÿ˜†