Music Corner

~Lyrics Mania~ (NO COMMENTS) - Page 2

*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aab Ke Baras (2002)

-------Aaya Maahi------

--MALE--
Aawaara dil, dil aawaara
Mujhko tere ishq ne maara

--CHORUS--
Aaya maahi, aaya maahi, aaya maahi - 2
Aaya maahi, aaya maahi, aaya maahi - 2

--MALE--
Aave maahi maahi maahi
Aaja sajna sajna sajna
Aaja aaja aaja aaja maahi maahi maahi maahi

--FEMALE 1--
Aaya maahi
Aaya maahi aaya maahi aaya
Aaya maahi aaya ishq ki gali mein, ho
Aaya maine ishq ko paaya
Ishq ko paaya ishq ki gali mein, ho
Aaya maahi aaya maahi aaya
Aaya maahi aaya ishq ki gali mein, ho

--MALE--
Aave maahi, aave maahi

--CHORUS--
Aaya maahi, aaya maahi, aaya maahi - 2

--FEMALE 1--
Maine pukaara tujhe bheegi barsaat mein
Choodi bhi khanke meri saawan ki raat mein

--MALE--
Band aankhon se tera deedaar kiya
Maine bhi to tera intezaar kiya

--FEMALE 2--
Oh, teri baaton pe maahi mujhe aitbaar hai
Tujhse milne ko jiya mera beqaraar hai

--MALE--
Aave maahi maahi aaja
Aaja sajna sajna aaja

--FEMALE 1--
Rog maine
Rog maine dil ka lagaaya
Dil ka lagaaya ishq ki gali mein, ho
Aaya maahi aaya maahi aaya
Aaya maahi aaya ishq ki gali mein, ho

--MALE--
Aave maahi

--CHORUS--
Aaya maahi, aaya maahi, aaya maahi - 2

--FEMALE 2--
Bindiya nigodi chhede mujhko kal shaam se
Chunari mahekti jaaye tere hi naam se

--CHORUS--
Aaya maahi, aaya maahi, aaya maahi

--MALE--
Tujhe baahon mein bharke main pyaar karoon
Jaan tujhpe main jaan bhi nisaar karoon

--FEMALE 1--
Dil tera dole dole kitne aaraam se
Jaadu chalaane waale gaye hum kaam se

--MALE--
Aaja maahi maahi aaja
Aaja sajna sajna aaja

--FEMALE 1--
Dard-e-dil
Dard-e-dil dilbar se chhupaaya
Dilbar se chhupaaya ishq ki gali mein, ho
Aaya maahi aaya maahi aaya
Aaya maahi aaya ishq ki gali mein, ho
Paaya maine ishq ko paaya
Ishq ko paaya ishq ki gali mein, ho

--MALE--
Aave maahi tu naaraaz kyoon hove
Tere lakh ehsaan mane sau
Onda dekhke teva sajde
Tere baj baj kadm choome sau

--CHORUS--
Aaya maahi, aaya maahi, aaya maahi - 2


--------Deewane Aate Jate-------

Ab Ke Baras Tadpe Hai Dil
Ab Ke Baras Hogi Mohabbat
Ab Ke Baras
Deewaane Aate Jaate Haste Gaate
Dhoond Rahe Hain Manzil Pyaar Ki
Ab Ke Baras Ab Ke Baras Ab Ke Baras
Ab To Jeene Marne Ki Chaahat Hai Baahon Mein Yaar Ki
Ab Ke Baras Ab Ke Baras Ab Ke Baras
Deewaane Aate Jaate Haste Gaate
Dhoond Rahe Hain Manzil Pyaar Ki
Ab Ke Baras Ab Ke Baras Ab Ke Baras
Ab To Jeene Marne Ki Chaahat Hai Baahon Mein Yaar Ki
Ab Ke Baras Ab Ke Baras Ab Ke Baras
Sun Oh Piya Kya Keh Diya Dhadke Jiya
Kehna Mera Maane Na Maane Na
Pehle Kabhi Haal Aisa Nahin Tha
Hua Kya Yeh Ab Ke Baras
Hua Kya Yeh Ab Ke Baras
Deewaane Aate Jaate Haste Gaate
Dhoond Rahe Hain Manzil Pyaar Ki
Ab Ke Baras Ab Ke Baras
Ab To Jeene Marne Ki Chaahat Hai Baahon Mein Yaar Ki
Ab Ke Baras Ab Ke Baras

Sharo Se Dhoor Parbat Ke Peeche
Beato Chalo Gehne Pado Ke Neeche
Andekhi Anjaani Si Fiza Hai
Bas Ek Hum Hai Duji Hawa Hain
Dooriya Kis Liye Darr Lage Is Liye
Kya Kaha Aji Kuch Nahi Phir Kaho Baba Nahin
Aisi Bhi Kya Baat Hai
Deewaane Aate Jaate Haste Gaate
Dhoond Rahe Hain Manzil Pyaar Ki
Ab Ke Baras Ab Ke Baras
Ab To Jeene Marne Ki Chaahat Hai Baahon Mein Yaar Ki
Ab Ke Baras Ab Ke Baras

Tune Mujhe Aisi Nazron Se Dekha
Sharma Gayi Meri Kaajal Ki Rekha
Yun Muskura Ke Palke Jhukana
Sikha Kahan Se Yun Dil Churana
Chodiye Kyon Bhala Jaayiye Na Jala
Bekhabar Ho Gaye Hum Kahan Kho Gaye
Kaisi Mulakat Hai
Deewaane Aate Jaate Haste Gaate
Dhoond Rahe Hain Manzil Pyaar Ki
Ab Ke Baras Ab Ke Baras
Ab To Jeene Marne Ki Chaahat Hai Baahon Mein Yaar Ki
Ab Ke Baras Ab Ke Baras
Sun Oh Piya Kya Keh Diya Dhadke Jiya
Kehna Mera Maane Na Maane Na
Pehle Kabhi Haal Aisa Nahin Tha
Hua Kya Yeh Ab Ke Baras
Hua Kya Yeh Ab Ke Baras


-----Hoga Hoga---

Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga
Koyi To Dil Dil Dene Wala Hoga
Koyi To Dil Dil Lene Wala Hoga
Nazre Mila Ke Baahon Mein Aake
Pyaar Karne Wala Hoga Oh Yeh
Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga
Koyi To Dil Dil Dene Wala Hoga
Koyi To Dil Dil Lene Wala Hoga
Nazre Mila Ke Baahon Mein Aake
Pyaar Karne Wala Hoga Oh Yeh
Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga
Koyi To Dil Dil Dene Wala Hoga

Kyon Na Jaane Kaise Ban Jaata Hai Koyi Deewana
Do Nigaahen Jab Mile Ho Jaaye Shuru Fasana
Khayalon Mein Koyi Chehra Rehta Hoga
Akele Mein Koyi To Kuch Kehta Hoga
Aao Ji Aao Paas To Aao Aise Na Zamano Se Darro
Jaao Ji Jaao Yun Na Satao Aisi Wasi Baatein Na Karo
Jaane Tamanna Aisi Ada Pe Koyi Marne Wala Hoga Oh Yeh
Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga
Koyi To Dil Dil Dene Wala Hoga

