~Lyrics Mania~ (NO COMMENTS) - Page 3

Created

Last reply

Replies

107

Views

123601

Users

36

Likes

23

Frequent Posters

*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aao Pyaar Karen (1994)

Chand Se Parda Kijiye

Chaand se Parda kijiyen 2x
Kahi Chura na le Chehre ka noor
Eh mere ham Nuwab Eh mere Hazoor 2x
Haa Chaand se Parda kijiyen
Sulfo se Urhi Khooshboo Pyar ki.
Hontoon par kilgai Kaliya Bahar ki 2x
Phool se Parda kijiyen 2x
Kahi Chura na le Chehre ka Noor.
Eh mere ham Nuwab. Eh mere Hazoor 2x
Haa Chand se Parda Kijiyen.
Lagta ho kisi Shaier ka Khiyal. Eisi sadegi to hai
khud me Bemisaal.
Khud se se parda kijiyen 2x
Kahi Chura na le Chehre ka Noor.
Eh mere ham Nuwab. Eh mere hazoor 2x
ahh Chand se Parda kijiyen.
Haas de aap agar Banjae Dasta 2x.
Palke jo Jukhi kahi Jukjae Aasmaan 2x.
Raab se Parda kijiyen 2x.
Kahi Chura na le Chehre ka Noor.
Eh mere ham Nuwab.
Eh mere Hazoor.
Chand se Parda Kijiyen.
Haa Chand se Parda Kijiyen kahi Chura na le Chehre ka Noor.
Eh mere ham Nuwab. Eh mere Hazoor.
*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aap Aaye Bahar Aayee

Koyal Kyon Gaaye

koyal kyon gaaye - 8
baag se jab patajhad jaaye re bahaar chali aaye
man mast pavan dhadakaaye ki ambua pe koyal gaaye

baadal kyon chhaaye - 4
biraha ke jab geet koi gaaye re to aag lag jaaye
rimajhim paani barasaaye ki aakaash pe baadal chhaaye

( hirani si aankh teri ) - 3 morani si chaal
a tujhase puuchhuun main ik chhota sa savaal
baaje kyuun ghungharu - 2
paanv mein jab kaanta lag jaaye maare dard ke haay
jab raat mein neend na aaye to chham-chham baaje ghungharu

( neele gagan pe aai ) - 2 chaand ki baaraat
a tujhase puuchhuun main ik chhota si ye baat
manava kyuun dole - 2
nadiya mein jab naav khaaye hichakole choree-chori haule-haule
jab saajan ghuunghat khole to gori ka manava dole

( itta gumaan dekho-dekho ) -3 hota hai karaab
abake sambhal ke dena o raaja mujhe dena javaab
jhumaka kyon jhuumein -2
itti si baat na jaane sab tere hain deevaane
jhumaka jhuumane ke bahaane tera phuul sa mujhada chuume
aap aaye bahaar ...
koyal kyon gaaye
baadal kyon chhaaye
koyal kyon
gaaye
baadal kyon
chhaaye


Mujhe Teri Mohabbat Ka

--MALE--
Dilshaad tha ke phool khilenge bahaar mein
Maara gaya gareeb isi aitbaar mein

--FEMALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota - 2
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

--MALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota

--FEMALE--
Na tha manzoor kismat ko, na thi marzi bahaaron ki
Nahin to is gulistaan mein
Nahin to is gulistaan mein kami thi kya nazaaron ki
Meri nazaron ko bhi koi nazaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

--MALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Khushi se apni aankhon ko main ashkon se bheego leta
Mere badle tu has legi
Mere badle tu has legi, tere badle main ro leta
Mujhe ae kaash tera dard saara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

--FEMALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Mili hai chaandni din ko, yeh unki apni kismat hai
Mujhe apne muqaddar se
Mujhe apne muqaddar se faqat itni shikaayat hai
Mujhe toota hua koi sitaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

--MALE--
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota

Tum Ko Bhi To

tum ko bhi to, aisa hi kuchh, hota hoga, o sajana

kaisa? kaisa?
teri yaad sataati hai, niind nahin aatI hai, raaton mein -2
tum ko bhi to, aisa hi kuchh, hota hoga, o sajani
kaisa aa aa ...
tera pyaar sataata hai, chain nahiin aata hai, raaton mein -2

tum ko bhi to, aisa hi kuchh, hota hoga ...

meri haalat jaisi hai, tera haal bhi aisa hai - 2
halka halka sa jiya mein jaane dard ye kaisa hai ...
tum ko bhi to, aisa hi kuchh, hota hoga, o sajani
kaisa? kaisa?
taare ginata main rahata huun, jaagata rahata huun, raaton mein -2

in bhiigi fizaaon se, in ThandI havaaon se -2
aag si lagati hai, jiya mein saavan kii ghataaon se ...
tum ko bhi to, aisa hi kuchh, hota hoga, o sajana
kaisa?
intazaar tera karati huun, aahen main bharati huun, raaton mein -2

ye mast nazar teri, mere hosh udatI hai -2
ye teri masti mujhe bhi madahosh banati hai ...
tum ko bhi to, aisa hi kuchh, hota hoga, o sajana
kaisa?
roz khwab mein tuu aata hai, dil dhadakaata hai, raaton mein - 2

tum ko bhi to, aisa hi kuchh, hota hoga ...



*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aap Ki Khatir (2006)

aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir - 2
apne saare armaan - 2
kar du main zaahir - 2
aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
apne saare armaan
kar du main zaahir - 2

ishq bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahi
yeh toh hai silsila chain-o-sukun ka dil ke junoon ka afareen
ishq bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahi
yeh toh hai silsila chain-o-sukun ka dil ke junoon ka afareen
aapki baaton se mulaakaton se khayalon se
huaan main huaan bada hi mudasir
aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
apne saare armaan
kar du main zaahir - 2

aapki khaatir - 2
kabhi kabhi toh hoti hai yahaan mukammal aashiqui
kai karvatein legi yeh zindagi badle na nazar aapki
kabhi kabhi toh hoti hai yahaan mukammal aashiqui
kai karvatein legi yeh zindagi badle na nazar aapki
aapko bataaun kaise yaaran samjhaaun kaise
saath aaisa milega na phir
aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
apne saare armaan
kar du main zaahir - 2
aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
apne saare armaan
kar du main zaahir - 2


Afsana - Himesh Reshammiya

afasana ban gayi hoon main tere pyar ka
kya haal main bataaun dil bekaraar ka
afasana ban gaya hoon main tere pyar ka
kya haal main bataaun dil bekaraar ka
always on my mind - 3
you are
always on my mind - 3
always on my mind - 3
you are
always on my mind - 3
afasana ban gaya hoon main tere pyar ka
kya haal main bataaun dil bekaraar ka
always on my mind - 3
you are
always on my mind - 3

mere sohniye manmoniye
kaaten na kate yeh lamha intezaar ka
always on my mind - 3
you are
always on my mind - 3
afasana ban gaya hoon main tere pyar ka
kya haal main bataaun dil bekaraar ka
meri yaad tu hain tera hi intezaar hain
tere bina mujhko kahi na ab karaar hain
meri tamanna hui baanwariya
dikha de taras mujhe sanwariya
always on my mind - 3
you are
always on my mind - 3

sochu main toh sochu tujhe hi din raat re
jaane nahi jaane tu mere jasbaat re
khayalon mein pal pal machi hai hulchul
tasabbur mein tere huan main paagal
afasana ban gaya hoon main tere pyar ka
kya haal main bataaun dil bekaraar ka
always on my mind - 3
you are
always on my mind - 3
mere sohniye manmoniye
kaaten na kate yeh lamha intezaar ka
always on my mind - 3
you are
always on my mind - 3
afasana ban gaya hoon main tere pyar ka
kya haal main bataaun dil bekaraar ka


