Twitter trenders...14750 tweets. #3 - Page 47

Posted: 9 years ago
Originally posted by always_a_TV_fan


Haaye ... pareshan Ishita... hum toh uljhan mein phasi Ishita ko bada hi like karte hain Jaya ji
and Toshiji aur Mrs Iyer kitni acchhi saheliyaan hai... wah wah...

Ishita ke man mein yeh gaana chal raha tha...

Milne hai mujh se aayi
Phir jaane kyun tanhaayi
Kis mod pe hai laayi aashiqui
Kahi dekha hain itna pyar do samdhan ke beech πŸ˜³
Kabhi samdhan kabhi saheli 
Posted: 9 years ago
purple color ke liye work toh karna hi padega.
Posted: 9 years ago
Originally posted by always_a_TV_fan



Shukriya Madhu ji... 'Unko' poochti hoon jab mood theek rahega unka tab... woh sikhaa denge humein ki kaise karte hain...

aap jaisi saheliyan nahin hoti toh mera kya hota 
@bold ye to humara soubhagya he...
Aur ye apke "unki" problm kya he? Agar humara shw 11pm pe hota to tips wahi se milta. "unko" manane ke 100 tarikey.
: 1) mummy se kehkar shower bandh karwa do. Vl get to shower with "wo"
2) wear small size western dress. "wo" checking out 360 degree angle.
3) curtain pulling u falling "wo" falling with u and balm bhi lagaying
4)jumping up n dwn with remote aftr challenging his chromosomes (read mardaangi). "wo" coming after u and holding frm back.
5) teasing hubby by wearing backless western dress in family prty. "unka" zip apne ap opening πŸ˜³ and later takin u to rain dance and attempt to lip-lock!!

ab batao 19:30 slot me "wo" kya krte he? xcept for staring at u b4 goin fr presentatn 

Edited by madhubala123 - 9 years ago
Posted: 9 years ago
1900
aaj ke liye bas itna hi .
bye 
Posted: 9 years ago
haaye Madhuji, aap to bahut hi experienced ho in sab maamlon mein... acchha hua main raat ko 11 baje yeh show nahin dekhti thi... nahin to khade khade coma mein chali jaati 


Posted: 9 years ago
Originally posted by ...EhSaas...


Kahi dekha hain itna pyar do samdhan ke beech πŸ˜³
Kabhi samdhan kabhi saheli 

TRP Aunty self talk ::: Haaye Kabhi Samdhan Kabhi Saheli... TV show ke liye kitna acchha concept hain, na? Ekta ji ko turanth chitti likhti hoon 
Posted: 9 years ago
Ishita was in her bedroom thinking about Amma and toshiji word that she must take decision in one episode. Aise kaise bol sakte hai yeh log meri puri life ka sawal hain aur ek episode me kaise lu. Me raman thodi na hu jo one liner me kaam karlu. raman aap kyu chale gaye please wapas aa jao. subbu se shadi means naya ghar Naye rishte aur saree track bhi repeat ho jayege aur mujhe firse mahanata ka kaam karna padega. wohi misunderstanding aur family ko bachana hia lekin ek positive point hain ke subbu ki bahen nahi hain lekin subbu ki maa jo humesha taunt marti hai. subbu se shadi karna matlab ishita se ishu bahu ban jaugi jo humesha ji Maji karti rahegi aur kya pata subbu ki bahen ya bhai kahi se aa jaye aur Unko problem se bachana padega aur firse sab lecture sunanw padega. mummyji fir bhi acchi hai Lekin subbu ki maa to mujhe sach me 1950 ki heroine bana degi. hey bhagwan main kya karu ek taraf yeh problems aur dusari taraf show ki trp. please mujhe koi rasta dikhao. raman I am missing u. she close her eyes and finally took decision. main tv soap ki lead hu specially prime time ki jo kabhi bhi apne bare me nahi sochti aur mujhe show ki trp ke liye yeh qurbaani deni hogi. pata nahi trp auntie ki problem kya hain jab khush hoti hu tab bhi problem aur jab dukhi hoti hu tab bhi problem 
 

Posted: 9 years ago
Priya I did too much spamming alone in cc by posting pic and quote 
Posted: 9 years ago
Originally posted by always_a_TV_fan


haaye Madhuji, aap to bahut hi experienced ho in sab maamlon mein... acchha hua main raat ko 11 baje yeh show nahin dekhti thi... nahin to khade khade coma mein chali jaati 


arey ek scene bataungi to apka kya hoga phir, "unke" saamne bethke blouse pehente hue uska hook stitch kro "unka" control chala jaata he...😳

Me to single hu phir bhi show dekh ke ye sab seekh rhi hu apna future "romantic" banane ke liye  β˜ΊοΈ

Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
Twitter/Insta Thread #5- All Social Media Stuff Here

pencil Vickat_4evr   stackexchange 630   eye 120330

Vickat_4evr 630 120330 4 months ago minakrish

Topic Info

25 Participants 1143 Replies 29939Views

Topic started by -kri-

Last replied by madhubala123

loader
loader
up-open TOP