Kya Suhani Hai Gadi Baharon Ka Sama Jawan Hai
Aag Seene Mein Lagi To Sab Se Utha Dua Hai
Oh Jaane Jaan Jaga Hai Kyon Dard Zara Sa
Main Jaanu Na Yeh Mausam Hai Pyaasa Pyaasa
Tauba Tauba Jaane Kya Hoga Dekha Tujhe Main Tadpa
Shola Sa Bhadka Koyi Jo Tadpa Aane Laga Mujhko Maza
Koyi To Aashiq Rahe Wafa Mein Had Se Guzarne Wala Hoga
Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga
Koyi To Dil Dil Dene Wala Hoga
Koyi To Dil Dil Dene Wala Hoga
Nazre Mila Ke Baahon Mein Aake
Pyaar Karne Wala Hoga Oh Yeh
Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga
Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga
Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga Hoga


--------Main Pyar Mein Hoon-------

Badal Garja Bijli Chamki Baras Baras Barsaat Huvi
Par Aise Na Sulgi Saasein Ab Ke Baras Kya Baat Huvi
Main Pyaar Mein Hoon Mujhe Pyaar Ho Gaya
Main Pyaar Mein Hoon Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mera Dil Mera Nahin Mera Dil Kho Gaya
Teri Aankhon Ki Neend Banke Teri Aankhon Ki Neend Banke
Teri Aankhon Mein So Gaya
Main Pyaar Mein Hoon Mujhe Pyaar Ho Gaya
Main Pyaar Mein Hoon Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mera Dil Mera Nahin Mera Dil Kho Gaya
Teri Aankhon Ki Neend Banke Teri Aankhon Ki Neend Banke
Teri Aankhon Mein So Gaya
Main Pyaar Mein Hoon Mujhe Pyaar Ho Gaya

Ek Tere Siwa Kuch Dikhaai Na De
Dhadkano Ke Siwa Kuch Sunaai Na De
Yeh To Asar Hai Deewangi Ka Aaya Hai Mausam Yeh Aashiqi Ka
Palkon Mein Rakh Le Sapna Bana Ke Le Ja Mujhe Tu Mujhse Chura Ke
Gori Si Baahon Mein Khushboo Ki Raahon Mein Jaane Kahan Kho Gaya
Main Pyaar Mein Hoon Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mera Dil Mera Nahin Mera Dil Kho Gaya

Tut Ke Chub Gaya Koyi Sheesha Kahin
Dard Hota Kahan Kuch Pata Bhi Nahin
Jaane Tamanna Jaane Na Jisko Dard-E-Mohabbat Kehte Hai Isko
Is Dard Mein Bhi Aaram Aaye Koyi Kissi Ko Kaise Bataye
Aisa Hai Waisa Hai Jaado Yeh Kaisa Hai Seene Se Mujhko Laga
Main Pyaar Mein Hoon Mujhe Pyaar Ho Gaya
Mera Dil Mera Nahin Mera Dil Kho Gaya
Teri Aankhon Ki Neend Banke Teri Aankhon Ki Neend Banke
Teri Aankhon Mein So Gaya


-------Mujhe Rabb Se Pyaar------

Rabba Rabba Rabba Rabba Mujhe Raba Se Pyaar Tha Rabb Se Pyaar Hai Rabb Se Pyaar Rahega
Mujhe Raba Se Pyaar Tha Rabb Se Pyaar Hai Rabb Se Pyaar Rahega
Lekin Dilbar Ban Ke Lahu Meri Rag Rag Mein Bahega
Rabb Rabb Rabb Zubaan Bole Par Mehboob Ke Naam Pe Dil Kyon Dole
Rabb Rabb Rabb Zubaan Bole Par Mehboob Ke Naam Pe Dil Kyon Dole
Mujhe Raba Se Pyaar Tha Rabb Se Pyaar Hai Rabb Se Pyaar Rahega
Mujhe Raba Se Pyaar Tha Rabb Se Pyaar Hai Rabb Se Pyaar Rahega
Lekin Dilbar Ban Ke Lahu Meri Rag Rag Mein Bahega
Rabb Rabb Rabb Zubaan Bole Par Mehboob Ke Naam Pe Dil Kyon Dole
Rabb Rabb Rabb Zubaan Bole Par Mehboob Ke Naam Pe Dil Kyon Dole
Maaf Kare Maaf Kare Rabb Rabb Rabb Rabb Maaf Kare
Maaf Kare Maaf Kare Rabb Rabb Rabb Rabb Maaf Kare

Aaja Savariya Raste Pe Nayan Hain
Sake Bhi Choda Haye Kitne Bechain Hai
Dard-E-Mohabbat Dard-E-Judaai
Saaya Bhi Saath Na De Aisi Hai Tanhaayi
Mera Khawab Hai Woh Arman Hai Woh
Mera Khawab Hai Woh Arman Hai Woh
Meri Dhadkan Hai Meri Jaan Hai Woh
Mera Khawab Hai Woh Arman Hai Woh
Meri Dhadkan Hai Meri Jaan Hai Woh
Mujhe Intezar Tha Intezar Hai Intezar Rahega
Mujhe Raba Se Pyaar Tha Rabb Se Pyaar Hai Rabb Se Pyaar Rahega
Lekin Dilbar Ban Ke Lahu Meri Rag Rag Mein Bahega
Rabb Rabb Rabb Zubaan Bole Par Mehboob Ke Naam Pe Dil Kyon Dole
Lekin Dilbar Ban Ke Lahu Meri Rag Rag Mein Bahega
Rabb Rabb Rabb Zubaan Bole Par Mehboob Ke Naam Pe Dil Kyon Dole
Maaf Kare Maaf Kare Rabb Rabb Rabb Rabb Maaf Kare
Maaf Kare Maaf Kare Rabb Rabb Rabb Rabb Maaf Kare

Aawargi Ka Aalam Na Poocho Zindagi Behaal Kaisi
Zinda Hum Kaise Na Poocho
Sadiyon Ugo Ko Ek Pal Main Ji Le Koyi Zaher De Hum Huske Pi Le
Sajda Jo Karoon Woh Yaad Aaye Sajda Jo Karoon Woh Yaad Aaye
Har Lamhe Par Fariyaad Aaye
Sajda Jo Karoon Woh Yaad Aaye Sajda Jo Karoon Woh Yaad Aaye
Jo Ishq Ke Galiyon Se Guzra Woh Sau Sau Bar Kahega
Mujhe Rabb Se Pyaar Tha Rabb Se Pyaar Hai Rabb Se Pyaar Rahega
Lekin Dilbar Ban Ke Lahu Meri Rag Rag Mein Bahega
Rabb Rabb Rabb Zubaan Bole Par Mehboob Ke Naam Pe Dil Kyon Dole
Rabb Rabb Rabb Zubaan Bole Par Mehboob Ke Naam Pe Dil Kyon Dole
Rabb Rabb Rabb Zubaan Bole Par Mehboob Ke Naam Pe Dil Kyon Dole
Rabb Rabb Rabb Zubaan Bole Par Mehboob Ke Naam Pe Dil Kyon Dole
Rabb Rabb Rabb Zubaan Bole Par Mehboob Ke Naam Pe Dil Kyon Dole
Rabb Rabb Rabb Zuban Bole Par Mehboob Ke Naam Pe Dil Kyon Dole