I Love You For What You Are

jaise ho waise rehna tumse bas yahi kehna - 2
kehna hai tumse ae mere yaar
i love you for what you are - 3
jaise ho waise rehna tumse bas yahi kehna - 2
kehna hai tume ae mere yaar
i love you for what you are ...
jaise ho waise rehna tumse bas yahi kehna
kehna hai tume ae mere yaar
i love you for what you are ...

o o baby love me for what i am
i will love you for who you are
aw aw baby - 2
mere ehsaas mein hai tasavuur tera
teri aaghosh mein chain rehta mera
aw aw baby
meri deewangi hadh se aage badhi
meri nigaahon mein tu
tu hi tu har ghadi
jaise ho waise rehna tumse bas yahi kehna
kehna hai tume ae mere yaar
i love you for what you are ...

you drive me wild you drive me crazy
i love you so o baby baby
you make me mad you make me crazy
i want you so o baby baby
tanha tanha hai dil dil ki manzil hai tu
keh rahi dhadkanein mujhmein shaamil hai tu
aw aw baby
ab na toote kabhi yeh haseen silsilay
chahe kar lo sanam jitne shikwe gile
jaise ho waise rehna tumse bas yahi kehna
kehna hai tumse ae mere yaar
i love for what you are....



Keh Do Naa - Shaan

tum bin jee na paayenge
hum toh marr hi jaayenge
tumse reh na paayenge duur hum
tum bin jee na paayenge
hum toh marr hi jaayenge
tumse reh na paayenge duur hum
keh do naa tumhen pyar tumhen pyar hai sanam - 2
kar lo zara ikraar ae sanam - 2
keh do naa tumhen pyar tumhen pyar hai sanam - 2
tum bin jee na paayenge hum toh marr hi jaayenge
tumse reh na paayenge duur hum

tujhse mila toh yeh jana
ishq tishnagi hai yeh maana
tere liye paagal mera dil
tu meri mohabbat ki manzil
o meri saansen tere dam se
keh rahi hoon main kasam se
jeena kya tere bin
ho ho..
haal-e-dil kaha na jaaye
chain ek pal na aaye
sune sune mere raat din
keh do naa tumhen pyar tumhen pyar hai sanam
kar lo zara ikraar aye sanam
keh do naa tumhen pyar tumhen pyar hai sanam
tum bin jee na paayenge hum toh marr hi jaayenge
tumse reh na paayenge duur hum

yeh kasak yeh aalam yeh manzar
mere jasbon ka samandar
kahe beqaraari ki aahat
mujhe sirf sirf teri chahat
meri khwaahishon ki duniya
tujhse hi meri khushiyan
jaan le tu yeh jaan le
kisi gair ko na chaha
tujhpe hi jaan lutaaun
chahe jo bhi imtihaan le
keh do naa tumhen pyar tumhen pyar hai sanam
kar lo zara ikraar ae sanam
keh do naa tumhen pyar tumhen pyar hai sanam
tum bin jee na paayenge hum toh marr hi jaayenge
tumse reh na paayenge duur hum
keh do naa tumhen pyar tumhen pyar hai sanam....


Meethi Meethi Batan

o o o o o ....
meethi meethi baatan karke
chand mulaakataan karke
meethi meethi baatan karke
chand mulaakataan karke
dilasa de gaya
dil maahiya lay gaya
o rabba mera dil maahiya lay gaya
dil maahiya lay gaya
o rabba mera dil maahiya lay gaya
meethi meethi baatan karke
chand mulaakataan karke
meethi meethi baatan karke
chand mulaakataan karke
dilasa de gaya
dil maahiya lay gaya
o rabba mera dil maahiya lay gaya
dil maahiya lay gaya
o rabba mera dil maahiya lay gaya

o sili sili raaten katti nahi hai
yeh duuriyan kyon mit ti nahi hai
nazdeekiyon mein bhi faasalen hai
betaabiyon kyon katt ti nahi hai
o rab teri mehar jo ho jaaye
meri zindadi bhi sanvar jaaye
yeh mera ishq nikhar jaaye
meethi meethi baatan karke
chand mulaakataan karke
dilasa de gaya
dil maahiya lay gaya
o rabba mera dil maahiya lay gaya
dil maahiya lay gaya
o rabba mera dil maahiya lay gaya

akhh da ishaara chal kar lay tu
chori chori dil ki gal kar lay tu
akhh da ishaara chal kar lay tu
chori chori dil ki gal kar lay tu
akhh da ishaara chal kar lay tu
chori chori dil ki gal kar lay tu
o haale jiya mein kaise bataaun
ab toh bichhauda seh nahi paaun
tum hi tum ho meri dhadkan mein
meri saanson mein meri tadpan mein
main na jaanu ki gal hain
ho pal pal mann mein hulchul hain
mere iss dard ka tu hall hain
meethi meethi baatan karke
chand mulaakataan karke
dilasa de gaya
dil maahiya lay gaya
o rabba mera dil maahiya lay gaya


Tu Hai Kamaal

hey saahib-e-jamaal
ae saahib-e-jamaal
tu hain kamaal - 4
changa lagta tera chehra
changi lagti teri aankhen
changa lagta tera hasna
tu hain kamaal - 4
ae saahib-e-jamaal
tu hain kamaal - 4
changa lagta tera nakhra
changi lagti teri baatein
changa lagta tera chalna
tu hain kamaal - 4

tu chain hain tu pyas hain tu aarzoo hain
dekhe jidhar meri nazar bas tu hi tu hain
tu chain hain tu pyas hain tu aarzoo hain
dekhe jidhar meri nazar bas tu hi tu hain
kahen meri paagal dhadkan
teri baahon mein raahat hain
tere ehsaas mein dooba mann
tujhe paane ki chahat hain
changa lagta tera nakhra
changi lagti teri baatein
changa lagta tera chalna
tu hain kamaal - 4
ae saahib-e-jamaal
tu hain kamaal...

main bhi yahaan tu bhi yahaan armaan jawaan hain
bole bina dil ke sabhi kisse bayaan hain
main bhi yahaan tu bhi yahaan armaan jawaan hain
bole bina dil ke sabhi kisse bayaan hain
o teri meri baat chali jana
mehfil mein rangraliyon mein
tere mere ishq ke charche hai
ho chauraahon mein galiyon mein
changa lagta tera nakhra
changi lagti teri baatein
changa lagta tera chalna
tu hain kamaal - 4
ae saahib-e-jamaal
tu hain kamaal...


Tu Hi Mera

tu hi mera raasta
tu hi meri rehguzar
tu hi mera kaarvaan
tu hi meri zindagi
tu hi meri aashiqui
tu hi mera hai jahaan
tere bin main marr jaawaan - 2
main marr jaawaan
tere bin bekaar jeena
tere bin chain ab kahi na
tere bin bekaar jeena
tere bin chain ab kahi na ) - 2

yeh zindagi chaahaton ke liye
teri chahaton ki hai anjuman
deewanapan mere dil ki lagan
tere dam se hi hain jaaneman
maine bhi sajde kiye
tere liye tere liye tere liye
tere bin main marr jaawaan - 2
main marr jaawaan
tere bin bekaar jeena
tere bin chain ab kahi na
tere bin bekaar jeena
tere bin chain ab kahi na

sochu tujhe har ghadi har jagah
ishq ne kar diya besabar
tera asar chhaya hai iss kadar
ab mujhe hi nahi meri khabar
tujhmein basi hai meri jaan
tere liye mere armaan
tere bin main marr jaawaan - 2
main marr jaawaan
tere bin bekaar jeena
tere bin chain ab kahi na ...

