1 Yaar Naa Miley Te
Tu hai lajawaab, tere jalwe hazaar
Mera bhi pata hai, main na maanu kabhi haar
Teri meri duniya mein be-hisaab pyaar
Main hoon ek angel aur devil mera yaar
Tere jaisa duniya mein koi bhi nahi
Jise dhoondti nazar lage tu hi hai wahi
Pariyon ki rani hoon main sabse haseen
Par tere bina kick mujhe milti nahin
Tere bina kick mujhe milti nahin
Tere bina kick mujhe milti nahin
Tere bina, tere bina...
Je mainu yaar na mile te mar jaawaan
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan
Je mainu yaar na mile te mar jaawaan
Je mainu pyaar na mile, je mainu yaar na mile
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan
Aaj shaam baby, tere hi naam baby
Aa tujhe pyaar karoon main, sar-e-aam baby
Hai intezaam baby, kar aitraam baby
Iraade naik hai mere, na koi ganda kaam baby
Ishq, pyaar, aur waar khule aam karoon
Main hoon mutasib tujhse dil ye tere naam karoon
Aaja meri baahon mein, tell me love you baby
Kahin tu mujhse ye na keh de
Je mainu yaar na mile, mile..mile...
Te mar jaawaan
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan
Je mainu yaar na mile te mar jaawaan
Je mainu pyaar na mile, je mainu yaar na mile
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan
Mohabbat bhi karke dekhi
Kya paaya woh kaise bataaun
Dil ka aisa aalam tha ke
Dard-e-dil kisko sunaaun
Haan main hoon tera gunehegaar
Mat dohrana tum ab ye baat
Je mainu yaar na mile te mar jaawaan
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan
Je mainu yaar na mile te mar jaawaan
Je mainu pyaar na mile, je mainu yaar na mile
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan
Main mar jaawaan, main mar jaawaan
Main mar jaawaan.
===========================================================================
2 Hangover
Aww..jaane kab hothon pe
Dil ne rakh di dil ki baatein
Samjha nahi yeh dil
Isko hum toh rahe samjhaate aww..Jaane kab hothon pe
Dil ne rakh di dil ki baatein
Samjha nahi yeh dil
Isko hum toh rahe samjhaate
Maine dekha tujhe bhula ke
Har ek tarqeeb laga ke
Har nuskhe ko aazma ke
Par dil se kabhi na utre utre..utre..Hangover teri yaadon ka
Hangover teri baaton ka
Hangover teri yaadon ka
Hangover teri baaton kaJaane kab hothon pe
Dil ne rakh di dil ki baatein
Samjha nahi yeh dil
Isko hum toh rahe samjhate aww..Jaane kab hothon pe
Dil ne rakh di dil ki baatein
Samjha nahi yeh dil
Isko hum toh rahe samjhate
Maine dekha tujhe bhula ke
Har ek tarqeeb laga ke
Har nuskhe ko aazma ke
Par dil se kabhi na utre utre..utre..Hangover teri yaadon ka
Hangover teri baaton ka
Hangover teri yaadon ka
Hangover teri baaton ka..Jaane kab meri neend udi
Soyi soyi raaton mein
Jaane kab mera haath gaya
Soneya tere haathon mein, aww..Jaane kab meri neend udi
Soyi soyi raaton mein
Jaane kab mera haath gaya
Soneya tere haathon mein, aww..
Chal badhte teri aur
Main jab bhi kadam uthati hoon
Jaaun tujh se door door
Toh paas tere aa jaati hoon
Maine dekha tujhe bhulaake
Har ek tarqeeb lagaake
Har nuskhe ko aazma ke
Par dil se kabhi na utre utre..utre..Hangover teri yaadon ka
Hangover teri baaton ka
Hangover teri yaadon ka
Hangover teri baaton kaEk jagah pe kabhi ruka nahin
Ek jagah pe kabhi tika nahin
Jaisa maine chaha mujhe
Waisa koyi dikha nahi, aww..Ek jagah pe kabhi ruka nahin
Ek jagah pe kabhi tika nahin
Jaisa maine chaha mujhe
Waisa koyi dikha nahi, aww..
Par jabse dekha tujhe
Jo huaa nahi wo hone lagaa
Dil mera mujhe jaga ke
Khud seene mein sone laga
Meri fitrat badal rahi hai
Jaise barqat koyi huyi hai
Bas ab toh duaa yahi hai
Ki dil se kabhi na utre utre..utre..Hangover teri yaadon ka
Hangover teri baaton ka
Hangover teri yaadon ka
Hangover teri baaton kaHangover..hangover..hangover..
=======================================================================
3 Tu Hi Tu
Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Raastey har dafa, sirf tera pata
Mujhse pooche bhala kyun hai
Na main apna raha, na kisi aur ka
Aisa mere khuda kyun haiTu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Raastey har dafa, sirf tera pata
Mujhse pooche bhala kyun hai
Na main apna raha, na kisi aur ka
Aisa mere khuda kyun haiDheeemi dheemi aanch pe jaise,
Dheere dheere jalta hai dil yeh
Bekarari, kyun hai yeh khumaari
Kyun hai awaargi, kyun hai har mod par
Na main apna raha, na kisi aur ka
Aisa mere khuda kyun haiTu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Raastey har dafa, sirf tera pata
Mujhse pooche bhala kyun hai
Na main apna raha, na kisi aur ka
Aisa mere khuda kyun haiHuya nahi pehle kabhi yeh
Chuya nahi dil ko kisine
Har arzoo, tu hi chain-o-sukoon
Tu hi, main toh kahoon, tu hi hai zindagi
Na main apna raha, na kisi aur ka
Aisa mere khuda kyun haiTu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai
Raastey har dafa, sirf tera pata
Mujhse pooche bhala kyun hai
Na main apna raha, na kisi aur ka
Aisa mere khuda kyun hai.========================================================================
4 Jumme Ki Raat
Arey jumme ki raat hai..
Arey jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar seJumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar seJaane kya hona hai
Jaane kya khona hai
Teri jawaani toh jaadu hai tona hai
Jalwon mein aandhi hai
Aandhi mein toofaan hai
Kar de na mujhko tabaahSaari ki saari hai tu golabaari ke
Mushqil hai khud ko bachaana
Maar hi na daale meri jaan nikaale
Uff allah bachaay mujhe
Haaye tere pyaar seArey jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar seMaana tujh mein ghazab nasha hai
Tujhpe koi bhi hoga fida
Lekin aakhein hai dil se mere hai
Main to dil se bhi ho se fida
Ik main baat kahoon do pal saath rahoon
Phir main agale hi pal hoon hawa
Kiya jo kuchh bhi kabhi
Mujhe kuchh yaad nahin
Karoon main kyaa yeh mujhe tu bataSaari ki saari hai tu golabaari ke
Mushqil hai khud ko bachaana
Maar hi na daale meri jaan nikaale
Uff allah bachaay mujhe
Haaye tere pyaar seJumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar seHey jaanu teri main bimariya
Chahein karle ti shetaniya
Zid pe ad jaungi aaj main
Ab karungi main manmaniyaa
Nazren tujh pe meri le lun main jaan teri
Pichha na chhodu tera main yahan
Pyaar mein dungi saja
Mujhse bach ke tu dikha
Aaj tu jaane waala hai kahanSaari ki saari hai tu golabaari ke
Mushqil hai khud ko bachaana
Maar hi na daale meri jaan nikaale
Uff allah bachaay mujhe
Haaye tere pyaar seArey jumme ki raat hai
Chumme ki baat hai
Allah bachaaye mujhe tere waar se.
😃😃😃😃
comment:
p_commentcount