Posted:
11 years ago
Part 3
Pakhi say to Nimai
Pa" munda kamal Da
Ni" what???? (he Shocked) koun sa?
Pa" ahhh mera matlab hai tum . tum bohhtt ache lagg rahe ho nimai Sayali tumhe dekh ka yehh kahe gi Munda kamal da
Ni" acha ... tohh phir theek hai ...
they reached home ...
Vanni come and say to both ...
Va" itni der kyun ki?
Ni" maa trafic the ...
Pa" yeah .. asia hi tha ...
Nani come and say
Na" ekk Khuskhabri batao
Pa" haan naani yehh bhi koi poochny ki baat hai jaldi bataye wait nahi ho raha ...
Na" Rishta aaya tha
Pa" what????/
Ni" what???
Pa" leken mujh se bada tohh nimai hai na tohh pahley uss ki shadi honny chahiye ri888?
Na" hmmm sahi bola
Va" ek dum sahi pakhi ...
Ni" bilkul bhi galat ... wasie ladki koun hai?
Na" sayali our koun
nimai Shocked and Say (yehh Bhotni)
Pakhi say to nimai
Pa" dekho she is my frnd agar kuch kaha na tohh bachna muskil hi nahi na mumkin hai ...
Ni" kyun ? areyy yaar me sayali ko pasand nahi karta
Pa" kyun ?
Ni" kyun ka wohh mere type ki nahi
Pa" ohhh .../////
Vaani say to both
Va" chalo khana khao
Pa" OK
Ni" nahi
Pa" chalo Zidd mat karo beta chalo aayoo
Ni" OK mere ikloti behan
Next Day
Nimai say to Sayali
Ni" hey Bhotni mere ko tera Sach pata chal Gaaya
Sa" koun Sa bander?
Ni" ke Dev
Pankhi called Nimai
Pa" nimai ... ahhh
Ni" what?
Pa" idar Ayyo
Ni" okk
Say" thankgod
Pa" wohh tum sayali ko tang kyun kr rahe ho?
Ni" dekho tum beech me mat aayo uss ka sach me jaan chuka hoon
Pa" koun sa???? kahen uss ney tumahara dil tohh nahi toda na?
Ni" nahi ke Dev Uss ka bhai nahi hai wohh sirf mujh se hi jhoot bol rahi hai
Pa" acha yehh tohh mujhe kabb ka pata hai koi naaye baat batao
Ni" kiya ??? yehh tumhai pata hai but kabb se??? our tu ney mujhe nahi bataya i am ur Brother yaar
Pa" dekho mujhe sayali ney kaha tha ka uss ko nahi Batana
Ni" ok ... main abhie Sayali ki khabr leta hoon...
Dev come and say to Nimai
Dev" oyeee nimai ...
Ni" kiya hai?
De" mere behan ko haath mat lagana
Ni" chal hatt tere behan kab bany jab main ney uss ko roka tha ka uss ka bhai mere behan se baat na kaarey tab the tere behan Ri8888????
De" haaan ... nahiii nahiii i mean asia kuch nahi hai ...
Pa" haaan Nimai Dev Ji Sahi Kehh raha hai
Ni" pakhi tu kab Dev Ji bhulany lage ???????
Pa" jabb se humari pahle Mulaqat huye
De" oyeee pakhi Drama queen abb yeh Natak band kr ... abb mein dev Hooon
Pa" phir wahen Same baat ajjj kuch bhi naaya nahi hai ufff
(samar and sayali come and samar say to Sayali)
Sa" baata ka abb tujhe pasand koun hai? mein tere shadi karawon ga
Pa" kiyaaa????
De" kiyaaa?
Ni"""" nahiii
Say" mujhe koi pasand nahi hai ...
Sa" kyun?
Say" kyun ka koi mujhe pasand Nahi karta ...
Sa" asia nahi hai mein tumhai Pasand Karta hoon
Sa" kiya?
De" ahhh uhhh asia bhi hota hai kiya ...
Pa" OK agar asia hota hai tohh means mom bhi mere our nimai ki shadi
Ni"""" nahiii tum asia nahi kehh sakti
Sa" areyyy yaar mein Bhai ki traah pyar karta hoon Sayali se
all Say (thankGod)
Hope u like it ...
sorry to all B/c No precap ...
P.S"
if u really like ths SS So plzzz like and comment
Thanks
Edited by Roses-khushi - 11 years ago