Created

Last reply

Replies

107

Views

123546

Users

36

Likes

23

Frequent Posters

*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aaina (1993)

-----Banno Ki Aayegi Baraat----

Meri Banno Ki Aayegi Baraat,
Ke dhol bajao ji,
Meri Laa-do ki Aayegi Baraat,
Ke dhol bajao ji,

Aaaj nachungi main, sari raat,
Ke dhol Bajao ji,

Meri Banno Ki Aaayegi Baraat,
Ke dhol Bajao ji,
Meri Laa-do ki aayegi baraat,
Ke dhol bajao ji,

Sajna ke ghar tu jayegi, yaad hume teri aayegi,
Sajna ke ghar tu jayegi, yaad hume teri aayegi,
Jah ke piya ke des mein na humko bulana,
Aankh babul teri kyon bar aayei, betia to hoti hai parayi,
Aankh babul teri kyon bar aayei, betia to hoti hai parayi,

Ab rahegi yeh sayian ji ke saath ke dhol bajao ji,
Meri banno ki aayegi baraat, ke dhol bajao ji,
Meri laa-do ki aayegi baraat, ke dhol bajao ji,

Gajra kila hai balo mein, surki lagi hai galon pe,
Gajra kila hai balo mein, surki lagi hai galon pe,
Bindiya chamakti maate pe, naino mein kajra,
Saja hai tan pe ghena, lagi kya khoob tu behna,
Kili hoton pe laali,
Saji kano mein bali,
Lagi mendhi dulhania ke haat, ke dhol bajao ji,
Meri banno ki aayegi baraat, ke dhol bajao ji,
Meri laa-do ki aayegi baraat, ke dhol bajao ji,

Lelo balayeh teri sabi, dhedo tujhe main apni khushi,
Lelo balayeh teri sabi, dhedo tujhe main apni khushi,
Maang dua main rab se yehi, tu khush rahe,
Koi chaahat rahe na adoori, teri saari tamana ho puri,
Maine kehdi mere dil ki baat...

Meri Banno Ki Aayegi Baraat,
Ke dhol bajao ji,
Meri Laa-do ki Aayegi Baraat,
Ke dhol bajao ji,

Aaaj nachungi main, sari raat,
Ke dhol Bajao ji,

Meri Banno Ki Aaayegi Baraat,
Ke dhol Bajao ji,
Meri Laa-do ki aayegi baraat,
Ke dhol bajao ji,


-----Yeh Raat----------

Yeh raat khushnaseeb hai, jo apne chaand ko
Kaleje se lagaaye so rahi hai
Yahan to gam ki sej par, hamaari aarzoo
Akeli munh chhupaaye ro rahi hai
Yeh raat khushnaseeb hai, jo apne chaand ko
Kaleje se lagaaye so rahi hai

Saathi maine paake tujhe khoya, kaisa hai yeh apna naseeb, oh
Tujhse bichhad gayi main to, yaadein teri hain mere kareeb, oh
Tu meri vafaaon mein, tu meri sadaaon mein
Tu meri duaaon mein
Yeh raat khushnaseeb hai, jo apne chaand ko
Kaleje se lagaaye so rahi hai

Kat ti nahin hain meri raatein, kat te nahin hain mere din, oh
Mere saare sapne adhoore, zindagi adhuri tere bin, oh
Khwaabon mein, nigaahon mein, pyaar ki panaahon mein
Aa chhupa le baahon mein
Yeh raat khushnaseeb hai, jo apne chaand ko
Kaleje se lagaaye so rahi hai
Yahan to gam ki sej par, hamaari aarzoo
Akeli munh chhupaaye ro rahi hai

*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aakhir Kyon (1985)

------Dushman Na Kare Dost----

dushman naa kare dost ne wo kaam kiyaa hai
umar bhar kaa gam humei inaam diyaa hai

toofaan mein hum ko chhod ke saahil pe aa gaye
naakhudaa kaa hum ne inhe naam diyaa hai

pahale to hosh chhin liye julma-o-sitam se
diwaanagee kaa fir humei iljaam diyaa hai

apane hee giraate hain nasheman pe bijaliyaan
gairo ne aa ke fir bhee use thaam diyaa hai



-------Ek Andhera Lakh Sitare-----

ek andheraa laakh sitaare, ek niraashaa laakh sahaare
sabase badee saugaat hain jeewan naadaan hain jo jeewan se haare

duniyaa kee ye bagiyaa ayesee jitane kaante, fool bhee utane
daaman mein khud aa jaayenge, jinakee taraf too haath pasaare

beete huye kal kee khaatir, too aanewaalaa kal mat khonaa
jaane kaun kahaa se aa kar, raahe teree fir se sawaare

dukh se agar pahachaan n ho to kaisaa sukh kaisee khushiyaan
tufaano se ladakar hee to lagate hain saahil itane pyaare


------Shaam Hui-------

shaam huyee chadh aayee re badareeyaa
abahoo n aaye, more shaam saanwariyaa

anachhuye honthh mere, khoye khoye nain mere
gunjate hai paranon mein, madhur madhur bol tere
meree saath bain kare, moree atareeyaa

solaa baras beete, geen geen ratiyaan
pee ke milan chalee, sang kee sakhiyaan
ab to le lo piyaa, aage khabareeyaa


*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aan (2004)

-------Dil Se Dilbar------

dil se dilbar - 2 dilbar se dildaar ho gaya
dil se dilbar dilbar se dildaar ho gaya - 2
dheere dheere hote hote pyar ho gaya - 2
hamko pyar ho gaya - 2
pehli baar ho gaya
hamko pyar ho gaya

dil se dilbar dilbar se dildaar ho gaya - 2
dheere dheere hote hote pyar ho gaya - 2
hamko pyar ho gaya - 2
pehli baar ho gaya
hamko pyar ho gaya
pyar ho gaya - 2

iss kadar ishq mein bekaraari badhi
durri seh na sake ek pal ek ghadi
rafta rafta sanam paas aate rahe
nazron se ruh mein ham samate gaye
nazron se ruh mein ham samate gaye
saath saath - 2 jeene ka ikraar ho gaya
saath saath jeene ka ikraar ho gaya - 2
dheere dheere hote hote pyar ho gaya - 2
hamko pyar ho gaya - 2
pehli baar ho gaya
hamko pyar ho gaya
pyar ho gaya - 2

aaisa mujhpe huaan chahaton ka asar
sirf chehra tera dhundhe meri nazar
har jagah ab teri yaad aane lagi
bin tere jaaneman jaan jaane lagi
bin tere jaaneman jaan jaane lagi
tanha tanha - 2 jeena ab dushwaar ho gaya
tanha tanha jeena ab dushwaar ho gaya
dheere dheere hote hote pyar ho gaya - 2
hamko pyar ho gaya - 2
pehli baar ho gaya
hamko pyar ho gaya
pyar ho gaya - 2


