Daya: Tapu ke papa kya app Ne Kabhi Socha Hai K Meri Shaadi Kisi Aur Se Ho Jaati To Kya Hota?" Jethalal: Nahi, Main ne kabhi Kisi Ka Bura Nahi Sochaβ¦!
Bhire: Kya baat ha Jethalal aaj kal tumhare Ghar se hasne ki bohot Awaaze aati ha!! Jethalal: Kaha humare beech to Ladai chalti Rehti ha. Bhire: Lekin mujhe to husne ki or khush hone ki Aawaze aati ha. Jethalal: Are bhai!!! Vo mujhe bartan maarti ha Lagta ha to vo hasti ha nahi lagta to ma hasta hu!!!