Separation: A VeeBa OS updated part12, page5 - Page 4

Posted: 9 years ago
Amazing updates!!!
Ur os is amazing!!!
Plz continue soon!!
Can't w8 4 the nxt part!!
Posted: 9 years ago

Part-12

[Everybody was silent for a while...]

Bans: Sarpanchji...itna badda faisla le liya aapne...ek bari...

Bal: Aap ne puncha tha mujhe?...punchna to dur batana tak zaroori nahi smajha aapne...

Bans: Sarpanchji...main Baldev ki Maa hoon...key main apne puttar ka bura cahhoongi...

Bal: Aur main? main koye nahi Baldev ka...baap hoon main uska...

Ban:  Maaf karna sarpanchji...baas janam hi diya hain aapne...kahi baap ka pyaar nahi diya...

Bal: toh aapne konsa Maa ka pyaar diya hain use?...hamesha galat sikh diya hain use, uski galatiyoon ko barhawa diya hain, inhaa tak aapne galat iradoon ko pura karne ke liye pyaar ke naam par uska istamaal kiya hain aapne...

Bans: Sarpanchji...main Baldev ki khoosiyaan chahti hoon...

BAL: App sirf aapni khoosi chahte hain...Baldev aur Veera ek dusre se pyaar karte hain...woh dono ek dujhe ke saath hi khoos rahenge...

Bans: Sarpanchji...

Bal: Baas Bansuriji...issi tarah aap ne bakhera kahara kiya tha Gunjan aur Ranvee ke Saadi ke waqt...kis baat ki akar hain aap ko...akhir kon se maine main aapke baacche baki sab se upar hain...

Ban: Mainu kuch nahi sunna ji...main is Veera se apne Baldev ki saadni nahi karaungi...

Bal: Bansuriji...Baldev humara puttar hain jagir nahi...zindagi use katni hain...mainu ek gal daaso...kab Veera ne bina kisi wagah ke aap ko pareshaan kiya hain...usne hamesha apke galat kamo ho bigara hain...is pind main baas ek wohi hain jisse aap kabhi dabake rakh nahi payi aur app ko yeh dar hain ke age bhi kabhi aap use dabake rakh nahi paogi...

V: Tayaji...

BAL: Na puttar...mainu pata hai tu keya kahegi...puttar imtihaan sahi ke liye diya jata hain galat ke liye nahi...

N: Bansuriji...baccho ke khusi se barkar maa baap ke liye aur keya hoti hain...aap ko kuch kehne ki..yah karne ki zarorat nahi...baas ek baar saache dil se apne aap se poochiye...aap ko Veera na pasand kiun hain...is main sach main usa kitna dosh hain aur kitna...

Bans: Baldev...tujhe puri duniya main sirf yah Veera mili thi...pyaar karne ke liye...hai rabba...mere saare armaan to chur chur ho gaye...

B: Beeji...Nihal chachu sahi keh rahe hain beeji...baas ek bar khood se puncho keya Veera it ni boori hain ...

[Gunjan came running in, with Ranvee following her]

G: Papaji, Veerji...Beeji...[she hugs Balwant]...

Bal: Gunjan puttar...Ranvee puttar tum log inhaan...

G: Aaj ke din aap sab se door kaisey rehti...bari muskil se show walon ko manaya hain Ranvee neh baas do din ke liye aye hain hum log...[both Ranvee and Gujan executes holi rituals after a while...]

R: ranvee woh...samdhiji...Baldev ke liye Veera ka hath maang rahe they...

Bal : Haan puttar...tu veera ka Veer hi nahi...uski Maa bhi hain toh main tujh se apne puttar ke liye teri beti ka haat mangta hoon...

Ran: Tayaji...Beeji yeh ki ke raho aap log...Veera aur Baldev...maafi chahta hoon tayaji ...par mainu yeh rista manzoor nahi...

R: puttar...Vera aur Baldev ek dujhe se pyaar karte hain...

Ran: keya...[He walks up to Veera...] Veera ...yeh beeji key keh rahi hain...

V: [with her head lowered] Veerji...yeh ...such hain...

Ran: yeh nahi ho sakta Veera...yeh tera behm hain...tu kabhi Baldev se pyaar kar nahi sakti...

R: Ranvee meri gal soon puttar...

Ran: Mainu kuch nahi sunna...hain beeji...Veera...maine tujhe har baat ke azadi di thi...lekin kabhi nahi socha tha tu is tarah apne veerji ka bharosa tor degi...

V: Veerji...maine Baldev se pyaar kiya hain...

Ran: aacha...pyaar kiya hain...toh punch issey...keya yeh woh karne ke liye taiyaar hain jo main kahoonga...

B: Ranvee, Veera meri zindagi hain...tu baas ek baar bata to sahi mainu key karna hoga teri manzoori pane ke liye...rabji ki kasam teri manzoori ke bina...hum ek kadam bhi agey nahi barenge...main apni har kami ko puri karne ke liye jaan jaga dunga...bass tu mujh se meri zindegi maat chin...main jeeteji maar jaunga yaar...

V: Haan veerji...Baldev ke bina main bhi nahi ji paungi...aapne to hamesha sirf meri khusi chaha hain Veerji...

Ran: Pakka ...wahi karega jo main kahoonga...

