MAYUR OS - Meherbaan Hua Mera Rab Page - 128. - Page 4

Posted: 10 years ago
Originally posted by shafy_MN



Fari ki demands kabhi khatam hi nahi hoti hain...😆

demand aisa cheez hai jo  kabhi kahtam nehi hote...
so meri demand bhi kabhi khatam nehi hogi..😆

ab tu sharafat se apna gallery khol de
kuch sikh pallu se..
Posted: 10 years ago

Teri Meri Bindass Love Story

MAYANK  SHARMA,the main male protagonist of the story is a handsome lad of 30 years.He is very straight forward person by nature and a boaring kind of person.He is a complete workaholic kind of person.

NUPUR  BHUSHAN,the main female protagonist of the story is a young and beautiful woman of 25 years.She is bubbly by nature and speaks her mind and does not think in front of whom she was speaking.She is very much fond of love stories.

Now,due to interference of fate these two opposite poled persons are married.During their first night,Nupur was waiting for Mayank in their bedroom covering her face with the veil.After sometime,Mayank came inside and found Nupur sitting in the bed.He took a deep breath and sat in front of her.He raised his hand to put off the veil but,before he could do so,Nupur herself unveiled her face.She asked,"Kitna time lete ho ghunghat uthaane mein?"He asked,"Ji?I mean kya matlab?"She replied,"Ek to itni garmi hai upar se itni bhaari jewelleries aur itna bhaari lehenga.Shaam se pehenkar bethi hu aur tum log kitne late aaye.Itna late koi karta hai kya?"He replied,"To jaake change karlo kisne manaa kiya hai."She asked,"Agar change kar liya to suhaagraat kaise manaayenge buddhu?"He didn't reply but lowered his head.She was surprised and said,"Mujhe to lagta tha ke suhaagraat par larkiya sharmaati hai par yaha to mera pati sharmaata hai."She then said,"Achcha achcha thik hai abhi zyaada sharmaao mat.Aaj to hamaari first night hai."Mayank was thinking what to do now,but he didn't find any way to approach.He said,"Mujhe bohot neend aa rahi hai.Main sota hu goodnight."Saying he went inside the washroom to change leaving Nupur in a shocked state.She said,"Ajeeb aadmi hai biwi bethi hai puri tayyar hokar suhaagraat ke liye aur ye aadmi hai ke'"He came outside and took the glass of milk to finish up.Nupur angrily snatched the glass from his hand and said,"Mujhe dudh peeye bina neend nehi aati hai."Without waiting for his response,she emptied the whole glass and went inside the washroom to change leaving Mayank shocked.

Next morning,in the dining table,Mayank's elder brother Adhiraj's wife,Mayank's SIL Suhani asked,"To Nupur kaisa raha kal ka suhaagraat?"Madhu,Mayank's mother said,"Suhani kya kar rahi hai,tu bhi na."Suhani said,"Arey mummyji,ab to main apni devraani ki taang khichaayi karungi hi."She again asked,"To Nupur mere sharmile devar ne kal raha ko tumhe zyaada sataaya to nehi hai na?"Mayank was quietly having his breakfast and Nupur,glaring at him disgustingly replied,"Kaha se sataayega bhabhi?Uske liye kuch karna parta hai na.Usne to kuch kiya hi nehi.Aate hi bola inko neend aa rahi hai.Janaab ko meri shakal dekh kar hi neend aa gayi.Main dikhne mein itni boaring hu kya?"Everyone were stunned as well as embarrassed on hearing her reply.The most affected one was Mayank.Adhiraj teased him,"Junior ye bilkul galat baat hai.Suhaagraat mein biwi ko bilkul bhi maayus nehi karna chahiye."Mayank glared at Adhiraj and then got up from his seat and said,"Mera ho gaya hai main office chalta hu."Saying he left.