*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Aap Ki Qasam (1974)

Jai Jai Shiv Shankar

Chorus : Hai Jai Bolo Shiv Shankar Ki Jay
Kishore: Hey Jai Jai Shiv Shankar Kaanta Lage Na Kankar
Hey Jai Jai Shiv Shankar Kaanta Lage Na Kankar
Ke Pyala Tere Naam Ka Piya

Lata : Ho O O Gir Jaoongi Main Mar Jaoongi
Jo Tune Mujhe Thaam Na Liya
O Sau Rabadi
Kishore: Hey Jai Jai Shiv Shankar Kaanta Lage Na Kankar
Ke Pyala Tere Naam Ka Piya
Lata : Ho O O Gir Jaoongi Main Mar Jaoongi
Jo Tune Mujhe Thaam Na Liya
O Sau Rabadi

Lata : Ek Ke Do
Kishore : Hmmm
Lata : Do Ke Chaar
Kishore : Hmmm
Lata : Mujh Ko To
Kishore : Hmmm
Lata : Dikhte Hain
Kishore : Aisa Hi Hota Hai Jab Do Dil Milte Hai
Lata : Ek Ke Do
Do Ke Chaar
Mujh Ko To
Dikhte Hain
Kishore : Aisa Hi Hota Hai Jab Do Dil Milte Hai
Lata : Sar Pe Zameen Paanv Ke Neeche Hai Aasmaan Ho
Sau Rabadi
Kishore : Sau Rabadi
Lata : Sau Rabadi
Kishore : Sau Rabadi
Jai Jai Shiv Shankar Kaanta Lage Na Kankar
Ke Pyala Tere Naam Ka Piya
Lata : Ho O O Gir Jaoongi Main Mar Jaoongi
Jo Tune Mujhe Thaam Na Liya
O Sau Rabadi
Chorus : O Bansi Bhaiyya..He He He..

O More Raja Bade Jatna Se ki Chune teri phulwaari ke ri..

Lata : Kandhe Pe
Kishore : Hmmm
Lata : Sar Rakh Ke
Kishore : Hmmm
Lata : Tum Mujh Ko
Kishore : Hmmm
Lata : Sone Do
Kishore : Masti Men Jo Chahe Ho Jaye Ho Ne Do
Lata : Kandhe Pe
Sar Rakh Ke
Tum Mujh Ko
Sone Do
Kishore : Masti Men Jo Chahe Ho Jaye Ho Ne Do
Lata : Aise Men Tum Ho Gaye Ho Bade Beimaan Ho
Sau Rabadi
Kishore : Sau Rabadi
Lata : Sau Rabadi
Kishore : Sau Rabadi
Brrrr Jai Jai Shiv Shankar Kaanta Lage Na Kankar
Ke Pyala Tere Naam Ka Piya
Lata : Ho O O Gir Jaoongi Main Mar Jaoongi
Jo Tune Mujhe Thaam Na Liya
O Sau Rabadi
Chorus : He He He..Kya Kya

Kishore : Raste Mein
Lata : Hmmm
Kishore : Hum Dono
Lata : Hmmm
Kishore : Ghar Kaise Jayenge
Lata : Ghar Wale (ahh)Ab Hum Ko (ahh)Khud Lene Aayenge
Kishore : Raste Mein
Hum Donon
Ghar Kaise Jayenge
Lata : Ghar Wale (ahh)Ab Hum Ko (ahh)Khud Lene Aayenge
Kishore : Kuchh Bhi Ho Lekin Maza Aa Gaya Meri Jaan Ho
Sau Rabadi
Lata : Sau Rabadi
Kishore : Sau Rabadi
Lata : Sau Rabadi
Kishore : Jai Jai Shiv Shankar Kaanta Lage Na Kankar
Ke Pyala Tere Naam Ka Piya
Lata : Ho O O Gir Jaoongi (Aye) Main Mar Jaoongi (Aye)
Jo Tune Mujhe Thaam Na Liya
O Sau Rabadi

Chorus : Are Bajaao Re Bajaao Imaandaari Se Bajaao He He


Karvatain Badalte Rahe

Karvatein Badalte Rahe Saari Raat Hum
Aap Ki Kasam ...

Gham Na Karo Din Judaai Ke Bahut Hain Kum
Aap Ki Kasam ...

Yaad Tum Aate Rahe Ek Hook Si Uthti Rahi
Neend Mujhse Neend Se Maein Bhaagti Chhupti Rahi
Raat Bhar Bairan Nigodi Chandni Chubhti Rahi
Aag Si Jalti Rahi Girti Rahi Shabnam
Aap Ki Kasam ...

Jheel Si Aankhon Mein Aashiq Doobke Kho Jayega
Zulf Ke Saaye Mein Dil Armaan Bhara So Jayega
Tum Chale Jaao Nahin To Kuchh Na Kuchh Ho Jayega
Dagmaga Jayenge Aise Haal Mein Kadam
Aap Ki Kasam ...

Rooth Jaayen Hum To Tum Humko Mana Lena Sanam
Door Hon To Paas Humko Tum Bula Lena Sanam
Kuchh Gila Ho To Gale Humko Laga Lena Sanam
Toot Na Jaye Kabhi Yeh Pyar Ki Kasam
Aap Ki Kasam ..


Suno Kaho Kaha

Kishore : Suno
Lata : Kaho
Kishore : Kaha
Lata : Suna
Kishore : Kuchh Huva Kya?
Lata : Abhi To Nahi Hmmm Kuchh Bhi Nahi
Kishore : Suno
Lata : Kaho
Kishore : Kaha
Lata : Suna
Kishore : Kuchh Huva Kya?
Lata : Abhi To Nahi Hmmm Kuchh Bhi Nahi

Kishore : Are Chali
Lata : Hawa
Kishore : Jhuki
Lata : Ghata
Kishore : Kuchh Huva Kya
Lata : Hmmm Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi

Kishore : Teri Kasam Yeh Dilkash Nazaaren Karte Hain Ishaaren Jo Samajhe Koi
Lata : Mere Sanam Yeh Khamosh Aankhen Bhi Karti Hain Baaten Jo Samjhe Koi
Kishore : Samjha Nahin Tum Samjha Do
Lata : Are Suno
Kishore : Kaho
Lata : Kaha
Kishore : Suna
Lata : Kuchh Huva Kya?
Kishore : Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi

Lata : Bas Jo Chale To Subah Se Lekar Rahoon Shaam Tak Main Tere Sang Mein
Kishore : Gar Ho Sake To Main Apne Dil Par Tera Naam Likh Doon Har Ek Rang Mein
Lata : Baaton Mein Na Uljhaao
Kishore : Suno
Lata : Kaho
Kishore : Kaha
Lata : Suna
Kishore : Kuchh Huva Kya?
Lata : Ooo Abhi To Nahi Hmmm Kuchh Bhi Nahi

Kishore : Achchha Kabhi Phir Baat Chhedenge Marzi Nahin Hai Tumhari Abhi
Lata : Kuchh Ho Gaya To Badi Hogi Mushkil Ke Chhoti Umar Hai Hamari Abhi
Kishore : Main Kya Karoon Batla Do
Lata : Suno
Kishore : Haan Kaho
Lata : Kaha
Kishore : Haan Suna
Lata : Kuchh Huva Kya?
Kishore : Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi
Kishore : Are Chali
Lata : Hawa
Kishore : Jhuki
Lata : Ghata
Kishore : Kuchh Huva Kya
Lata : Zara Sa Kuchh Hua To Hai
Zara Sa Kuchh Hua To Hai
Zara Sa Kuchh Hua To Hai
Zara Sa Kuchh Hua To Hai


Zindagi Ke Safar Main

Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo Makaam
Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate

Phool Khilte Hain, Log Milte Hain
Phool Khilte Hain, Log Milte Hain Magar
Patjhad Mein Jo Phool Murjha Jaate Hain
Vo Baharon Ke Aane Se Khilte Nahin
Kuchh Log Ik Roz Jo Bichhad Jaate Hain
Vo Hazaron Ke Aane Se Milte Nahin
Umra Bhar Chahe Koi Pukaara Kare Unka Naam
Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate
Zindagi Ke Safar Mein...