-----Hamare Baad----


Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Badi mushkil hai chaahat ki sabhi rasmein sabhi kasmein

Badi mushkil hai chaahat ki sabhi rasmein sabhi kasmein (2x)

Kareinge pyaar sab lekin nibhaane kaun aayega

Kareinge pyaar sab lekin nibhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Kahin majbooriyan hongi, kahin tanhaaiyaan hongi

Kahin majbooriyan hongi, kahin tanhaaiyaan hongi (2x)

Tumhe har mod pe rasta dikhaane kaun aayega

Tumhe har mod pe rasta dikhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Zaroorat har kisi ko hogi, teri meherbaani ki

Zaroorat har kisi ko hogi, teri meherbaani ki (2x)

Sitam seh kar tumhe apna banane kaun aayega

Sitam seh kar tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega


--------Hum Aapse-------

Male :
hamein aapse shikaayat - 2
naa hui naa hai naa hogi
kisi aur se mohabbat - 2
naa hui naa hai naa hogi
Female :
hamein aapse shikaayat
naa hui naa hai naa hogi
kisi aur se mohabbat
naa hui naa hai naa hogi

Male :
yeh din yeh mahine gujarte rahenge
yeh lamhe yeh pal bhi bikharte rahenge
Female :
magar pyar dilse kabhi kam na hoga
kabhi bhi judaai ka mausam na hoga - 2
kisi aur se yeh chaahat - 2
naa hui naa hai naa hogi
Male :
kisi aur se mohabbat
naa hui naa hai naa hogi

Female :
khayaalon ki duniya basa ke rakhungi
tumhen dhadkanon mein chhupake rakhungi
Male :
deewana banati hai hasrat tumhari
meri zindahi hai yeh surat tumhari - 2
kisi aur ki jaroorat - 2
naa hui naa hai naa hogi
Female :
hamein aapse shikaayat
naa hui naa hai naa hogi
Male :
kisi aur se mohabbat
naa hui naa hai naa hogi



-----Jab Tak Rahengay-------

jab tak rahega seene mein dil
sirf tumhe hi chahunga - 2
jab tak rahegi meri aankhen
sirf tumhe hi dekhunga - 2
yeh mere ishq ki imtehaan dekh lo
dekhu jahaan tum wahaan
jab tak rahega seene mein dil
sirf tumhe hi chahungi - 2
jab tak rahegi meri aankhen
sirf tumhe hi dekhungi - 2
yeh mere ishq ki imtehaan dekh lo
dekhu jahaan tum wahaan
jab tak rahega seene mein dil
sirf tumhe hi chahungi - 2

bhul ke saari duniya ko maine tumko chaaha hai
laakh duwaayen maangi hai tab jaake tumko paaya hai
saaya banke saath chalungi har lamha tanhaai ki
dubi dubi jaaun tere pyar ki iss gehraai mein
paas aane lage mujhpe chhane lage
kuchh nahi darmiyaan
jab tak dhadkegi yeh dhadkan
ismein tumhen chhupaungi - 2
jab tak rahega seene mein dil
sirf tumhen hi chahungi - 2

badhne lagi yeh betaabi ab toh hadh se bhi jyada
mujhe kasam do mere jaanam kabhi na tootega vaada
kabhi kisine kiya na ho main tumse itna pyar karu
tumhe lagake seene se jaane jaana ikraar karu
ishq ne keh diya ishq ne sun liya
kuchh na bole yeh zubaan
jab tak rahengi meri palken
tere khwaab sajaaunga - 2
jab tak rahenga seene mein dil
sirf tumhen hi chahungi - 2


---------Jugnu Ki Payal--------

aa~
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
o maahi tu mera sona hain - 2
sona hai mera sona hain
ho yeh soni teri chaandi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain

ishq hai aashiq hai deewani bhi
jugnu ki kasam kya cheez hai jawani bhi
kamsin hai qaatil hai meharbaani bhi
har mushkil hai mushkil samjhaani bhi
o maahi tu mera sona hain - 2
sona hai mera sona hain
ho yeh soni teri chaandi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain

aankhen hai masti ke paimaane do
shola badan ke aashiq hai zamane do
seene mein jo aag nahi toh jaane do
garmi hai jo saanson mein toh aane do
o maahi tu mera sona hain - 2
sona hai mera sona hain
ho yeh soni teri chaandi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain



*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aan Milo Sajna (1970)

---------Achha To Hum Chalte Hain------

achchha to ham chalate hain
phir kab miloge
jab tum kahoge
jumme raat ko
haan haan aadhi raat ko
kahaan?
vaheen jahaan koi aata jaata nahi
achchha to ham chalate hain ...

kisi ne dekha to nahi tumhen aate
nahi main aayi hoon chhupake chhupaake
der kar di badi
zara dekho to ghadi
uf o, meri to ghadi band hai
teri ye ada mujhe pasand hai
dekho baate vaaten kar lo jaldi jaldi
phir na kahana abhi aayi abhi chal di
to aao paas baithen pal do pal
aaj nahi kal
ye to ik bahaana hai
vaapas ghar bhi jaana hai
kitani jaldi ye din dhalate hain
haay! taata ...
achchha to ham chalate hain
phir kab miloge
jab tum kahoge
kal milo ya parason
parason naheen, narason
kahaan?
yaheen yahaan koi aata jaata nahi
achchha to ham chalate hain ...

uda hai kis liye tera rang gori
hamaari pakadi gayi hai bas chori
- achchhaa?
raam jaane kya ho ab
kaise hua ye gazab
mera aanchal jo zara dhal gaya
saari duniya ko pata chal gaya
kaise khelenge ab aankh micholi
leja aake mere ghar se meri doli
tere ghar vaale na kar de inkaar
sab hain taiyyaar, sab hain taiyyaar
sun le phir dil ki fariyaad
bas baaqi shaadi ke baad
piya dekho, diye jalate hain
achchha ...
achchha to ham chalate hain ...


-----------Jawani O Diwani---------

Yahaa.N Vahaa.N Saare Jahaa.N Me.N Teraa Raaj Hai
Tere Hii To Sar Pe Muhabbat Kaa Taaj Hai
Javaanii O Diivaanii Tuu Zi.Ndaabaad
Javaanii O Diivaanii Tuu Zi.Ndaabaad

Tuu Bahaaro.N Kaa Ishaaraa
Besahaaro.N Kaa Sahaaraa
Sar Pe Tere, Haa.N Haa.N Tere Hai Bojh Saaraa
Tere Javaa.N Haatho.N Me.N Duniyaa Kii Laaj Hai
Javaanii O Diivaanii Tuu Zi.Ndaabaad ...

Tere Liye Kasame.N Nahii.N
Kasame.N Nahii.N Rasame.N Nahii.N
Tuu Kisii Ke, Haa.N Kisii Ke Bas Me.N Nahii.N
Judaa Sabhii Rasamo.N Se Teraa Har Rivaaz Hai
Javaanii O Diivaanii Tuu Zi.Ndaabaad ...

