Originally posted by diya90
mein wahi par bhatak rahi thi 🤣
thank you chipku , tumne baata liya !!
bari kaam ki nikli tu aaj !🤣
Bahtakti aatma ki tarah wahan ghumti hi rehti 😆😆😆
Ur most welcum 😳😳
Mai to hoon hi kam ki loge kadar nahi karte 🤔
😆😆😆