Originally posted by preity_d
mera likkha poetry sunoh
yeh pyaar kya hota hain?
sardi ki mausam mein jo hawa
aankhon ko chuke jayen
jugnoo yo ki tarha
roshni phailaya jaayein
kya woh hain pyaar???
ya phir kapkapati hui sardi mein
ek garam chaadar hain pyaar?
jab zor se rona aayein toh
usse chupane ka rumal hain pyaar??
aakhir kya hain yeh pyaar??? 😳
kaisa hain???
wow great👏