Piichhe Hai Bachapan Diivaanaa
Aage Bu.Dhaapaa Sayaanaa
Saath Tere, Haa.N Haa.N Tere Hai Ye Zamaanaa
Terii Nazar To Chaa.Nd Taaro.N Pe Aaj Hai
Javaanii O Diivaanii Tuu Zi.Ndaabaad ...

*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aanchal (1980)

------Bas Meri Jaan Bas-------


bas merii jaan bas, maan le merii baat
    aaj terii dor, hai hamaare saath -2
ho matavaale, dar hai yahii
    tujh se kahiin dorii chhuut na jaae
are, aisaa bhii kyaa teraa meraa
    hai zindagii ke saath
bas merii jaan bas, maan le merii baat
    dekh aise na, chal hamaare saath

bas merii jaan bas, maan le merii baat
    dekh aise na, chal hamaare saath
diivaanaa main bhii huun aisaa
    sang teraa na chhoduun, chaahe jiyaa jaae
ab laut jaa, o re piyaa
    joduun main tere haath
bas merii jaan bas, kaahe jode haath
    dar tujhe kis kaa, main huun tere saath
bas merii jaan bas, kaahe jode haath
    dar tujhe kis kaa, main huun tere saath
ho, maan bhii jaa, o mere sanyaa
    dhadake jiyaa koii, aa hii na jaae
are aae koii, main to yuun hii
    chaahuun tujhe din raath
hans merii jaan hans, ye huii na baat
    dar tujhe kis kaa, main huun tere saath
    ho, main huun tere saath
    main huun tere ...
*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aandhi (1975)

------is mod se jaate hain-----

Is mod se jaate hain - (2)
Kuchh sust qadam raste kuchh tez qadam raahe - (2)
Patthar ki haveli ko shishe ke gharaundo mein
Tinko ke nasheman tak is mod se jaate hain
Aa…Is mod se jaate hain

Aandhi ki tarha ud kar ik raah guzarti hai - (2)
Sharmaati huwi koyi qadmo se utarti hai
In reshmi raaho mein ik raah to woh hogi
Tum tak jo pahonchti hai is mod se jaati hai
Is mod se jaate hain

Ik door se aati hai paas aake palat-ti hai - (2)
Ik raah akeli si ruktii hai na chalti hai
Ye soch ke baithhi hu ik raah to woh hogi
Tum tak jo pahonchti hai is mod se jaati hai
Is mod se jaate hain - (2)
Kuchh sust qadam raste kuchh tez qadam raahe
Patthar ki haveli ko shishe ke gharaundo mein
Tinko ke nasheman tak is mod se jaate hain
Aa…Is mod se jaate hain


--------Tere Bina Zindagi Se --------

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi, shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi, zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi
       
Kaash aisa ho tere qadmo se, chun ke manzil chale aur kahi door kahi - 2
Tum gar saath ho, manzilo ki kami to nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi
       
Jee mein aata hai, tere daaman mein, sar jhuka ke ham rote rahe, rote rahe - 2
Teri bhi aankho mein, aansuo ki nami to nahi

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
       
Tum jo keh do to aaj ki raat, chaand doobega nahi, raat ko rok lo -2
Raat ki baat hai, aur zindagi baaki to nahi

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi


-----------Tum Aa Gaye Ho Noor --------------

Tum aa gaye ho noor aa gaya hai - 2
Nahi to charaago se lau jaa rahi thi
Jeene ki tumse wajeh mil gayi hai
Badi bewajeh zindagi jaa rahi thi
Tum aa gaye ho noor aa gaya hai
            
Kaha se chale kaha ke liye ye khabar nahi thi magar
Koi bhi seera jaha jaa mila wahi tum miloge
Ke ham tak tumhaari duwa aa rahi thi
Tum aa gaye ho noor aa gaya hai
Nahi to charaago se lau jaa rahi thi
Tum aa gaye ho noor aa gaya hai
          
Din dooba nahi raat doobi nahi jaane kaisa hai safar
Khwaabo ke diye aankho mein liye wahi aa rahe the
Jaha se tumhaari sada aa rahi thi
Tum aa gaye ho noor aa gaya hai
Nahi to charaago se lau jaa rahi thi
Tum aa gaye ho noor aa gaya hai

*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aankhen (2002)

Aankhen


Sach Bahut Hi Ajeeb Aur Garib Hota Hai Yeh Sach Aksar
Asaamaanya Adbhud Kalpana Se Bhi Zyaada Vichitra Hota Hai Yeh Sach Aksar
Woh Sach Jo Hume Naya Lagta Hai Anjana Sa Ek Jhalak Dikhake Chaunka Deta Hai Jo Hume
Use Ajooba Maan Ne Lagte Hai Hum Aksar
Sach Woh Bhi Jo Alaukik Hai Hamari Samaj Ke Baahar Aur Usi Ka Darr Lagta Hai Hume Aksar
Aur Sach Ka Nakab Pehne Hue Kuch Na-Mumkin Kisse
Ahistha Ahishta Wakiye Sach Ban Jaate Hai Aksar
Aisa Hi Ek Na-Mumkin Kissa Asamaan Adbudh Akalp Andekha Anjaana Aparichit Kissa
Sach Hone Ja Raha Hai Ek Khatarnak Saazish
A Dangerous Game Is About To Begin.

Aankhen Aankhen Aankhen Aankhen
Ajooba Hi Ajooba Hai Khel Mein
Masti Hi Masti Hai Khel Mein
Aankhen Aankhen
Darr Darr Ke Jeene Mein Kya Maza
Jeete Ga Jis Dil Mein Hai Ada
Aankhen Aankhen
Jis Dil Mein Hai Josh Humnasheen
Usi Ke Liye Mushkile Bhi Haseen
Jis Dil Mein Hai Josh Humnasheen
Usi Ke Liye Mushkile Bhi Haseen
Masti Hi Masti Hai Hai Junoon

Nasron Ke Hatiyaar Bekaar Hai
Kismat Badal Ne Ke Aasaar Hai
Nasron Ke Hatiyaar Bekaar Hai
Kismat Badal Ne Ke Aasaar Hai
Ishaara Hai Ishaara Hai Maut Ka
Aankhen Aankhen
Ajooba Hi Ajooba Hai Khel Mein
Masti Hi Masti Hai Khel Mein
Aankhen Aankhen
The Game Begins Now


All The Best

Khel Ke Dil Nasheen Maut Bhi Hai Haseen
Hai Maza Har Gadi Ab Yahaan
Kehta Hai Dil Deewana Hai Dekho Koyi Anjaana
Jaanbaazo Ko Hi Kehta Jahan
All The Best All The Best
All The Best All The Best
Kitne Yahan Josh Hai Ab Kahan Hosh Hai
Din-Ba-Din Badh Raha Yeh Junoon
Saason Mein Hai Raftaare
Jaane Main Ban Haare
Jaanbaazo Ko Hi Kehta Jahan
All The Best All The Best
All The Best All The Best
Baby All The Best Very Very Best