In his room,he was tying his tie when someone hugged him from the back.He turned and found Nupur.He asked,"Ye kya hai Nupur?"She replied,"Main apne husband ko hug kar rahi hu."He said,"Dekho'mujhe ye sab aise'bilkul pasand nehi hai."She said,"Par mujhe to tumhaare saath bohot achcha lagta hai aur vaise bhi main tumhaari wife hu,tumhaare saath aisa karne ka mera pura haq bhi hai."Mayank removed her hand and said,"Mujhe der ho rahi hai Nupur.Office mein bohot kaam hai."Nupur said,"Bare berukhe insaan ho.Biwi khud saamne se aakar romance karna chahti hai aur tum ho ki'"Mayank replied,"Main chalta hu.Bye Nupur."Nupur walked with him upto the car.Before he could get inside his car,Nupur said,"Achcha suno na ab ja hi rahe ho kamsekam ek kiss to kardo na."He looked here and there and said,"Nupur please bachcho jaisi baate karna bandh karo.Sab dekh rahe hai."She made a face and said,"Koi nehi hai yahape.Ab larkio ke jaise itne nakhre mat dikhaao."Mayank forcefully released his hand and very cruelly said,"Apne sapno ki dunia se bahaar aao Nupur.Main to aur tum kisi romantic hindi film ke hero heroine nehi hai."He got inside his car and left.She,making a sad face came inside.On seeing her face,Madhu and Suhani were confused.Madhu asked,"Kya hua beta aise muh latka kar kyu khari hai?"Nupur replied,"Mummyji kya aapne kabhi apne bete ko shehed nehi khilaayi hai kya?Hamesha aise muh banaake ghumta rehta hai.Kitne pyar se maine usko ek kiss karne ko bola par vo hai ke nakhre dikha kar chala gaya."Madhu said,"Vo aisa hi hai Nupur.Ab usey tumhe badalna hai."Nupur promised that she will change him.

 

[ 2  MONTHS  LATER ]

Within 2 months,Nupur tried every means to change Mayank's behavior towards her but neither he changed nor his behavior.But in turn,he was getting more and more irritated.One day,Nupur planned to do something special for Mayank.When he returned from office,he found there was total darkness in his room.He called Nupur's name,but there was no response.Suddely he heard someone locked the door from inside.He turned but did not find anyone.At that moment a candle was lit.He turned towards the light and found Nupur was lighting the other candles.He looked at her from head to toe.She was wearing a transparent red saree with backless blouse.She turned and put her hairs on the side of her shoulder and in a very seducing tone asked,"Main kaisi lag rahi hu?"If anyone else would have been in Mayank's place,he would have by now fall into her prey and would have gone with the flow but it seemed as if it didn't affect him.Nupur,in a seductive manner came towards her and tied her hands around Mayank's neck and said,"Aaj to chahe kuch bhi karlo Mr Mayank Sharma aaj main tumhe hargiz nehi chorne waali."He removed her hands and asked,"Ye sab kya ho raha hai Nupur?"She replied,"Meri suhaagraat ki tayyaari.Aaj agar tumhaare jaise Vishwamitra ke liye mujhe Menka bhi banna pare to bhi mujhe mazur hai."She put his hand around her waist and then hugged him tightly.Mayank removed her,but today she had determined to make him her forever.She pushed him on the bed and then lied over him.She started unbuttoning his shirt and then smelling the fragrance of his body.He was getting more and more irritated.She asked,"Tum aise muh kyu bana rahe ho jaise main tumhaara rape kar rahi hu?"He said,"Nupur mere upar se hato."She said,"Aaj main tumhaari ek bhi baat nehi sunungi."She tried to kiss him,but Mayank's patience at that time crossed its last limit.She pushed Nupur very hard and got up from the bed.She was shocked.He yelled,"Enough Nupur!Har cheez ki ek limit hoti hai."Nupur asked,"Aakhir tumhaari problem kya hai Mayank?Jab bhi tumhaare paas aane ki koshish karti hu tum mujhe aise hi jhatak dete ho.Pichle do mahine se tumhe samajhne ki tumhaare dil mein apni jagah banaane ki har mumkin koshish kar chuki hu par nehi tum to meri taraf ek baar dekhte bhi nehi ho."Mayank said,"Listen Nupur mujhe ye sab romance vomance bilkul achchi nehi lagti.Tumhe bhale hi romantic films pasand ho par zindagi romantic films nehi hoti."She grabbed her collar and said,"To bolo na tumhe kya pasand hai?Tum jaise kahoge vaise rahungi.Tumhe jaise pasand hai vaise hi zindagi bitaaungi.Ek baar bolo na kaha kami ho gayi hai mujhse?Bolo?"Mayank said,"Tumhaari ye immatured harkate mujhe bohot irritate karti hai Nupur.I just hate it.Abhi bhi bachchi ki bachchi ho.C'mon grow up now."She said,"Tumhaare liye grow up ka definition kya hota hai bataao na mujhe?Tumhe to mere saath baat tak karne ki fursat nehi hai.Office se aate hi laptop lekar waapas beth jaate ho.Mere taraf ek baar dekhte bhi nehi ho.Shaadishuda zindagi bhi aise nehi chalti hai."He yelled at her,"To phir kyu ki shaadi mujhse?Manaa kar deti agar itni problem hai to?Main tumhaare liye apne aap ko nehi badal sakta hu."She did not yell but with tears in her eyes said,"Mujhe laga tum sharmile ho par main galat thi.Tum to mujhe bohot achche se samajh gaye the na?Phir mujhse shaadi karke meri zindagi barbaad kyu ki?"Mayank turned against her out of anger.She said,"Tumne thik kaha hai galti ho gayi hai mujhse kyuki main tumse bohot pyar karti hu aur maine bhi yehi socha ke tum bhi mujhse pyar karte ho par main galat thi.Tumne kabhi mujhse pyar nehi kiya aur na kabhi karoge.Maine bas tumhaari zindagi mein apne liye thori si jagah maangi thi thora sa waqt maanga tha,par tumhaari zindagi mein meri koi ehmiyat hi nehi hai."She wiped her tears.She took her night suit and went to the washroom.After sometime,she returned wearing her night suit.She put on all the lights and blew off the candles.She then said,"Iam sorry for everything Mr Mayank Sharma.Aaj ke baad aapko mere taraf se kisi kisam ki koi pareshaani nehi hogi."She then left the room.