Aankh Dhokha Hai, Kya Bharosa Hai
Aankh Dhokha Hai, Kya Bharosa Hai Suno
Doston Shaq Dosti Ka Dushman Hai
Apne Dil Mein Ise Ghar Banane Na Do
Kal Tadapna Pade Yaad Mein Jinki
Rok Lo Rooth Kar Unko Jaane Na Do
Baad Mein Pyaar Ke Chahe Bhejo Hazaron Salaam
Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate
Zindagi Ke Safar Mein...

Subah Aati Hai, Shaam Jaati Hai
Subah Aati Hai, Shaam Jaati Hai Yunhi
Vaqt Chalta Hi Rehta Hai Rukta Nahin
Ek Pal Mein Ye Aage Nikal Jaata Hai
Aadmi Theek Se Dekh Paata Nahin
Aur Pardey Pe Manzar Badal Jaata Hai
Ek Baar Chale Jaate Hain Jo Din-Raat Subah-O-Shaam
Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate
Zindagi Ke Safar Mein..

apocolyse thumbnail
Posted: 17 years ago
hey ne1 gt da lyrix 4 drilla kidz mc in dekha hai pehli barr remix....i realli need itt..plzzzzzzzzzzzzz ne1???????
*Dipti* thumbnail
Posted: 17 years ago
Originally posted by: tania_uk

hey ne1 gt da lyrix 4 drilla kidz mc in dekha hai pehli barr remix....i realli need itt..plzzzzzzzzzzzzz ne1???????




please post it in the topic Request songs/lyrics here!
-aditi- thumbnail
Posted: 17 years ago
DON(srk)

MAIN HOON DON

Duniya mein logon ne dil apne phir thaamen
Aaya hoon lekar main phir kitne hungaame
Zaara dekho kaun aa gaya hai
Zamaane par kon cha gaya hai
Jameen kispe hain sab nighaen
Khuli kiski khaatir hai baahen
Aisa didaar aaya kaun
Mujhko pehchaanlo…Main Hoon Don

Main zindagi ki baazi lagaake
Maut se khelta hoon jua
Na mujhko gam hai, na mujhko parvah
Kaun mera dushman hua
Dusman jo mera ho
Rehta nahin duniya mein
Bahaut hi khatarnaak hoon mai…

Bahaut hi khatarnaak hoon mai
Har ek pal mein chalaak hun main
duniya phir jeetne aaya kaun
mujhko pehchaanlo…Main hoon Don

palken bichhaye,
paas bulaye kitni haseenaye mujhe
lekin do aaken,aakon mein jhaaken
aur who behkaayen mujhe
ye nigahen, ye bataaien
raaz hai inme nasheele
ajab sa nasha chha raha hai…

ajab sa nasha chha raha hai
mere dil koh behka raha hai
behka behka hua aaya kaun
mujhko pehchaanlo…Main hoon Don

~~~~x~~~~~~~x~~~~~~~x~~~~


YEH MERA DIL

Yeh mera dil yaar ka deewaana
Deewana deewaana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana

Dil wohh chahe jisse
Chahe jisse usse paaye
Pyaar wohh yaar ke jo
Naam pe hi mit jaaye
Jaan ke badle mein jaan loon nazraana

Yeh mera dil yaar ka deewaana
Deewana deewaana pyaar ka parwaana

Pal pal ek hulchal
Dil mein ek toophan hai
Aane ko hai wohh manzil
Jiska mujhe armaan hai
Bhoolega na tujhe dil ka ye takraana

Yeh mera dil yaar ka deewaana
Deewana deewaana pyaar ka parwaana

~~~~x~~~~~~~x~~~~~~~x~~~~


AAJ KI RAAT

Shaam hai, jaam hai aur hai nasha
Tann bhi hai, mann bhi hai, phighala hua
Chhaaee hai rangeeniyan
Phir bhi hai betaabiyan

Kyon dhadakta hai dil
Kyon ye kehta hai dil
Deewanon ko abtak nahin hai yeh pataa

Aaj ki raat, hona hai kya
Paana hai kya, khona hai kya

Doh ghadi mein yahan jaane kya hoga
Jo humesha thha mera, phir mera hoga
Kaun kiske dil mein hai faisla hoga
Faisla hai yahi…jeet hogi meri
Deewanon ko abb tak nahin hai ye pataa

Aaj ki raat, hona hai kya
Paana hai kya, khona hai kya

Aao main tumse kahoon baat chupke se
Rang badalegi pal mein raat chupke se
Tumko le jaaunga phir saath chupke se

Jaaoge tum kahan
Dekho main hoon yahan
Deewanon ko abb tak nahin hai ye pata

Aaj ki raat, hona hai kya
Paana hai kya, khona hai kya

~~~~x~~~~~~~x~~~~~~~x~~~~



KHAIKE PAAN BANARAS WAALA

Arre tumka ka bataai bhaiya
Humra haal ka hai
Nikle thhe halwa khaane
Muh hi jal gaya hai

Ka tumka bataai
Ab ka samjhai
Badi durghatna hai
Mushkil bachna hai
Chala aisa jhakkad
Uthi aisi aandhi
Padi humka karni
Badi kuda phaandi
Badi lambi chaudi
Hui bhaaga daudi
Din raat jo humne
Jaag jaag kar ki aisi
bhaagam bhaag

ki hum kabhi eehan gaye
kabhi uhan gaye
kabhi idhar bhage
kabhi udhar bhage
phir tumne diya ye paan
to aayee humri jaan mein jaan

o khaike paan banaraswala

o khaike paan banaraswala
khul jaaye band akal ka taala
phir to aisa kare dhamaal
seedhi kar de sabki chaal
ho chorra ganga kinaarewala

arre ram duhaai
kaise chakkar mein pad gaya haaye
kahan jaan phasaai
mein to sooli par chad gaya haaye
kaisa seeda saada, main kaisa bhola bhala
jaana kaun ghadi mein pad gaya pade likho se pala
meethi churi se hua halaal
chora ganga kinaare wala

ek naar naweli, badi albeli, kare athkeli
uski badi hai dhoom hai aisi manbhaavan
sab dekhen usko palat palat aur ghoom ghoom
wohh nagar nagar jaaye dagar dagar
aur ang ang mein jyoti chamke jagar jagar
sunder baala, palkon mein liye ek sapan lok
adhron mein liye yauvanhala
ithlaati hai, balkhaati hai
tann ka chandan
wohh jhalak jhalak jhalkaati hai
wohh nain dwaar se tann me aake
mann mein jwaala jagaati hai
wohh chandramukhi hai
wohh mrignaini hai

wohh chandramukhi hai
wohh mrignaini hai
wohh roopmati hai
wohh madhumati hai
dhin taak dhin taak dhin taak dha

ek kanya kuwaari
humri soorat pe marr gayi haaye
ek meethi kataari
humre dil mein uttar gayi haaye
kaisi gori gori
wohh teekhi teekhi chori
karke jora jori
kar gayi humre dil ke chori
milli chorri to
milli chorri to hua nihaar
chora ganga kinaarewala