Zindagi Se Maut Tak Aakhri Har Daud Tak
Khel Khele Ek Naya Saath Hum
Jaanbaazo Ko Hi Kehta Jahan
Yeh Masti Ka Hai Aalam
Jeene Marne Ka Kya Gham
Jaanbaazo Ko Hi Kehta Jahan
All The Best All The Best
All The Best All The Best
Very Very Best To You
All The Best All The Best
All The Best All The Best


Amitabh Soliloqi

Sach Bahut Hi Ajeeb Aur Garib Hota Hai Yeh Sach Aksar
Asaamaanya Adbhud Kalpana Se Bhi Zyaada Vichitra Hota Hai Yeh Sach Aksar
Woh Sach Jo Hume Naya Lagta Hai Anjana Sa Ek Jhalak Dikhake Chaunka Deta Hai Jo Hume
Use Ajooba Maan Ne Lagte Hai Hum Aksar
Sach Woh Bhi Jo Alaukik Hai Hamari Samaj Ke Baahar Aur Usi Ka Darr Lagta Hai Hume Aksar
Aur Sach Ka Nakab Pehne Hue Kuch Na-Mumkin Kisse
Ahistha Ahishta Wakiye Sach Ban Jaate Hai Aksar
Aisa Hi Ek Na-Mumkin Kissa Asamaan Adbudh Akalp Andekha Anjaana Aparichit Kissa
Sach Hone Ja Raha Hai Ek Khatarnak Saazish
A Dangerous Game Is About To Begin.

Aankhen Aankhen Aankhen Aankhen
Ajooba Hi Ajooba Hai Khel Mein
Masti Hi Masti Hai Khel Mein
Aankhen Aankhen
Darr Darr Ke Jeene Mein Kya Maza
Jeete Ga Jis Dil Mein Hai Ada
Aankhen Aankhen
Jis Dil Mein Hai Josh Humnasheen
Usi Ke Liye Mushkile Bhi Haseen
Jis Dil Mein Hai Josh Humnasheen
Usi Ke Liye Mushkile Bhi Haseen
Masti Hi Masti Hai Hai Junoon

Nasron Ke Hatiyaar Bekaar Hai
Kismat Badal Ne Ke Aasaar Hai
Nasron Ke Hatiyaar Bekaar Hai
Kismat Badal Ne Ke Aasaar Hai
Ishaara Hai Ishaara Hai Maut Ka
Aankhen Aankhen
Ajooba Hi Ajooba Hai Khel Mein
Masti Hi Masti Hai Khel Mein
Aankhen Aankhen
The Game Begins Now


Chalka Chakla

Chhalka chhalka, jaam hoon mein -2
Honton pe rakh le chhalakne se pehle
Chhalka chhalka jaam hoon mein
Honton pe rakh le chhalakne se pehle
Har nasha kar le sharaabi bahekne se pehle -2
Chhalka chhalka, jaam hoon mein
Honton pe rakh le chhalakne se pehle
Har nasha kar le sharaabi bahekne se pehle -2
                  
Bhale chaahe sab se chhupa kar tu pi
Magar ishq mein main mila kar tu pi
Ye ishq nasha hai, ye husn nasha hai
Ye jaam sharaabi, kehne ko nasha hai
Ho….ho…soch le har baat, tu bhi utar ne se pehle
Thodi si tu bhi pila de re utar ne se pehle
                  
Jawaani ki khilti bahaaron se mil
Mere husn ke tu sitaaron se mil
Uljaa de zulfein, bikhra de kajal
Is diwaani ko tu kar de paagal
Ho….ho…aur behkaade tu mujhko sambhalne se pehle -2
(Chhalka chhalka jaam hoon mein
Honton pe rakh le chhalakne se pehle) -2
Har nasha kar le sharaabi bahekne se pehle -2
               
La la la la la la la la re la la le la re…



Gustakhiyan

Gustakhiyan Hain, Betabiyan Hain, Chaayi Hain Madhoshiyan
Hosh Uda Do, Sab Kuchh Bhula Do, Todo Yeh Khamoshiyan
Yeh Dhadkan Ki Raftaar Hai, Yeh Saason Ka Angaar Hai
Yeh Ishq Sulagne Do Zara, Yeh Chaahat Ka Iqraar Hai
Jaane Jaan Oh Jaane Jaan...

Aawara Armaan Hai, Yeh Dil Ka Aelaan Hai,
Jaan Tujh Pe Qurbaan Hai, Jaanejaan...
Aawara Armaan Hai, Yeh Dil Ka Aelaan Hai,
Jaan Tujh Pe Qurbaan Hai, Jaanejaan...
Ek Hulchul Si Hone Lagi, Maein Jannat Mein Khone Lagi
Mujhko Baahon Mein Thaam Lo, Phir Na Rukne Ka Naam Lo
Gustakhiyan Hain, Betabiyan Hain, Chaayi Hain Madhoshiyan...

Deewarein Sab Tod Do, Mausam Ka Rukh Modh Do
Har Kashti Ko Chhod Do, Jaanejaan Jaanejaan...
Deewarein Sab Tod Do, Mausam Ka Rukh Modh Do
Har Kashti Ko Chhod Do, Jaanejaan Jaanejaan...
Maein Hoon Teri Aagosh Mein, Kuchh Hosh Mein Kuchh Josh Mein
Kuchh Sholay Hain Kuchh Hai Jalan, Kuchh Behke Behke Hain Kadam
Gustakhiyan Hain, Betabiyan Hain, Chaayi Hain Madhoshiyan...
Hasti Mita Do, Masti Luta Do, Chhodo Bhi Yeh Dooriyaan
Yeh Ishq Sulagne Do Zara, Yeh Chaahat Ka Iqraar Hai
Jaane Jaan Oh Jaane Jaan


Kuch Kasme

Kuch Kasme Hai Jawaan Kuch Vaade Hai Haseen
Kuch Kasme Hai Jawaan Kuch Vaade Hai Haseen
Kaisa Hai Yeh Asar Jaadoo Hai Dekho Har Kahin
Kuch Dil Mein Pyaas Hai Aur Tu Bhi Paas Hai
Woh Jhuk Kar Aasmaan Lagta Hai Chume Yeh Zameen

Jab Kahin Chalte Hai Yeh Pyaar Ki Hawa
Yeh Dil Wahin Panchhi Ban Ke Udta Hai
Aur Kya Hota Hai Is Pyaar Mein Bata
Yeh Ishq Ka Toofan Kaise Thamta Hai
Chaayi Bekhudi Yeh Kaisi Dilkashi
Chaahat Ki Har Ada Kitni Dekho Hai Shabnami
Kuch Dil Mein Pyaas Hai

Dil Hi To Samje Hai Jo Dil Ki Hai Zubaan
Na Samja Hai Na Samjhega Jahaan
Doob Ke Mohabbat Mein Kuch To Paayenge
Sahil Pe Moti Hote Hain Kahan
Kuch Rishte Hai Naye Kuch Baatein Ankahi
Baarish Hai Pyaar Ki Bheeghegi Aaj Dil Ki Zameen
Kuch Kasme Hai Jawaan Kuch Vaade Hai Haseen
Kaisa Hai Yeh Asar Jaadoo Hai Dekho Har Kahin