Next morning,after Mayank left for office,she went to Madhu and said,"Mummyji,mujhe ma ki bohot yaad aa rahi hai.Main kuch dino ke liye apne ghar Mussourie jaana chahti hu."Madhu though never interfered in their personal life,but she could easily understand the differences between them.She also understood that something very serious might have happened which led Nupur sleep in the guest room last night.She thought that if they remain away from each other for sometime,it might be better for their relation.So she agreed.She said,"Thik hai ho aa.Main tere jaane ka intezaam kar deti hu."Nupur said,"Mere jaane ki baat Mayank se mat kahiyega."Madhu agreed.She said to Adhiraj and he booked the next day's flight for Nupur.She packed her luggage when Mayank was not at home.Her flight was of early morning.So,before Mayank could wake up,she left.

Mayank woke up and did not even notice that Nupur was not there.When he returned from the office,he noticed her absence.He asked Madhu,"Ma aaj subhe bhi Nupur ko nehi dekha,abhi bhi nehi dekh raha hu kaha hai vo?"She sarcastically said,"Arey vaah maine to socha tha tujhe kabhi pata bhi nehi chalega ke vo yaha nehi hai.Par tune mujhe galat saabit kar diya.Ye kaise ho gaya beta?"He asked,"Ma kyu baat ko ghuma rahi hai,saaf saaf bataaiye na kaha hai vo?"She asked,"Ye baat mujhse mera beta puch raha hai ya Nupur ka pati?"He said,"Aapko nehi bataana hai to mat bataaiye."He was about to go when Madhu said,"Vo apne maayke gayi hai."He was surprised.He turned and asked,"Vo Mussourie gayi hai?Kab??"She replied,"Aaj subhe.Tab tu so raha tha."He murmured,"Chali gayi??Aise kaise chali gayi aur vo bhi bina bataaye?"He,making a confused face returned to his room.

Next day,as usual,Mayank got up and said,"Nupur ek glass paani dena."He waited but no one responsed.He turned to call her but didn't find anyone.He then realized that Nupur was not there.He became sad unknown to him.His eyes then fall on her photos.He kept staring at it.In the dining table also he was very unmindful and in the meeting,he forgot what he had to speak.He cancelled all his day's meetings.As days passed by,Mayank grew more and more careless.He could not stop thinking about Nupur each and every second.He was confused.He asked himself,"Main itna gairzimmedaar kabse ho gaya?Kyu kar raha hu main aisa?"He looked at Nupur's photo and thought for sometime.Suddenly,he confusingly asked himself,"Kahi main Nupur ko miss to nehi kar raha hu?"He kept the photo in its place and lied down on the bed by supporting on the pillow.