~~~~x~~~~~~~x~~~~~~~x~~~~



MOURYA RE

Mere saare palchin saare din
Tarsenge sun le tere bin

Tujhko phir se jalwa dikhaana hi hoga
Agle baras aana hai aana hi hoga
Dekhengi teri raahen,
Pyaasi pyaasi nigahen toh
Maan le,tu maan bhi le kehna mera

Laut kar tujhko aana hai
Sun le kehta deewana hai
Jab tera darshan paayenge
Chain tab humko aana hai

Mourya re
Bappa mourya re

Khushiyon ke din ho
Ke gam ka zamaana
Dil bas leta hai naam tera
Tere hi kaaran hai jeevan suhaana
Tu hi to mann mein
Tann mann mein basaa
Har ghadi dhyaan rahe tera
Main hun tera chahne waala
Japtaa hoon teri mala toh
Maan le, tu maan bhi le kehna mera

Laut ke tujhko aana hai
Sun le kehta deewana hai
Jab tera darshan paayenge
Chain tab humko aana hai

Mourya re
Bappa mourya re

Tu hi to karta hai poori har aasha
Tu hi to beda paar kare
Tu hi to samjhe jo mann ki hai bhaasha
Tu hi toh dhadkan Dillon ki sunne
Tujhse hai duniya mein kya chuppa
Ab mein tujhse kya maangoon
Tu mera main tera hoon toh
Maan le, tu maan bhi le kehna mera

Laut ke tujhko aana hai
Sun le kehta deewana hai
Jab tera darshan paayenge
Chain tab humko aana hai

