Well,
thought of sharing my all-time favorite Hindi movie shers with you all!!
Enjoy!!
Tere dil mein meri sanson ko panah mil jaye
Tere ishq mein meri jaan fanaah ho jaye ---- Fanaah
Chaahe Jo Tumhe Poore Dil Se
Milta Hai Woh Mushkil Se
Aisa Jo Koi Kahin Hai
Bas Vahi Sabse Hasin Hai
Us Haath Ko Tum Thaam Lo
Woh Meherbaan Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan
Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama
Kal Ho Na Ho --- Kal ho na ho
Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saathTum magar andheron mein na chhodna mera haathHo chaandni jab tak raat deta hai har koi saathTum magar andheron mein na chhodna mera haath --- Jurm (old)
Tum itna joh
muskura rahe ho
Kya gham hai
jis ko chupa rahe ho --- Jagjit Singh
rahe koee sau paradon me, dare sharam senajar ajee laakh churaye, koee sanam seaa hee jaataa hain jis pe, dil aanaa hotaa hain ----- Kati Patang
Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonkeKoi sarhad na inhein rokePanchhi nadiyaan pazwan ke jhonkeKoi sarhad na inhein rokeSarhad insaanon ke liye haiSocho tum aur maine kya paayaInsaan hoke ----- Refugee
Tu jo nahin hai
toh kuch bhi nahin hai
Yeh mana ke
mehfil jawan hai haseen hai --- Woh Lamhe
Mera dil bhi
kitna paagal hai
Yeh pyar jo tum
se karta hai
Par samne jab
tum aate ho
Kuch bhi kehene
se darta hai ---- Saajan
Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkarMeri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkarKiska chehraKiska chehra ab main dekhoon Tera chehra dekhkarMeri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar -- Tarkieb
Tum the ke thi koyi ujli kiranTum the ya koyi kali muskaayi thi Tum the ya tha sapnon ka tha saawanTum the ke khushiyon ki ghata chhaayi thi Tum the ke tha koyi phool khila Tum the ya mila tha mujhe naya jahaan Do pal ruka khwaabon ka kaarvaanAur phir chal diye tum kahaan ham kahaan Do pal ki thi, ye dilon ki daastaanAur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan Aur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan ---- Veer Zaara
Ajeeb
daastaan hai yeh
Kahaan shuruu kahaan khatam
Yeh manzilein hai kaun sii
Na woh samajh sake na hum ---- Dil Apna
Aur Preet Parai
Unhein
lagta hai keh hamain aadat hai muskurane ki
Who
bewafa yeh bhi na jane yeh ada hai gham chupane ki -- Barsaat (new)
Tujhe
dekha toh yeh jana sanam
Pyar
hota hai deewana sanam
Ab
yahan se kahan jaye hum
Teri
bahon mein mar jayein hum ---- Dilwale
dulhaniya le jayenge
ujhe dekh dekh sona tujhe dekh kar hain jagnamaine yeh zindagani sang tere bitaanitujhmein basi hain meri jaan haai(jiya dhadak dhadak jaayen) ---- Kalyug
Love,
Naina