Lost and lonely coz you're the only one.
That knows me and I can't be without you.
Lost and lonely coz you're the only one.
That knows me and I can't be without you.

 He turned towards Nupur's photo and was lost in her memories.

 Hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai.

Andekhi ansuni koi dastaan hai.
Hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai.
Andekhi ansuni koi dastaan hai.

 

He took her photo in his hand and continued staring at it again.

 

Lagne lagi, ab zindagi khaali.
Hai meri.
Lagne lagi har saans bhi khaali.

 

He hugged the photo and a drop of tear fall down on his cheeks.

 

Bin tere,bin tere,bin tere.

Koi khalish hai hawayon mein bin tere.

Bin tere,bin tere,bin tere.
Koi khalish hai hawayon mein bin tere.

 

Whatever he did,he always remembered Nupur in each and every steps.He always remembered what Nupur used to do with him.He used to get angry on her but now he was desperately missing them.After dinner,one night he was walking outside on the road.Suddenly,he felt as if someone had grabbed his arm.He turned on that side and found Nupur.He became so happy on seeing her.He cupped her face and then hugged her.At that moment,a car blew the horn and he found no one with him and he was all alone on the road and he ws dreaming the whole time.

 

Ajnabi se huye kyun pal saare.
Yeh nazar se nazar yeh milaate hi nahin.

Ik gani dehaayi cha gayi hai.
Manzilein raaston mein hi gum hone lagi.

 

He looked all around to find Nupur but she was not anywhere.

 

Ho gayi ansuni har dua ab meri.
Reh gayi ankahi bin tere.

 

Rain started falling down completely drenching him.He started weeping.

 

Bin tere,bin tere,bin tere.
Koi khalish hai hawayon mein bin tere.
Bin tere,bin tere,bin tere.
Koi khalish hai hawayon mein bin tere.

 

Nupur was sitting all alone in her bedroom and shedding tears remembering about Mayank.

 

Raah mein roshni ni hai kyun haath choda.
Iss taraf shaam ne kyun hai apna muh moda.
Yun ke har subah ik bereham si baat ban gayi.

 

Aastha,her mother called her for dinner.In the dinner also,she was unmindful.She was moving the spoon within the food but was not eating it.

 

Hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai.
Andekhi ansuni koi dastaan hai.

 

She got up without eating the food and returned to her room and closed the door from behind.

 

Lagne lagi, ab zindagi khaali.
Lagne lagi har saans bhi khaali.

 

She stood in front of the window and a cold breeze was playing with her ears.Both were desperately missing each other and they realized that they won't be able to live without each other.

 

Bin tere,bin tere,bin tere.
Koi khalish hai hawayon mein bin tere.
Bin tere,bin tere,bin tere.
Koi khalish hai hawayon mein bin tere.

 

 

[ 2  DAYS  LATER ]

 