Mourya re
Bappa mourya re


~~~~x~~~~~~~x~~~~~~~x~~~~

Edited by aditisilawat - 17 years ago
..oneOone.. thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 5
Posted: 17 years ago
Humraaz

Bardhast Nahin Kar Sakta
--MALE--
Ae aa oh ae aa oh, ae aa oh ae aa oh
Ae aa oh, ae aa oh
Ae aa oh ae aa oh, ae aa oh ae aa oh
Ae aa oh
(Bardaasht nahin kar sakta
Ab door nahin reh sakta ek din) - 2
Tere bin, ae aa oh ae aa oh, ae aa oh ae aa oh
(Bardaasht nahin kar sakta
Ab door nahin reh sakta ek din) - 2
Tere bin, ae aa oh ae aa oh, ae aa oh ae aa oh

--FEMALE--
Ae aa oh, ae aa oh

--MALE--
(Yeh ishq vishq to yaar bada hai kamaal
Yeh paida karta hai laakhon sawaal) - 2

--FEMALE--
Kayi khwaab yeh dikhaata hai
Kayi dard yeh jagaata hai
Yeh mushkilein badhaata hai
Jannat bhi yeh dikhaata hai

--MALE--
Jannat se door jaaye kahan, jaaye kahan, jaaye kahan

--FEMALE--
Ae aa oh ae aa oh, ae aa oh ae aa oh

--MALE--
(Bardaasht nahin kar sakta
Ab door nahin reh sakta ek din) - 2
Tere bin, ae aa oh ae aa oh, ae aa oh ae aa oh

--FEMALE--
Ae aa oh, ae aa oh

--MALE--
(Jo na ho aarzoo to aashiqui hai kya
Jo sanam na mile to zindagi hai kya) - 2

--FEMALE--
Yeh aashiqui lubhaati hai
Lekin bada sataati hai
Nazdeekiyaan yeh laati hai
Kabhi dooriyaan badhaati hai

--MALE--
Mit jaane do yeh dooriyaan, yeh dooriyaan, yeh dooriyaan

--FEMALE--
Ae aa oh ae aa oh, ae aa oh ae aa oh

--MALE--
(Bardaasht nahin kar sakta
Ab door nahin reh sakta ek din) - 2
Tere bin, ae aa oh ae aa oh, ae aa oh ae aa oh
Ae aa oh ae aa oh, ae aa oh ae aa oh - 2
Dil Ne Kar Liya Aitebar

--MALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar
(Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana) - 2
Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar - 2
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana

--FEMALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar - 2
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana

--MALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

--FEMALE--
La la la la, la la la la
La la la, la la la, la la la la

--MALE--
Mauka dil ne diya hi nahin
Pyaar hua kab pata nahin
Banke muqaddar tum aaye
Kahin nazar na lag jaaye

--FEMALE--
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana

--MALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

--FEMALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar
Le jaa dil pardesi, le jaa dil pardesi
Chain ho tum aaraam ho tum
Is dil ka armaan ho tum
Meri subh-o-shaam ho tum
Jaan meri pehchaan ho tum

--MALE--
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana

--FEMALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

--MALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

--FEMALE--
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana

--MALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

--FEMALE--
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar
< ="text/"> < ="text/" src="http://srs.targetpoint.com/resources/inc/banner.js">
Life Banjaye Gi

--MALE--
(Ankhiyaan lada ladaayegi
Batiyaan badha badhaayegi) - 3
Teri meri jodi gar set ho jaayegi, set ho jaayegi
Saade naal aayegi to
Saade naal aayegi to life ban jaayegi - 2
Ankhiyaan lada ladaayegi
Batiyaan badha badhaayegi
Teri meri jodi gar set ho jaayegi, set ho jaayegi
Saade naal aayegi to
Saade naal aayegi to life ban jaayegi - 2
Saadi love story mein koi villain na hoga
Koi rone dhone ka baby chalan na hoga
All time hoga dhamaal pyaar naal hoga
Pappiyaan jhappiyaan da mausam bemisaal hoga
Charche kara karaayegi
Jalwe dikha dikhaayegi
Teri meri jodi gar set ho jaayegi, set ho jaayegi
Saade naal aayegi to
Saade naal aayegi to life ban jaayegi - 2
Main honey leke aaoonga tu chaud banke aana
Haai, chhat pe ni kudiye humko honeymoon manaana
Pyaari pyaari baatein karna, mastiyaan lutaana
Milan ka mausam aaya hai, kaisa sharmaana
Ghoonghta utha uthaayegi
Darpan dikha dikhaayegi
Teri meri jodi gar set ho jaayegi, set ho jaayegi
Saade naal aayegi to
Saade naal aayegi to life ban jaayegi - 2

--CHORUS--
Ishq mein sona chaandi kya karna re
Ishq mein bekaar heera panna re
Ishq mein mehboob sachcha kehna re
Ishq sachche yaar ki tamanna re

--FEMALE--
Waari waari jaaoon putar teri is jawaani pe
Devta da yaad aaye teri is kahaani pe
Unka naam roshan karna, vansh ko badhaana
Kare jo nakhre dulhaniya, pyaar se manaana

--MALE--
Daadi yeh baat mein dam hai
Pota na tera yeh kam hai
Vaada hai tu agle saal par pota khilaayegi, par pota khilaayegi
Saade naal aayegi to
Saade naal aayegi to life ban jaayegi - 2
Ankhiyaan lada ladaayegi
Batiyaan badha badhaayegi
Teri meri jodi gar set ho jaayegi, set ho jaayegi
Saade naal aayegi to life ban jaayegi

--CHORUS--
Saade naal aayegi to life ban jaayegi - 4
Pyaar kar, Inkar kar

--MALE 1--
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chaahe jo bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza

--CHORUS--
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar

--MALE 1--
(Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chaahe jo bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
O tujhe apna dil dene ka hai maza) - 2
Jab koi lagta hai dil-o-jaan se pyaara
Uska nazrein churaana nahin hota hai gawaara
Majboor karta hai pyaar, yeh dil ka sauda hai yaar - 2

--FEMALE--
Yeh dil ka khel ajeeb hai yaar
Jeet mein bhi kabhi hoti hai haar

--MALE 1--
Jeet ho ya haar ho
Aar ho ya paar ho
Chaahe jo bhi ho saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
Ho tujhe apna dil dene ka hai maza

--MALE 2--
Hey hey hey hey, hey hey hey hey
La la la, la la la, la la la la
Aitbaar hua hai, mujhe pyaar hua hai
Koi lage apna sa, pehli baar hua hai
Paana hai ab to usse, chaaha hai dil ne jisse - 2

--FEMALE--
Paayega kaun, khoyega kaun
Kiska naseeb kya jaanega kaun

--MALE 2--
Jo bhi ho naseeb mein
Mehboob ho kareeb mein
Chaahe jo ho rab ki raza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
Ho tujhe apna dil dene ka hai maza
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chaahe jo bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza

--MALE 1--
Tujhe apna dil dene ka hai maza

Sanam Mere Humraaz
--FEMALE--
Tum ho tum ho tum hi ho
Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz

--MALE--
Hey hey aa ha ha ha ha
Eh hey aa ha ha ha ha, la la la la la la
(Bhool na jaana, door na jaana
O jaane jaana, pyaar nibhaana) - 2
Tum ho tum ho tum hi ho, tum ho tum ho tum hi ho
Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz

--FEMALE--
Bhool na jaana, door na jaana
O jaane jaana, pyaar nibhaana
Tum ho tum ho tum hi ho
Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz

--CHORUS--
Tu hi aarzoo hai, tu hi justjoo, tu hai junoon

--FEMALE--
Dil ki gali yeh bada tadpaati hai
Ehd-e-vafa mein daga de jaati hai
O, dil ki gali yeh bada tadpaati hai
Ehd-e-vafa mein daga de jaati hai
Daga nahin dena, saza nahin dena
Saahil pe laake dooba nahin dena
Tum ho tum ho tum hi ho
Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz

--MALE--
(Hai kachche dhaage se naazook mohabbat
Yeh toot jaaye na karna hifaazat) - 2
Do raahein pe laake chhod nahin dena
Vada yeh vafa ka tod nahin dena
Tum ho tum ho tum hi ho
Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz

--FEMALE--
Bhool na jaana, door na jaana
O jaane jaana, pyaar nibhaana
Tum ho tum ho tum hi ho
Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz

--Female--
Tum Se Seekhe Koyi Pyaar Hota Hai
Kya Rasme Hoti Hai Kya Rishte Hote Hai Kya
Hum Ko Bhi Aye Sanam Hai Tumhari Kasam
Chaahe Jo Ho Saja Hum Nibhaayenge Wafa
Ehsaas Yun Dilake Ehsaas Yun Dilake Zindagi Ho
Zindagi Badal Di
Tune Zindagi Mein Aake Zindagi Ho Zindagi Badal Di
Zindagi Badal Di Zindagi Badal Di Zindagi Badal Di


--MALE--
Sanam mere humraaz


--FEMALE--

Sanam mere humraaz


Tune Zindagi main Aake

Tumsa koi dusra is zameen pe hua
To rab se shikaayat hogi
Tumhaari taraf rukh kisi gair ka hua
To qayaamat se pehle qayaamat hogi
Tune zindagi mein aake
(Tune zindagi mein aake zindagi, ho
Zindagi badal di) - 2
Tune pyaar yun nibhaake zindagi, ho
