Ye sanki bada maa bhakat ban raha hai. Dil me to Tara ko apna banane ke armaan uchale ja rahe hai. Tabhi to tara ko dekh ke aahe bhar raha tha. Kamina i hope jis maa ke name pe ye tara ko sia banane pe majboor kar raha hai wahi maa use khich ke tamacha maare.
Tara aah 'jo wada kiya wo nibhana padega' kyu nibhana padega? Ho gaya na operation, aa gayi memory MJ ki. Ab jab wo aaye to uske sath chali ja. Kya kar lega sanki. Uski maa ko such kyu nahi bata deti.
Pari cutee uska dream to hum bhi dekhte hai but cvs to pata nahi kya soch rahe hai. Ek to emotional epi uper se fbs dikha dikha ke hume rulane me lage hai. Hum new scenes maang rahe hai or cvs fbs se kaam chala rahe hai. Or tara ko bus apni SR ke fbs kyu aate hai? Itna hi maan hai to MJ ke sath kahi ja ke SR kyu nahi mana leti? Hum bhi khush ho jayenge.
comment:
p_commentcount