One day Adhiraj came to Mayank's room and found him staring at Nupur's photo.He asked,"Kab ja raha hai?"Mayank's chain of thoughts broke.He asked,"Kaha?"Adhiraj said,"Mussourie."Mayank asked,"Main Mussourie kyu jaau?"Adhiraj said,"Nupur ko waapas laane."He said,"Main waapas kyu laau?Vo khud gayi hai aur agar marzi hogi to khud hi aayegi."Adhiraj smirked and said,"Bina maange to khaana bhi nehi nehi milta hai is dunia mein aur tu kehta hai bina manaaye teri biwi maan jaayegi.Junior biwia ruthti hi isliye hai ke uska pati usey manaaye."Mayank's ego was not letting him admit the truth.He said,"Mujhse ye sab faltu kaam nehi honge."Adhiraj said,"Jabse vo gayi hai tabse dikh raha hai aur mujhe hi nehi sabko ke tu Nupur ko bohot miss kar raha hai.You can't live without her."Mayank didn't reply.Adhiraj asked,"Thik hai mujhe ek baat saaf saaf bata.Kya tu Nupur se pyar nehi karta?"Mayank said,"Ye kaisa sawaal hua bhai?"Adhiraj said,"Simple sa sawaal hai."Mayank didn't answer him.Adhiraj explained him.He said,"Dekh junior,ye jo biwia hoti hai na inko kapre gehne in sab se tabhi lagaav hota hai jab unko ye yakeen hota hai ke unka pati unke saath hai aur teri biwi,uske liye to sab kuch tu hi hai.Kaam to har koi karta hai,main bhi karta hu lekin kaam karna aur usey apni zindagi bana lena dono mein bohot fark hota hai.Nupur tujhse bas thora sa waqt aur thora sa attention chahti thi.Main manta hu usme bohot bachpana hai par uske harkato pa mat ja uske un harkato ke peeche ka main motive samajh aur vo hai tu.Har kisike pyar jataane ka tareeka ek jaisa nehi hota hai.Iam sure vo waha gayi zarur hai par waha khush nehi hogi."Mayank asked,"Main kya karu?"Adhiraj said,"Bas usey waapas la aur uske saath bhi thora time spend kar.Biwi hai vo teri.Apne pati se pyar expect karna to uska haq hai aur ye pyar ho to jataane ki cheez hoti hai aur dekhna jab tu usey thora attention dega na tab vo kitna khush ho jaayegi."He asked,"Mere bulaane se waapas thore hi aayegi?"Adhiraj replied,"To uske saath vo kar jo vo tere saath karti thi."Mayank said,"Main uske jaisa nehi kar sakta.Main uske jaisa besharam nehi ban sakta."Adhiraj said,"Soch le yehi ek aakhri tareeka hai aur vaise bhi tu to apni biwi ko hi manaane ja raha hai."He then gave Mayank a ticket for Mussourie and then said,"Ye le Mussourie ke tickets.Kal ke hai.Ja le aa usko."Mayank smiled and hugged Adhiraj,"Thanks bhai."Adhiraj patted him back.

 

 

[ BHUSHAN  HOUSE , MUSSOURIE ]

 

 

Aarti,Nupur's SIL came running to Nupur's bedroom and excitedly said,"Nupur jaldi neeche chal.Dekh kaun aaya hai."She asked,"Kaun aaya hai bhabhi?"Aarti pulled her hand and said,"Arey tu neeche to chal."Without waiting for her answer,Aarti dragged Nupur downstairs.On reaching downstairs,Nupur was shocked to find Mayank taking everyones blessings.Nupur's hear filled with joy but she controlled her emotions.Aastha,Nupur's mother said,"Jeetey raho beta.Aao aao andar aao."Mayank's eyes fall on Nupur and he smiled,but Nupur turned her face.Mayank complained to Aastha,"Dekhiye na mummyji,aapki beti mujhe dekh kar muh bana rahi hai."Aastha looked at Nupur and said,"Nupur ye sab kya kar rahi hai damaadji shaadi ke baad pehli baar ghar aaye hai.Ja unko lekar kamre mein ja."Nupur replied,"Kyu akela nehi ja sakte?Bachche hai kya jo goom ho jaayenge?Vaise inko kaam se itni jaldi fursat kaise mil gayi jo yaha aa gaye?"Saying she left for her room.Aastha was very awkward.She said,"Mayank beta bura mat manna.Chalo main tumhe lekar chalti hu."He said,"Koi baat nehi mummyji,main khud hi chala jaaunga."He left for Nupur's room.

 

On seeing him,Nupur asked,"Tum yaha kyu aaye?"He replied,"Tumhe le jaane."Nupur said,"Main tumhaare saath kahi nehi jaaungi aur vaise bhi tum to kabhi mere taraf palat kar bhi nehi dekhte the phir mujhe yaha lene kyu aaye?"Mayank,without replying,walked towards her and then said,"Kyuki tumhaare jaane ke baad mujhe is baat ka ehsaas hua ke main tumhaare bina kitna adhura hu."He put her head on her shoulder and said,"Aur vaise bhi sab kehte hai ke biwi ki gaalio mein pyar chupa hota hai aur aaj mujhe pata chal raha hai ke sach mein biwi jab gussa hoti hai aur gaalia deti hai to kitnaaa achcha lagta hai."Nupur was shocked at his attitude,but she removed him forcefully and said,"Dekho mujhe ye sab bilkul achcha nehi lagta hai."He said,"Mujhe bohot achcha lag raha hai."Nupur said,"Mujhe tumhaare saath ghar waapas nehi jaana hai.Mujhe tumhaare saath hi nehi rehna hai."He said,"Thik hai.Dekhte hai."Nupur left her room.