Zindagi badal di, zindagi badal di
Ab gawaara nahin, koi aur bhi ho
Jo meri tarha yun tum pe mare
Chhoona to door hai, ab na manzoor hai
Koi mere siva tera zikr bhi kare
Tune faasle mitaake
Tune faasle mitaake zindagi, ho
Zindagi badal di
Tune zindagi mein aake zindagi, ho
Zindagi badal di, zindagi badal di
Teri taareef gar aaina bhi kare
Tod doon main usse dil mera kahe
Tu hai mera junoon, mere dil ka sukoon
Main deewana hoon tera koi kuch bhi kahe
Yeh deewaangi badhaake
Yeh deewaangi badhaake zindagi, ho
Zindagi badal di
Tune zindagi mein aake zindagi, ho
Zindagi badal di, zindagi badal di - 2

Tune Zindagi Main Aake-Sad

Tum Se Seekhe Koyi Pyaar Hota Hai
Kya Rasme Hoti Hai Kya Rishte Hote Hai Kya
Hum Ko Bhi Aye Sanam Hai Tumhari Kasam
Chaahe Jo Ho Saja Hum Nibhaayenge Wafa
Ehsaas Yun Dilake Ehsaas Yun Dilake Zindagi Ho
Zindagi Badal Di
Tune Zindagi Mein Aake Zindagi Ho Zindagi Badal Di





< ="text/">

Edited by cool_SK - 17 years ago
..oneOone.. thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 5
Posted: 17 years ago
Dil Se

Aye Ajnabi
Ho paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi

Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Roz roz resham si hawa aate jaate kehti hai bata
Resham si hawa kehti hai bata
Vo jo doodh dhuli masoom kali
Vo hai kahan kahan hai
Vo roshni kahan hai vo jaansi kahan hai
Main adhoora tu adhoori jee rahein hain

Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se


Tu to nahin hai lekin teri muskurahatein hain
Chehra nahin hai par teri aahatein hain
Tu hai kahan kahan hai
Tera nishaan kahan hai
Mera jahan kahan hai
Main adhoora tu adhoori jee rahein hain

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se.
Chhaiya Chhaiya
Jinke sar ho ishq ki chhanv
Paaon ke neeche jaanat hogi
Jinke sar ho ishq ki chhanv

Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya

Saare ishq ki chhanv chal chhaiya chhaiya
Saare ishq ki chhanv chal chhaiya
Pau janat chale chal chhaiya chhaiya
Pau janat chale chal chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya


Vo yaar hai jo khushboo ki tarah
Jiski zubaan urdu ki tarah
Meri shaam raat meri kaaynaat
Vo yaar mera sainya sainya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya

Gulfosh kabhi itraaye kahin
Mehke to nazar aa jaaye kahin
Gulfosh kabhi itraaye kahin
Mehke to nazar aa jaaye kahin
Taaveez banaake pehnoon usay
Aayat ki tarah mil jaaye kahin
Taaveez banaake pehnoon usay
Aayat ki tarah mil jaaye kahin
Gulfosh kabhi itraaye kahin
Mehke to nazar aa jaaye kahin
Taaveez banaake pehnoon usay
Aayat ki tarah mil jaaye kahin
Gulfosh kabhi itraaye kahin
Mehke to nazar aa jaaye kahin
Vo yaar hai jo imaan ki tarah
Mera nagma vohi mera kalma vohi
Mera nagma nagma mera kalma kalma
Mera nagma nagma mera kalma kalma
Mera nagma nagma mera kalma kalma
Mera nagma nagma mera kalma kalma
Yaar misaale ous dhale
Paaon ke tale firdous chale
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Main hava pe dhoondhoon uske nishaan

Saare ishq ki chhanv chal chhaiya chhaiya
Saare ishq ki chhanv chal chhaiya
Pau janat chale chal chhaiya chhaiya
Pau janat chale chal chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya

Main uske roop ka shehdaai
Vo dhoop chhanv se harjaai
Vo shokh hai rang badalta hai
Main rangroop ka saudaai
Main rangroop ka saudaai
Jinke sar ko ishq ki chhanv
Paaon ke neeche jannat hogi
Jinke sar ko ishq ki chhanv
Paaon ke neeche jannat hogi
Shaam raat meri kaaynaat
Vo yaar mera sainya sainya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya

Saare ishq ki chhanv chal chhaiya chhaiya
Saare ishq ki chhanv chal chhaiya
Pau janat chale chal chhaiya chhaiya
Pau janat chale chal chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chhaiya chhaiya chhaiya

Dil se re

Ooo...
Ek sooraj nikla tha
Kuchh paara pighla tha
Ek aandhi aayi thi
Jab dil se aah nikli thi
Dil se re

Ek sooraj nikla tha
Kuchh paara pighla tha
Ek aandhi aayi thi
Jab dil se aah nikli thi
Dil se re

Dil se re dil se re
Dil se re dil se re
Dil se re
Dil to aakhir dil hai na
meethi si mushkil hai na
Piya piya
Piya piya piya na piya
Jiya jiya jiya na jiya
Dil se re

Dil se re dil se re
Dil se re dil se re
Dil se re
Dil to aakhir dil hai na
meethi si mushkil hai na
Piya piya
Piya piya piya na piya
Jiya jiya jiya na jiya
Dil se re

Ooo....
Do patte patjhad ke pedon se utrey thay
Pedon ki shaakhon se utrey thay
Phir utne mausam guzre vo patte do bechaare
Phir ugne ki chaahat mein vo sehraon se guzre
Vo patte dil dil dil thay
Vo dil thay dil dil dil thay
Dil hai to phir dard hoga
dard hai to dil bhi hoga
Mausam guzarte rehte hain
Dil hai to phir dard hoga
dard hai to dil bhi hoga
Mausam guzarte rehte hain
Dil se dil se dil se dil se
dil se re

Dil to aakhir dil hai na
meethi si mushkil hai na
Piya piya
Piya piya piya na piya
Jiya jiya jiya na jiya
Dil se re

Ooo...
Bandhan hai rishton mein
kaaton ki taarein hain
Patthar ke darwaaze deewaarein
Belein phir bhi ugti hain
aur guchchhe bhi khilte hain
Aur chalte hain afsaane
kirdaar bhi milte hain
Vo rishtey dil dil dil thay
Vo dil thay dil dil dil thay
Gam dil ke pak chulbule hain
paani ke ye bulbule hain
Bujhte hain bate rehte hain
Gam dil ke pak chulbule hain
paani ke ye bulbule hain
Bujhte hain bate rehte hain
Dil se dil se dil se dil se
dil se re
Dil se re dil se re
Dil se re dil se re

Dil to aakhir dil hai na
meethi si mushkil hai na
Piya piya
Dil to aakhir dil hai na
meethi si mushkil hai na
Piya piya piya na piya
Piya piya
Jiya jiya jiya na jiya
Piya piya piya na piya
Dil se re
Jiya jiya jiya na jiya
Dil se re
Dil se re dil se re
Dil se re.

Chal chhaiya . Jiya Jale
Jiya jale jo jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
Jiya jale jo jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
Raat bhar dhuaan chale
Jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re
Jiya jale jo jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
Jiya jale jo jale

Dekhte hain tan mera mann mein chubhti hai nazar
Dekhte hain tan mera mann mein chubhti hai nazar
Honth sil jaate unke naram honthon se magar
Ginti rehti hoon main apni karvaton ke silsile
Kya karoon kaise kahoon raat kab kaise dhale

Jiya jale jo jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
Jiya jale jo jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
Raat bhar dhuaan chale
Jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re
Jiya jale jo jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
Jiya jale jo jale

Ang ang mein jalti hai dard ki chingaariyaan
Masle phoolon ki mehek mein titliyon ki kyaariyaan
Raat bhar bechaari mehndi pisti hai peiron taley

Jiya jale jo jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
Jiya jale jo jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
Raat bhar dhuaan chale
Jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re
Jiya jale jo jale neinon taley dhuaan chale dhuaan chale
Jiya jale jo jale
Jiya jale
Jiya jale.
Tu Hi Tu
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu Satrangi Re
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu Manrangi Re...

Dil Ka Saaya Humsaaya Satrangi Re, Manrangi Re
Koi Noor Hai Tu Kyun Door Hai Tu
Jab Paas Hai Tu Ehsaas Hai Tu
Koi Khwab Hai Ya Parchhaai Hai Satrangi Re, Manrangi Re
Is Baar Bata Moonhzor Hawa Thehregi Kahan
Ishq Par Zor Nahin Hai Yeh Voh Aatish Ghalib
Jo Lagaye Na Lage Aur Bujhaye Na Bane
Ishq Par Zor Nahin Hai Yeh Voh Aatish Ghalib

Aankhon Ne Kuch Aise Chhua, Halka Halka Uns Hua
Halka Halka Uns Hua Dil Ko Mehsoos Hua
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu, Jeene Ki Saari Khushboo
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu, Aarzoo Aarzoo
Teri Jism Ki Aanch Ko Chhoote Hi
Mere Saans Sulagne Lagte Hain
Mujhe Ishq Dilaase Deta Hai
Mere Dard Bilakhne Lagte Hain

Tu Hi Tu, Tu Hi Tu, Jeene Ki Saari Khushboo
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu, Aarzoo Aarzoo
Chhooti Hai Mujhe Sargoshi Se
Aankhon Mein Ghuli Khamoshi Se
Maein Farsh Pe Sajde Karta Hoon
Kuch Hosh Mein Kuch Behoshi Se
Dil Ka Saaya Humsaaya...