B: Tu baas keh de Ranvee...

Ran: To ek sarif munde ki tarah...mujhe meri beti ka haath maang...yeh baat mainu tere muh se sunna hain Baldev...tayaji...ya phir meri beeji se nahi...[He smiles...every body was shcoked]

B: RaaanVeee...[He tries to hug him...]

Ran: Naaa...pehle mujh se Veera ka hath maang...

B: Ranvijay ji...main aapki behen... mera matlab aap ki beti Veera se boht pyaar karta hoon...Please mujhe apne beti ha haath de dijiye...[ Ranvee hug VeeBa]

Ran: Kaal raat jab Nihaal chachu ne mujhe phone kar ke sab kuch bataya toh main hairan ho gaya...lekin sari raat sochne ke baad ...mujhe yeh laga ke agar mainey manzoori nahi di toh woh meri sabse bari galti hogi...Baldev maine dekha hain kis tarah tune din raat mehnat kiya hain krishi vidyalay aur Poly house ke waste...humare paas to phir bhi ek wajah thi...aapne papaji ka sapna pura karna tha...lekin tune sirf aur sirf Veera ke liye sab kuch kiya hain...na koye munda tujh se zayada pyaar de sakta hain aur nahi koyee tujhse zayada kush rakh sakta hain meri Veerkadi ko...[he moves to Bansuri]...taiji...main janta hoon har maa-baap ke man main apne baccho ke saadi ko leke bohot saare armaan hote hain...lekin jodiyaan to rabji bante hain na...meri binti hain aap se...purani batoon ko bhoolkar baas ek bar sacchey dil se is ristey ko ek mouka dijiye...hum sab log bohot khoosh rahengey...

Bans: to phir kehe inse  ke aake mere paao chuyee aur mera ashir baad lain...[VeeBa touches her feet and take her blessings]...tu is gatal faimy main maat rehna Veera ke main sab kooch bhool gaoongi, yah badal jaoongi...aab aayi tu meri muthi main...ab main tenu bataungi saas keya hoti hain..[she hugs her]...sayad Sarpanchji thik kehte hain...mere Baldev ko tere bina koye aur kudi sambhal nahi sakti...[VeeBa moves to all elders and take their blessings, finally they move to Nihal]

N: aab age se ladoge to apne zemmedari paar...main nahi parnewala pati-patni ke bich main...[he hugs VeeBa]

[One month later, Veera was sitting on a well decorated bed... dressed in a red lahenga, with a thin vale covering her face...Baldev enters the room dressed in a white sherwani and a red pajama having a red pagri on his head...he waits near the door]

V: Oye...uthhey ki kar raha hain...jaldi aake mera ghunghat utha na...by god Baldev... garmi ke maare meri jaan nikli ja rahi hain...[Baldev remains unmoved] Oye sun bhi raha hain...

B: Sabr kar...[he makes her wait for almost 5 mins]

V: dekh Baldev...meri sarafat ka faidya maat utha...jaldi aa nahi to main...[she starts to pull up her vale..then stops]...oye tu ki kar raha hain...aa na ...[Baldev closes the door and moves toward the other side of the room]...oye behkoof...main ithhey hoon...dikh nahi raha hain ki tenu...[Baldev took off his pagri and placed it on the table, then slowly came to the bed and sat there]...Baldev...mainu garmi ho rahi hain...[he didn't react...Veera grabbed his coller...] dekh oye...agar tune...

B: Aare kaisy biwi hain tu...suhag raat ke din apne pati ka garbaan pakar rahi hain...wiase bachpan se pata tha ki tu besaram hain lekin yeh nahi pata tha ke tu aapne suhag raat ke liye itni utawli hogi...

V: dekh Baldev...mainu...[He puts his finger on her lips under the vale...Veera leaved his coller...Baldev slowly pulls up her vale and they shared an eyelock...after a while...] oye aise keya dekh raha hain...pehli baar dekh raha hain keya mainu...

B: Haan... is halat main to pehli baar hi dekh raha hoon...[she had almost started to take off her jewellaries...then remembered the customs]

V:Oye...aab utaar na mere gehno ko...By god kitne bhari hain yeh...ek to yeh bahri lagenga...upar se yeh gehney...

B: Veera mainu kuch kaam yaad aa gaya...main baas abhi ata hoon...[ he starts to leave...Veera pulls his hand...baldev falls on the bed and she rolls over him]

V: wiase Baldev mainu bhi ek bohot hi zarrori kaam hain...[She cups his face and kisses his lips...Baldev could no longer resist ... she streaches his hand and switches off the lights...]
Posted: 9 years ago
I wish i could say to you feck that go in bdp house as a writer,but i dont want to waste your talent. :-)
Posted: 9 years ago
super se upar hai!!!!! the best part of all!please continue...loved it to the core...dyeing to read it!!!!excellent work...keep it up!!
Posted: 9 years ago
supperrrbb... continue soon😆
Posted: 9 years ago
Lol, this was awesome.

Loved the last bit about the suhaag raat, I can actually imagine veera and baldev having this sort of interaction.

is this the last chapter or are you gonna treat us to a 'morning after' chapter

Related Topics

No Related topics found

Topic Info

14 Participants 35 Replies 7294Views

Topic started by feck

Last replied by Nikki36

loader
loader
up-open TOP