 

During the lunch,Aarti called Mayank in the dining table.Mayank,sat making a puppy face.Aastha asked,"Kya hua beta?"Mayank said,"Vo apna luggage kholte time na meri ungli kat gayi,to mujhe haath se khaana khaane mein thori taklif hogi."She asked Nupur,"Nupur tune damaadji ko davaayi nehi di?"Nupur made a surprising face and said,"Mujhe nehi pata inka haath kata hai.Mujhe inhone nehi bola."Aastha said,"Har baat bolni parti hai kya?Biwio ko apne pati ke taklif ke baare mein jaanne ke liye puchna nehi parta hai."Mayank said,"Dekhiye na mummyji jabse aaya hu aise hi baat kar rahi hai mujhse.Main pyar se baat karu to mujhe rukha sa jawaab deti hai."Aastha glared and grinned,"Nupur!"She immediately attacked Mayank,"Kyu jhut bol rahe ho?maine tumse kab rukha bartaav kiya hai?"He said,"Dekha mummyji."She was getting more and more irritated on the fact that Mayank was constantly framing her as the guilty and his smile was adding to her disgust.Mayank said,"Mummyji agar Nupur mujhe khila deti to'"Aastha said,"Ha ha beta kyu nehi."She ordered Nupur to feed him.She at first disagreed but later on against her will,she started feeding him.While she was feeding him,he was shamelessly staring at her not bothering about anyone.All the time,she didn't look into his eyes,so that she didn't forget her anger.After inserting the last piece of food,Nupur tried to get up,but is stopped because Mayank had tightly held her fingers inside his teeth.All were giggling on seeing the scene and Nupur was getting damn irritated.She grinned,"Mayank choro!"He nodded his head.Nupur requested him many times but he didn't listen,so Nupur pinched his hand and freed her fingers.She glared at him and then ran away.

 

Days passed by and Mayank didn't leave any chance to annoy her.He did with her exactly the same things which she used to do with him.One fine morning,Nupur woke up early and found Mayank was slepping happily hugging her.She pushed him aside and asked,"Ye kya badtameezi hai?"He opened his eyes and replied,"Isme badtameezi kya hai main apni biwi ke saath araam se so raha hu aur tum bhi to aisa hi karti thi ab main tumhaare saath aisa kar raha hu to tumhe gussa aa raha hai.Very bad."Nupur got up from the bed and tried to leave the room but Mayank forcefully closed the door and locked it.He said,"Aaj nehi.Aaj bilkul nehi.Aaj tumhe mujhse baat karni hi hogi.Jabse aaya hu tabse dekh raha hu ya to tum mujhe avoid kar rahi ho ya to mujhpe gussa dikha rahi ho."Nupur said,"Tum bhi to aisa hi karte the na Mayank mere saath?Tab to tumne nehi socha ke mujhe kaisa lagta hoga."He said,"Main jaanta hu mujhse galti hui hai isiliye hi to main tumse maafi maangne aaya hu Nupur.Chalo na ghar waapas."Nupur again tried to leave,but he pinned her to the wall.She said,"Mujhe choro Mayank varna main chillaungi."He said,"Aaj jo karna hai karo main tumhe nehi chorne waala."Nupur,helplessly cried out her mother's name.Aastha came and asked,"Kya hua?"She replied,"Dekho na ma Mayank mere saath zabardasti kar raha hai.Mujhe jaane nehi de raha hai."Aastha giggled and said,"Arey bichaara jab se aaya hai tere aagey peeche hi to ghum raha hai.Thora waqt guzaarle na apne pati ke saath.Mayank beta tum daro mat koi tumhe tang nehi karega."Saying she left.Mayank gave a devil smile.Nupur called Aarti for help.When she came,she said,"Dekho na bhabhi Mayank ne mujhe kitne zor se pakar kar rakkha hai."She replied,"Mayank zara kas ke pakarna bar fudakti rehti hai."She tio left.Nupur said,"Is ghar mein koi meri nehi sunta hai."Mayank said,"Tum bolo na main sununga."She said,"Mujhe tumse koi baat nehi karni hai."She pushed him and then sat on the bed.He kneeled down in front of her and said,"Tumhe jitni gaaliya deni hai dedo.Jitna bhi gussa karna hai karo na par mujhse baat to karo.Tumhe pata hai jabse tum aayi ho na main ek din bhi chain se nehi reh paaaya.Hamesha sirf tumhaare baare mein hi sochta rehta tha.Kisi kaam mein mera man nehi lagta tha.Tab mujhe ehsaas hua ke tum mere liye kya maayne rakhti ho."Nupur said,"Ye sab ab bolkar kya faayda?Tum kabhi nehi badloge."He said,"Tumhaari kasam kha kar kehta hu main,aaj se office ka kaam office mein aur ghar par mera saara waqt tumhaara hoga.Main tumhe kabhi shikaayat ka mauka nehi dunga."He cupped her face and said,"Bohot pyar karta hu main tumse aur pehle din se karta tha par vo kya hai na main kabhi tumhe jata nehi paaya.Nehi aata tha na mujhe.Ab is tarah se apni aadat laga kar mujhe tum ghar chor kar aa gayi.Ek baar bhi mere baare mein nehi socha ke main kaise rahunga.Ye to cheating hai na?"Nupur had already started melting.She asked,"Agar phir tumne mujhpar chillaya to?"He replied,"Tum mujhpar double chillana."Mayank got up and gave her hand to her.She held his hand.She made a baby crying face and then said,"Tum mujhe kaise zor se daata karte the?"Mayank kissed on her forehead and said,"Tum mujhe aur zor se daatna."Nupur broke down in his arms.He hugged her and then said,"Aaj ke baad main tumse kabhi jhagra nehi karunga.Pura waqt dunga tumhe aur dher saara pyar karunga."She broke the hug and asked,"Promise na?"He said,"Pakka waala promise."She again broke the hug and sad,"I love you."He lightly pecked on her lips and said,"I love you too."She surprisingly asked,"Tumhe kiss karna aata hai?"He naughtily asked,"Karke dikhaau?"She at first said no but then said yes.They locked each other's lips in a deep kiss.