Teri Raahon Mein Uljha Uljha Hoon
Teri Baahon Mein Uljha Uljha
Suljhane De Hosh Mujhe Teri Chaahon Mein Uljha Hoon
Mera Jeena Junoon Mera Marna Junoon
Ab Iske Siva Nahin Koi Sukoon
Mera Jeena Junoon Mera Marna Junoon
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu Satrangi Re
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu Manrangi Re
Ishq Par Zor Nahin ...

Mujhe Maut Ki God Mein Sone De
Teri Rooh Mein Jism Dubone De
Satrangi Re, Manrangi Re..
Edited by cool_SK - 16 years ago
..oneOone.. thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 5
Posted: 16 years ago
Dil Se Maratha Hai

Bheegi Bheegi Ratoon Main
bheegi bheegi raaton mein mithi mithi baaton mein
aisi barasaato mein kaisa lagata hai
(aisa lagata hai tum banake baadal
mere badan ko bhigoke mujhe chhed rahe ho chhed rahe ho) - 2
     
ambar khele holi ui maan
bhigi mori choli hamajolii hamajolii
ha paani ke is rele mein saavan ke is mele mein
chhat pe akele mein kaisa lagata hai
aisa lagata hai tum banake ghataa
apane sajan ko bhigoke khel khel rahi ho khel rahii ho
aisa lagata hai tum banake baadal
mere badan ko bhigoke mujhe chhed rahe ho chhed rahe ho
     
(barakha se bacha loon tujhe sine se lagaa loon
aa chhupa loon aa chhuupa loon) - 2
ho dil ne pukaara dekho rut ka ishaara dekho
uf ye nazaara dekho kaisa lagata hai
aisa lagata hai kuchh ho jaayega
mast pavan ke ye jhoken sainyaa dekh rahe ho dekh rahe ho
aisa lagata hai tum banake ghataa
apane sajan ko bhigoke khel khel rahi ho khel rahii ho
aisa lagata hai tum banake baadal
mere badan ko bhigoke mujhe chhed rahe ho chhed rahe ho

Din Pareshan Raat Viraan
mujhe aaj bhi yaad hai, kolhapur ke khaasbaag mein chaay ki rekari par ek dost milatha, pyaar se bola kaai daajiba aur ek jaljala sa ubhara jiski pehali kish thi aaika daajiba.
Aika daajiba ko aapane itana saraaha, itana pyaar diya ki meri madhubaala bhi pyaar se maraathi mein boli bai bai mamoharaacha kasa pisaara phulala aur main bola...

(din pareshaan raat viraan sar pe sukha pasina
nazare bejaan sehme armaan kaise mumkin ho jeena) - 2
sakhe ga saajani ye na - 2
sakhe ga saajani (saajani ye na) - 3
(sehara ki ret mein door door tak koi bhi kahi na
birhaa ki aag mein jal bujha hai baarishon ka mahina) - 2
sakhe ga saajani ye na
sakhe ga saajani aa ja na

dev paavalaay dev maajha malhaari - 6
(lamha lamha ye tanha tanha hai bin tere sab hai suna
zarre zarre mein ummid teri aur kuchh bhi kahi na) - 2
sakhe ga saajani ye na
sakhe meri sajani aa ja na
sakhe ga saajani ye na (saajani ye na) - 2

dada kabhi kabhi aapase bahot jalan hoti hai, aapaki aawaaz jaise mandir ki ghanta hamaari jaise barral pe maara danda, aapaka sur basant mein saji dharaa hamaara dadhi pe chalata ustara, aapka taal hirni ki chaal hamara ae de dhamal, dada kabhi kabhi aapase bahot jalan hoti hai, aapake liye pancham da aapake liye salil da, aapake liye kaxmi, aapake liye pyaare hum to bas remix ke maare, dada kabhi kabhi aapase bahot jalan hoti hai, aapake saath asali madhubaala aur hame dhundani padati hai meri madhubaala, dada hum kitna bhi kare to bhi aakhir hai shor kyonki hazaar Avdhoot jodo phir bhi nahi banta kishor.

do you want to love what love is
first ray of sunshine that touches you
music from depth treasure memories that are kept
cool breeze from the wind getting paused without knowing
together in hope and pain fall in love with the same person again and again

(aise na mujhe tum dekho seene se laga lunga
tumko main chura lunga tumase dil mein chhupa lunga) - 2
tere dil se aye dilbar dil mera kehata hai
pyaar ke dushman log mujhe darr lagta rehta hai
guess the sense the wheel of feels is this a dream or is it for real
tere dil se ye dilbar dil mera kehata hai
pyaar ke dushman log mujhe darr lagata rehata hai
thaam lo tum meri baahen main tumhe sanbhaalunga
tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga
aaise na mujhe tum dekho seene se laga lunga
tumko main chura lunga tumase dil mein chhupa lunga
(i said guess the sense the wheel of feels is this a dream or is it for real
need to be with you as i play the rhyme be with me this is a time yeah this is the time ) - 2

pyaar ke daaman mein chunkar hum phool bharlenge
raaste ke kaante saare door kar lenge
all i give is moron take it all i got enough
pyaar ke daaman mein chunkar hum phool bharlenge
raaste ke kaante saare door kar lenge
jaaneman tumako apani main jaan bana lunga
tumako main chura lunga tumase dil mein chhupa lunga
(aise na mujhe tum dekho sine se laga lunga
tumako main chura lunga tumase dil mein chhupa lunga) - 2

Jai Jai Maharashtra Majha
dosto pure Hindustan mein mera Maharashtra ek aisa raajya hai jisake chhote se chhote gaon mein aapako aise log milenge jinaki maatrubhaasha Marathi nahi hai. Lekin maatrubhumi Maharashtra hai.
Wo itane saalon se Maharashtra mein rehate hai ki unake rago mein bhi ab sirf Marathi daudati hai. mera ye geet mere un pyaare bhaaio ke liye hai jo juba se shaayad na ho lekin dil se maratha hai.

maana chalake kabhi tha madraasi maana chalake tha punjabi
maana chalake kabhi tha gujarati maana chalake tha bangali
chaahe koi bhi ho teri bhaasha chaahe koi bhi ho boli
nas nas mein daude hai jo tere
pehachaan hawa hai kaha ki hai paani kaha ka hai mitti kaha ki hai
to khol dil bol dil ??? se
jai jai jai jai .... Maharashtra majha garaja Maharashtra majha
jai jai Maharashtra majha garaja Maharashtra majha
sing jai jai Maharashtra mera garaja Maharashtra mera - 2

(chot lagi to chillata hai aai ga
dream girl teri kehati hai bai bai bai bai ga) - 2
panga huva to kehata hai tujhya aaila
khopadi ghuma to kehata hai chya maaila
jor daal bheje pe zara sa
aur soch kaha hai khada tu kaha hai badha tu kis se juda
to khol dil bol dil ???? se
jai jai jai jai .... Maharashtra majha garaja Maharashtra majha
jai jai Maharashtra majha garaja Maharashtra majha
sing jai jai Maharashtra mera bolo Maharashtra mera - 2

(yaad kar wo tere din bachapan ke
khela kisake aangan mein) - 2
wo nahi thi maa teri par kya kam thi mamta us aanchal mein
jor daal bheje pe zara sa
aur soch kaha hai khada tu kaha hai badha tu kis se juda
to khol dil bol dil ???? se
jai jai jai jai .... Maharashtra majha garaja Maharashtra majha
jai jai Maharashtra majha garaja Maharashtra majha
Maharashtra majha garaja Maharashtra majha
jai jai Maharashtra majha garaja Maharashtra majha - 2

Kai Ga Sakhu
ha wo lamha bada paak lamha hota hai jab koi nagma jahan mein saans lene lagta hai. lekin jaise ek kunwaari ki zindagi baaraat na uthi to adhuri hoti hai vaise hi ek geet sunanewaalon tak nahi pahunche to adhura hota hai. main jo geet banaata hoon use aap zindagi dete hain. Aur jab aise hi kisi shaam main stage pe perform karata hoon, mere banaaye geet gaata hoon to mujhe wo geet aapaki aankhon mein, aapaki taaliyon mein jawaan hote dikhaayi deta hai. Ye rishta barkaraar rahe dosto aise mauke baar baar aaye, aur phir se ek baar ek aur combo music.

kai ga kai ga ...
aathashe khidakya navashe daar kunya vaaten ba geli hi naar - 2
kai ga kai ga ...
(dil de ke tu ban ja meri baayako
dusari poragi main dekhu kaayako) - 3
meri hai tasvir tere aankhon mein
phir honton pe kaayako nako nako
kai ga sakhu ...

aathashe khidakya navashe daar kunya vaaten ba geli hi naar - 2
gol gol gol tera aambaada aambaade pe mogare ka gajara bada
he laal laal laal teri kaacholi
he tere kaacholi ki gaath mera man jaali
aankh teri sherani ki chaal teri hirani ki
bol tere koyal ki kuh kuh kuh
kai ga sakhu ...

laamb laamb laamb tera kaasota kaasote ke var kambar patta
chaan chaan chaan nathani teri teri nathani pe mar mit duniya saari
are saaf bata de mujhako pyaar huva hai tujhako
ye sakhu jooth ab bolu nako
nako nako nako nako ...

(mujhe pyaar huva tujhe he ba
maine dil bhi diya tuzhako le ba) - 2
aika daajiba aika daajiba ...

kiti aayile kiti gayile kiti aayile baba kiti gayile
kiti aayile kiti gayile
lekin tumhich the hero mere pahile - 2
tumako dekha to socha maine saahiba
aakhhi duniya mein tumasa koi nahi ba - 2
aika daajiba aika daajiba ...
Edited by cool_SK - 16 years ago