Nazron Ne Teri

Nazron Ne Teri Jab Dil Ko Chua
Nazron Ne Teri Jab Dil Ko Chua
Seene Se Gaya Mera Dil Yeh Deewana Dil Kahan Hai
Nazron Ne Teri Jab Dil Ko Chua
Seene Se Gaya Mera Dil Yeh Deewana Dil Kahan Hai
Tera Dil Hum Chura Le Gaye Dil Ban Ke Hum Aagaye
Tera Dil Hum Chura Le Gaye Deewane Kya Jaane Tu Deewangi Meri
Nazron Ne Teri Jab Dil Ko Chua
Seene Se Gaya Mera Dil Yeh Deewana Dil Kahan Hai

Dil To Churaya Tumne Hamara Is Dil Ka Tum Kya Karoge
Humne Bhi Dekho Aisa Kiya Jo Phir Tum Bhi Aahen Bharoge
Dekho Isse Na Shararat Kaho Dil Ki Zaroorat Kaho
Dekho Isse Na Shararat Kaho Aajao Baahon Mein Chaane Do Yeh Bekhudhi
Nazron Ne Teri Jab Dil Ko Chua
Seene Se Gaya Mera Dil Yeh Deewana Dil Kahan Hai

Jab Se Mile Tum Aise Khile Hum Phoolon Ki Neende Ki Udi Hai
Rishta Yeh Kaisa Saason Se Saasein Dhadkan Se Dhadkan Judi Hai
Abhi Milke Na Hoge Juda Wada Yeh Wada Raha
Abhi Milke Na Hoge Juda Jeena Hai Marna Hai Mujhe Raaho Mein Pyaar Ke
Nazron Ne Teri Jab Dil Ko Chua
Seene Se Gaya Mera Dil Yeh Deewana Dil Kahan Hai
Tera Dil Hum Chura Le Gaye Dil Ban Ke Hum Aagaye
Tera Dil Hum Chura Le Gaye Deewane Kya Jaane Tu Deewangi Meri
Deewani Kya Jaane Tu Deewangi Meri


Phatela Jeb

Phatela jeb sil jaayega, jo chaahega mil jaayega
Tere bhi din aayenge chhote, achcha khaasa hil jaanyega
Rukne ka nahin, thakne ka nahin, life mein chalte rehne ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta
Phatela jeb sil jaayega, jo chaahega mil jaayega
Tere bhi din aayenge chhote, achcha khaasa hil jaanyega
Rukne ka nahin, thakne ka nahin, life mein chalte rehne ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta

Khaane ka hai chicken curry, usko mangta pati hari
Jeb main tere dus rupiya, peele cutting khaale bhajiya
Khaane ka hai chicken curry, usko mangta pati hari
Jeb main tere dus rupiya, peele cutting khaale bhajiya
Kismat pe, rone ka nahin, calender badalte rehne ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Nitin Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta

Aaj to hai andhera, kal hoga ujaala
Arre apni diwaali hogi, kisi aur ka hoga diwaala
Kal dekh lenga paisa, hoga goni bhar kar
Income tax officer, toh haath dhoke hi peechhe pad jaayega ha ha ha!
Phatela jab sil jaayega, jo chaahega mil jaayega
Tere bhi din aayenge chhote, achcha khaasa hil jaayega
Rukne ka nahin, thakne ka nahin, life mein chalte rehne ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta

Phatela jeb sil jaayega, jo chaahe mil jaayega
Arre boltaaej pakda baap line mein aa, line mein aa
Kyun ka kyun ka!
Tere bhi din aayenge chhote, achcha khaasa hil jaanyega
Rukne ka nahin thakne ka nahin life mein chalte rehne ka
Life mein chalte rehne ka hey! life mein chalte rehna ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta -4
*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aankhien (1993)

Angna Main Baba

angna mein baba duaare pe maa
kaise aaye gori ham tumhare ghar maa
khet gaye baba bazaar gayi maa
akeli hu ghar maa tu aa ja baalma

ghar maan jo aaive to hamein kya khilaive
garam garam halva aur poori pakaive
naram naram haathon se kha jaa baalma
angna mein baba ...

halwa poori khaive to nindiya na sataive
nindiya mein tohare liye aanchal bichhaive
sijiya ki kismat jaga ja baalma
khet gaye baba ...

kya hoga bazaar se maa jo aayi
kah doongi maa ye hai tera jamaai
haath mera maangne ko aa jaa baalma
angna mein baba ...



Bade Kaam Ka Bandar

meharbaan kadardaan sahibaan
jo log chori karte hain seena jori karte hain
topi pehan ke dhoka dete hain aur paisa lekar jaan lete hain
unse toh bhala mera bandar hain jo apna aur apne ustaadon ka pet bharta hain
aur chain ki zindahi basar karta hain
toh bachha log bajaaon mere bandar ke naam pe taali

bade kaam ka bandar - 2
maare toh dharmindar
hey naache toh jitendar
roye toh rajendar
gaur se dekho har hero ki khubi iske andar
jo de uska bhi bhala jo na de uska bhi bhala - 4
bade kaam ka bandar - 2
maare toh dharmindar
hey naache toh jitendar
roye toh rajendar
gaur se dekho har hero ki khubi iske andar

taaiz bandar ke saat baal ka taaiz
ek baal seer ka, ek eyebrow ka, ek moochh ka, ek daadi ka, ek chhati ka, ek pet ka, ek gate ka
baaki idhar udhar ka hai
magar bunnu
munnu
public ke dil mein sawal aata hain
kya aata hain
yeh taawiz kis kis kaam aata hain
abhi batata hain
jo ladki se sharmata hain shaadi se ghabrata hain
joru se saamne aate hi sar jiska jhuk jaata hain
mera yeh taawiz jawaan mard ban jaata hain
bhook yeh jagata hain, neend yeh badhata hain
naukri dilata hain, lottery lagata hain
achhe numbaro se bachha paas ho jaata hain
aata hai kitne kaam ek rupaya hain daam
woh bhi mehangai badh jaane ki wajah se warna
aathana tha na munnu
jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala - 4
bade kaam ka bandar - 2
maare toh dharmindar
hey naache toh jitendar
roye toh rajendar
gaur se dekho har hero ki khubi iske andar

bunnu
munnu
humne duniya ko taawiz diya
magar bandar ne hamare liye kya kiya
kya kiya
baap ne hume ghar se nikala nikala
band kiya kismat ka tala tala
chhin liya muh se niwala niwala
banke baap bandar ne pala pala
ab bolo bachho bandar achha ke baap achha
bandar
laut chalo ghar laadlo - 2 binti meri maan lo
tum hi meri aankhon ke taare
tum hi ho jeene ke sahare
haal-e-dil mera jaan lo
laut chalo ghar laadlo - 2

ghar ki khidkiyaan tumhe pukare
dhundh rahi tumko deewaren
kaha gayi mere ghar ki bahaaren
izzat na neelam karo
laut chalo ghar laadlo - 2

toda nahi tala hain daka nahi dala hain
chori nahi ki hain mehnat se kamaya hain
dhanda yeh jamaya hain mushkil se kutch paya hain
haai haai ... munnu jara dhund toh re surr kaunsa tha re
haa
jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala - 2
baapu tere pyar se bhar aaya mera bhi gala - 2
accha hain je maan gaye warn toh cut jaata gala - 2