Meri Anokhi Dharampatni

Edited by -Paulomi- - 9 years ago
Posted: 10 years ago
YaY!!! Me first⭐️ This must be my lucky day, aj do MayUr update ayi and dono mein I'm the first one to comment.. Koi to mujhe congratulate karo..

Fabulous OS, Di👏... Nice title..

Nupur Sach me dinning table pe sabke samne wo boli😲 She's really unique, but I loved her character...

Ye Mayank itna khadoos kyun hain, sach mein usne kabhi koi mitha nahi khaya kya.. Nupur ne itni try ki, aur ye janab hain ke bas mu phula kar baith jate hain..

Nupur ke ghar chorne par Mayank ahsas hua k he loves Nupur.. Nupur ko miss kar raha hain ya nahi isme bhi Mayank ko itna confusion, by god ye Ladka kitna confused hain..

But akhir mein usne apni Nupur ko mana hi liya, ha thoda naughty hona pada, bohot sare papad bhi belne pare, Nupur man to gayi na..

Waiting for the next OS..
Thanks for the pm...
Edited by Humayra - 10 years ago
Posted: 10 years ago

Hai ALLAH u wrote an OS

Aur hume bataya bhi nei- GOSH I am damn happy

Hehehehehe ' oye tu ekbar bhi nehi bola ki u r going to post a mayor OS

Vaise ' I liked ur surprise

Aa gale lag ja

 

 

Ab shaffy ki bare hai OS likhne ki

 

@humayra- huh- yaha bhi age pouch gayi..naughty girl

 

 

edit

Oye hoye pallu- agar sweet ka koi naya  definition chaiye tou I must tell  ki  My Mayur ws very sweet in this OS. hehehehe unromantic sadu akdu mayank and her so romantic biwi Nupur.BY GOD nupur tried to romance with mayank in every sense but maynk is mayank – he didn't gve any chance to do it. Poor nupour- finally rote huye ghar chodke chali gayi…and when nupur left mayu realized his love for her. Hmmm jab paas rehti thi tab uska kadar nehi samjh aya- dur chali gayi tou he samjh ayi. And pher Maynk nupur baan gayi and Nupur mayank.. rofl..hehehehe they way nupur tried to romance with mayank, mayank did the same. And dthey way mayank had shown his attitude , nupur also shown her attitude. Bapre koi kam nehi. Ek se bar kar ek- tit for tit. But at the end- happy ending. Awww beautiful part

I really loved it to the core

 

Mauhhh jani- thanx a lot for writing such a nice OS- ab tou meri FF/OS/SS ka bhuk din pe din barta he jar aha hai.. tu samjh rahi hai hai na – main kya keh rahi hu..LOL


Edited by Faria. - 10 years ago
Posted: 10 years ago
@faru: Exams khatam hone de.. fir likhungi...

