Maine dil se kaha dhund lana khushi... na samj laya ghum to yeh ghum hi sahee... bechara kahan janta hai khalish hai yeh kya hala hai...shehr bhar ki kushi se ye dard mera bhala hai...jashan yeh ras na aye maza to bas ghum mein aya hai... maine dil se kaha dhund lana khushi ... na samj laya ghum to ye ghum hi sahee... kabhi hai ishq ka ujala kabhi hai maut ka andhera... bataw kon bhes ho ga mein jogi banu ya lutera... kahin chehre hai is dil ke na jany kon sa mera.... maine dil se kaha dhund lana khushi... na samj laya ghum to yeh ghum hi sahee.
Chalo ek bhar pirse ajnabee ban jaye hum dono
Na mein tumse koyi umeed raku dil nawazi ki
Na tum mere tarf deko galat andaz nazaro se
Na mere dil ke dhadkan larkary mere bataw mein
Na zahir ho tumhare kash ma kash ka raaz nazaro se
Chalo ek bhar pirse ajnabee ban jaye hum dono.