Chaukhat Pe Tumhari

chaukhat pe tumhari hum dum tod jaayenge - 2
jab hum nahi honge tumhe hum yaad aayenge
chaukhat pe tumhari hum dum tod jaayenge
marna hai toh jaldi karo rone ko aayenge - 2
rone ko hum pados ki sakhiya bhi laayenge
marna hai toh jaldi karo rone ko aayenge

(har baat apni jhuthi hain par ek baat sachhi hain
tere bina hum jee nahi sakte tu itni achhi hain) - 2
dhokha jinki fitrat mein hai woh kya wafa karenge
daga kiya hain jinhone pehle aage daga karenge
dhokha bhi jaayaz hain gori pyar mein
everything fair hai love and war mein
(maane cheater bahut hain iss sansar mein
dhokha achha nahi lekin pyar mein) - 2
tune jo na kardi hum aur kaha jaayenge - 2
hum toh marenge sunke khabar gharwale marr jayenge
chaukhat pe tumhari hum dum tod jaayenge
jab hum nahi honge tumhe hum yaad aayenge
chaukhat pe tumhari hum dum tod jaayenge

(marne se pehle gar mujhko pyar tera mil jata
main dulha tu dulhan banti kitna mazaa phir aata) -2
buzdil hoti hai jo woh khudkhushi kiya karte hain
dilwale toh pyar jahaan se chhin liya karte hain
pehli aakhri meri ek tamanna hain
mujhko toh bas tera dulha banna hain
(jo teri meri bhi wahi tamanna hain
aaj se humko ek duje ka banna hain) - 2
tune jo hamen chaha kutch aur na hum chahenge -2
tere pyar mein marke phir zinda ho jaayenge
chaukhat pe tumhari hum baraat laayenge - 2
ghodi chadh ke aayenge tujhe leke jaayenge
chaukhat pe tumhari hum baraat laayenge

Ek Tamanna Jivan Ki

ek tamanna jeevan ki - 2
main pyaar tera hi paaun
(shaadi tujhi se ho meri
chaahen shaadi ke din mar jaaun) - 2) - 2

(na tujhe jaanu na pahachaanu kyon tu gale padi hai
samajh ke mujhako apana deewana ghere hue khadi hai) - 2
tera hi to tha ye kehna tere bin mujhako nahi rehana
tera vaada tera iraada tujhako yaad dilaaun
(shaadi tujhi se ho meri
chaahen shaadi ke din mar jaaun) - 2
ek tamanna jeevan ki - 2
main pyaar tera hi paaun
(shaadi tujhi se ho meri
chaahen shaadi ke din mar jaaun) - 2

(hamra dil jo tod diya to haseen ye bhi kar jaaiye
hamein yaad karega teri chaukhat par mar jaive) - 2
jo bhoola tha yaad vo aaya main hoon vahi jo tune banaaya
na ho dukhi o chandramukhi chhod ke kaheen na jaaun
shaadi tujhi se ho meri chaahen shaadi ke din mar jaaun - 2
ek tamanna jeevan ki - 2
main pyaar tera hi paaun
shaadi tujhi se ho meri chaahen shaadi ke din mar jaaun - 2


O Laal Dupatte Wali

o laal dupatte wali tera naam toh bata
o kaale kurte wali tera naam toh bata
naam toh bata tera naam toh bata
tera naam toh bata
oye hoy hoy hoy oye hoy haay haay
o naam ke deewane tu kaam toh bata - 2
kaam toh bata tera kaam toh bata
tera kaam toh bata
oye hoy hoy hoy oye hoy haay haay
o laal dupatte wali tera naam toh bata
o kaale kurte wali tera naam toh bata

(arey dekhte hi humko tu pasand aa gayi
rehne lagi dil mein tu aankhon pe chha gayi) - 2
pehli mulakat mein ladki nahi khulti
har ajnabi pe dil ki yeh khidki nahi khulti
khidki nahi khulti yeh khidki nahi khulti
yeh khidki nahi khulti
dil ke liye dil ka koi paigaam toh bata
aashiq ka tere kya hoga anjaam toh bata
o laal dupatte wali tera naam toh bata
o kaale kurte wali tera naam toh bata
o naam ke deewane tu kaam toh bata - 2

o soniye ah ha ah ha - 2
o mahiya ah ha ah ha - 2
o soniye ah ha ah ha - 2
o mahiya ah ha ah ha - 2

hey..
hadippa..

(tu soch le hum sochne ka mauka bhi denge
tu pyar se tang aayegi pyar itna karenge) - 2
tauba meri tauba mere picche hi pad gaye
tumko chunu kya mere mukaddar bigad gaye
mukaddar bigad gaye - 2
kal ke liye apna koi program toh bata
jo saath gujarenge aaisi koi shaam toh bata
o unchhi sandal wali tera naam toh bata
o laal dupatte wali tera naam toh bata
o kaale kurte wali tera naam toh bata
o naam ke deewane tu kaam toh bata - 2

*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aankhon Mein Tum Ho (1997)

Har Ek Muskurahat

La la la laa, la la la la laa laa
Aah haa, aah ha ha ha ha ha haa
La la la laa, la la la laa laa, la la la la laa la, aah ha ha

Har ek muskuraahat muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti
Aansoo khushi ke gham ke, hote hai ek jaise - 2
In aansuon ki koi pehchaan nahin hoti
Haan, har ek muskuraahat muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti


Har baat hai vahi par matlab badal gaye hai
Dil dagmagaa gaya tha, par hum sambhal gaye hai
Aise bhi aate hai din, jeete hai log lekin - 2
Hota hai aur sab kuch, par jaan nahin hoti
Haan, har ek muskuraahat muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti


La la la laa, la la la la laa laa
Aah haa, aah ha ha ha ha ha haa
La la la laa, la la la laa laa,
la la la la laa la, aah ha ha

Hote hai is jahan mein chehre bhi ek jaise
Ghoonghat bhi ek jaise, sehre bhi ek jaise
Sab jaanti hai nazrein, pehchaanti hai nazrein - 2
Apni paraayi soorat anjaan nahin hoti
Haan, har ek muskuraahat muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti


Kya cheez hai yeh dil bhi, ho jaaye jab akela
Rehta hai saath iske yaadon ka ek mela
Duniya bhi chhoot jaaye, har aas toot jaaye - 2
Mehfil kabhi yeh dil ki veeran nahin hoti
Aansoo khushi ke gham ke, hote hai ek jaise - 2
In aansuon ki koi pehchaan nahin hoti
Haan, har ek muskuraahat muskaan nahin hoti
Nafrat ho ya mohabbat, aasaan nahin hoti