@paulo

Thank you so much for such a lovely OS

Mayank to Mayank hain duniya idhar ki udhar ho  jaaye ye nahi badalne wala..
pehle Nupur ko pareshaan kerta hain aur fir baad mein usse manata hain...
ye bhi hain..
you justify Mayank's character here..
vo hain i..sadu..aur dikha diya kitna unromantic hain lekin jab oyar ka ehsaas hota hain to vohi kitna romantic bann jata hainn..
Nupur to Nupur hain'

bubbly..Mayank ko seduce kerti..bygod..!!! lekin ye mayank bhi na..patni saamne se offer ker rahi hain aur ye hain ki irritate ho rhaha hain...
chalo der se hi..sir ji ko realise to hua ki...that he has fallen in love with his wife..

Damm cute OS...
Posted: 10 years ago
Originally posted by Faria.


Hai ALLAH u wrote an OS

Aur hume bataya bhi nei- GOSH I am damn happy

Hehehehehe ' oye tu ekbar bhi nehi bola ki u r going to post a mayor OS

Vaise ' I liked ur surprise

Aa gale lag ja

 

 

Ab shaffy ki bare hai OS likhne ki

 

@humayra- huh- yaha bhi age pouch gayi..naughty girl

 

 

edit

Oye hoye pallu- agar sweet ka koi naya  definition chaiye tou I must tell  ki  My Mayur ws very sweet in this OS. hehehehe unromantic sadu akdu mayank and her so romantic biwi Nupur.BY GOD nupur tried to romance with mayank in every sense but maynk is mayank ' he didn't gve any chance to do it. Poor nupour- finally rote huye ghar chodke chali gayi'and when nupur left mayu realized his love for her. Hmmm jab paas rehti thi tab uska kadar nehi samjh aya- dur chali gayi tou he samjh ayi. And pher Maynk nupur baan gayi and Nupur mayank.. rofl..hehehehe they way nupur tried to romance with mayank, mayank did the same. And dthey way mayank had shown his attitude , nupur also shown her attitude. Bapre koi kam nehi. Ek se bar kar ek- tit for tit. But at the end- happy ending. Awww beautiful part

I really loved it to the core

 

Mauhhh jani- thanx a lot for writing such a nice OS- ab tou meri FF/OS/SS ka bhuk din pe din barta he jar aha hai.. tu samjh rahi hai hai na ' main kya keh rahi hu..LOL


ab mujhe likhte huye bhi tere vajah se dar lagega😆😆
Posted: 10 years ago
Originally posted by -Paulomi-


ab mujhe likhte huye bhi tere vajah se dar lagega😆😆
hehehehe
Posted: 10 years ago
Originally posted by shafy_MN


@faru: Exams khatam hone de.. fir likhungi...

@paulo

Thank you so much for such a lovely OS

Mayank to Mayank hain duniya idhar ki udhar ho  jaaye ye nahi badalne wala..
pehle Nupur ko pareshaan kerta hain aur fir baad mein usse manata hain...
ye bhi hain..
you justify Mayank's character here..
vo hain i..sadu..aur dikha diya kitna unromantic hain lekin jab oyar ka ehsaas hota hain to vohi kitna romantic bann jata hainn..
Nupur to Nupur hain'

bubbly..Mayank ko seduce kerti..bygod..!!! lekin ye mayank bhi na..patni saamne se offer ker rahi hain aur ye hain ki irritate ho rhaha hain...
chalo der se hi..sir ji ko realise to hua ki...that he has fallen in love with his wife..

Damm cute OS...
chalo sabko pasand to aaya
Posted: 10 years ago
Originally posted by -Paulomi-


chalo sabko pasand to aaya
yaar tu aisa kyu keh rahi hain..
tune likha hain tu acha hi likha hoga
Posted: 10 years ago
it was very beautiful OS
you have done a great JOB

Related Topics

No Related topics found

Topic Info

52 Participants 871 Replies 100222Views

Topic started by -Paulomi-

Last replied by -Paulomi-

loader
loader
up-open TOP